How can we avoid from false breakout....?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How can we avoid from false breakout....?
    Market mein hamen hamesha hi Soch samajhkar trading karni padati hai agar ham market ko samajhkar trading Nahin karte Hain to fir hamen kabhi bhi success Nahin mil sakti hai isliye hamen market ko acche tarike se analyse karna padta hai aur jab hamen market mein entry ka mauka milta Hai tab bhi ham market mein apna order open karte hain aur jab tak hamen market mein entry ka mauka Nahin milta tab tak ham market mein apna order open nahin kar sakte hain isliye hamen market ke munh mein ko samajhna bahut jaruri hai kyunki Jab ham market ko acche tarike se analyse kar lenge to tabhi hamare liye trade ban sakegi aaj ham market mein break out per baat karenge ki market mein fals break out kaise hota hai aur ham is break aur se kaise baat kar sakte hain kyunki Jab bhi market mein fals break out hota Hai to isase hamara kafi nuksan ho jata hai isase liye hamen falls break out se kaise bacha jaaye.


    Click image for larger version

Name:	download (18).png
Views:	9
Size:	4.7 کلوبائٹ
ID:	12528696


    False breakout in the market:

    False breakout breakout hota hai jo market mein kisi support ya resistance level ko break karta hai aur iske bad market dobara wapas a jaati hai aur isko ham market mein fals break out kahate Hain.
    Market mein break out per bahut se log trading karte hain aur main khud bhi market mein break out per trading karta hun kyunki break out ki trading hamare liye bahut beneficial hoti hai lekin market mein real break out ke sath sath fek break out bhi hote hain jinki vajah se hamen kafi nuksan ho jata hai.
    Kyunki Jab market mein ham break out dekhte hain aur ham market mein trade Lete Hain to iske bad agar market wapas a jaati Hai to fir hamen kafi nuksan hota hai kyunki hamari train market ke Trend ke against chali jaati Hai jiski vajah se hamen loss Hona start ho jata hai hamen loss se bachne ke liye real and falls breakout ki confirmation karna bahut jaruri hai.



    Example of false breakout:

    Market mein Jab ham analysis karte hain aur hamen market mein koi support Kiya resistance level milta Hai to ham vahan per market Ka intezar karte Hain ki market yahan se break out karegi aur ham market mein trade lenge.
    As example agar ham market mein kisi currency pair ke break out Ka vate Kar rahe hote hain aur vah Market mein break ground ya breakup ho jata hai aur iske bad market hamare favor mein jaati hai aur fir market hamare against Jana shuru kar deti hai to isase hamen market mein loss Hona start ho jata hai isliye hamen Kisi bhi break out ki pahle confirmation karna bahut jaruri hota hai kyunki without confirmation ke ek break out se hamen kafi loss hone ke chances hote Hain.


    Click image for larger version

Name:	download (19).png
Views:	8
Size:	6.6 کلوبائٹ
ID:	12528697


    Confirmation of real and false breakout:

    Jab ham market mein break out ki confirmation ke sath trading karenge to tab hamari trading bahut hi best hogi kyunki market mein break out ke sath agar ham acche tarike se trading karte Hain to hamari trading ka bhi kamyab hoti hai isliye hamen pahle confirmation karna bahut jaruri hai.
    Jab hamen market mein kisi support ya resistance level se koi break out milta Hai to hamen uska intezar Karna chahie aur jis candle se break out ho aur jis time prem mein ham kam kar rahe ho to hamen usmein intezar Karna chahie aur hamen kam se kam band avar ke time frame ki confirmation Karni chahie aur job kendal break out karke close ho jaati Hai to tab hamen confirmation milati Hai isase pahle hamen maarpeet mein Antar Nahin Hona chahie Jab hamen theek se kam permission ho jaaye tab bhi hamen trading Karni chahie. Kyunki jab tak koi candle close Nahin Kar jaati Hai tab tak ham confirm nahin kar sakte hain kyunki news ke time market mein kafi fals break out hote hain jinki vajah se hamen nuksan hota Hai.



    How can we avoid from false breakout:


    Click image for larger version

Name:	download (20).png
Views:	1
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12528698

    Mairay expereince k mutabik yeh bahut he easy solution hai foreign exchange marketplace predominant buying and selling kartay huway bahut saray traders is trick pay amal kartay hwuay false breakout okay lure fundamental entr honay say bach saktay hain. Buying and selling kartay huway jab kisi important level pay rate break karty hai to hamain us wakt bhi staying power ki zarurat hoty hai agar rate breakout honay ok baad kuch hours tak stay karty hai to ham yeh samjh aur clear kar saktay hain k yeh aik real breakout hai aur agar price breakout ok baad go back hona begin karty hai to wo false aur fake breakout hota hai, jisk liye zaida aur bhi zaruri hai okay ham chart ko h4 aur d1 k time frame say analysis karain.



    Conclusion:

    Jo trader market mein real and fast break out ko samajhte Hain to UN trader ki trading bhi kamyabi Hoti Hai kyunki hamen is chij ko samajhna bahut jaruri hai jis per ham kam kar rahe hote hain hamen pata Hona chahie ki market mein real break out hua hai ya nahin hua market mein real break out Nahin hota Hai to hamen use per trade Nahin Karni chahie kyunki falls breakout ki vajah se hamen kafi nuksan ho jata hai isliye hamen hamesha hi falls se bachana chahie kyunki faltu breakup se hamara kafi nuksan hota hai isliye hamen koshish Karni chahie ki ham hamesha hi real break out per kam Karen taki hamen market se achcha munafa mil sake agar ham fals break kam karenge to fir hamen munafa Nahin hoga hamen hamesha hi Soch samajhkar kam karna padega tab hi hamen success milegi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How can we avoid from false breakout....?

    Real Breakout


    Jab bhi qeematen kisi support ya resistance levels ko thorti (break) karti hai aur baad me musalsal us semat me chalti rehti hai, to ye market ki real breakout hota hai.
    Misal k twar par, agar gold $1800 aur $1810 k darmeyan trade kar raha ho, to yahan par gold ki resistance level $1810 aur support level $1800 hai. Agar gold ki qeematen do ya do se ziada martaba $1800 aur $1810 k level ko touch kar k wapis morti (back) hoti hai, to ye support aur resistance levels gold k qeematon k leye strong breakout levels tasawar hongay. Ab agar gold ki qeematen upward side pe $1810 k level ko breakout karti hai, aur qeematen musalsal bullish hi chalti rehti hai, to ye aik real breakout kehlayega, same situation support level pe bhi hogi.

    Click image for larger version

Name:	images (10) (147).png
Views:	7
Size:	27.7 کلوبائٹ
ID:	12400491

    Fake Breakout


    Fake breakout us waqat hoti hai, jab bhi qeematen support ya resistance level ko breakout to karti hai, lekin tasalsul k sath us semat ko follow karne ki bajaye wapis reversal hoti hai. Fake breakout ko aam tawar par failed breakout bhi kehte hen.
    Misal k tawar par, agar gold ki qeematen $1810 k level ko breakout karke $1812 par chali jati hai, lekin bullish trend ko follow karne ki bajaye qeematen bearish trend me reversal ho jati hai aur $1800 k support level ko bhi breakout karte howe musalsal downward hi chalti rehti hai, to ye aik fake ya failed breakout kehlayega.
    Fake ya failed breakout se pata chalta hai k market me qeematon ko support ya resistance levels se upper ya nechay push karne me buyers ya sellers ki dilchaspi nahi rehti. Failed breakout ka hargez matlab ye nahi hai k qeematen thori der baad breakout semat me agay barhna jari nahi rakh sakti.

    Click image for larger version

Name:	images (10) (148).png
Views:	8
Size:	24.1 کلوبائٹ
ID:	12400492

    Breakout k baad Throwbacks


    Baaz awqat breakout k baad Throwback hota hai. Throwback us waqat hota hai, jab qeematen support ya resistance ki taraf wapis hojati hai, jo abhi abhi breakout howa hota hai. Aksar kuch traders throwback ki waja se apne trades close kar dete hen, ye samajh k ye aik failed ya fake breakout hai, lekin thowback fake breakout nahi hota. Throwbacks calendar events k trading k waqat ziada hota hai, q k qeematen aik semat pe breakout karne k baad apni ziada hujam ki waja se support ya resistance level ki taraf wapis ati hai.
    Throwbacks aksar market me volume me izafay ki waja se hota hai, misal k tawar par, gold qeematen $1810 k resistance level ko breakout karte howe $1815 pe chali jati hai, lekin ziada volume ki waja se qeematen wapis $1811 ya $1810 pe a jati hai, jahan se wo wapis bullish trend me move karna shoro kar deti hai, to ye fake ya failed breakout nahi, bulkeh throwback kehlayega.

    Click image for larger version

Name:	images (10) (150).png
Views:	2
Size:	15.6 کلوبائٹ
ID:	12400493

    Trade on Breakouts


    Ziada tar traders breakout pe trading karte hen, wo jab bhi qeematen ko support ya resistance levels ko thorte howe dekhte hen to jaldi hi wo market me entry kar jate hen. Short term traders breakout ki sorat me jaldi market me entre hone ki koshash karte hen, jabb k long term k traders market me real aur fake breakout k baad hi entry karte hen.
    Market me fake, throwbacks aur breakout ko jadge karna bohut mushkil kaam hai, market me breakout hone pe kuch waqat tak intezar karna chaheye, jab bhi qeematen apni semat darust kar len,us k baad market me entry karni chaheye. Stop loss ki position lazzmi set karen, qionkeh k is se fake breakout ki sorat me zziada loss se mehfoz raha ja sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (10) (149).png
Views:	6
Size:	26.5 کلوبائٹ
ID:	12400494

    اب آن لائن

    Working...
    X