Details of Delibration Candlesticks Pattren in Forex Market.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details of Delibration Candlesticks Pattren in Forex Market.
    Assalamu Alaikum dear member Main ummid Karti hun aap sab khairiyat se Honge aur farak market Mein acchi earning kar rahe Honge dear jab forest market mein aap kam kar rahe hote hain to ismein aapko bahut hi careful hokar kam karna hota hai Kyunki Jab Ham ismein hard work ke sath kam Karte Hain To Ham is market mein bahut Achcha profit banaa sakte hain. Hamen Koshish Karna Hogi. ki Ham is market mein jyada Se Jyada hard work Karen, aur acche experience aur acche knowledge ke sath kam Karen Agar Ham demo account per proper experience ke sath kam karte hain. aur apni learning ko complete Karte Hain To Ham is market Mein maximum advantages Hasil kar sakte hain. aaj main aapko bahut hi important information share karungi jo aapki trading Ho successful banaa sakti hai to Mera topic Hai delibration candlesticks pattern kya hai aur ham is per trading kaise kar sakte hain..

    What is Delibration Candlesticks Pattren:

    Dear member deliberation candlestick pattern price chart ke top per banne ke bad market inverse movement start karti hai. aur yah pattern teen Bullish candles per mustameeel hota hai. pattern ki first candle candle Ek long real body wali bullish candle Hoti Hai. jabki middle wali candlesticks first candle se size mein Chhoti hoti hai but long upper Shadow wali Hoti Hai. pattern ki last candle Ek Saman Maru buju ya spinning top candle se milati julti candle Hoti Hai. Jiske Apar side per Lamba Saya hota hai. price chart per aapko Hirani Hogi Ke Jab aap advance block pattern ko bhi sem ISI pattern se Milta julta dekhenge, advance block pattern ki last candles Ek small shooting star candles hoti hai agar aap isko acchi tarike se focus Karte Hain To aap best point per entry Le sakte hain...

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-05-13T154830.724.jpeg
Views:	33
Size:	10.8 کلوبائٹ
ID:	12528657

    Identification of Delibration Candlesticks Pattren:

    Dear member deliberation candlesticks pattern price ke top Mein acid ke resistance level per Banta Hai. Jahan se price reversal Mein change Hona hota hai yah pattern teen regular bullish candles ka ek Majboor Hai. jismein teenon candles higher high per close Hoti Hai. jinki information aapko bahut jyada mil rahi hoti hain...

    Deliberation candlesticks pattern ki first candle Ek bullish candles hoti hai jo ki real body Mein strong candles banti hai. aur yah candle price ke up trend ki taslli ki Salamat Hoti Hai pattern ki fast candle Ek bagair upper aur lower Shadow ki Hoti Hai, Jiska open price close price se upar Hota Hai...

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-05-13T154822.856.png
Views:	32
Size:	8.9 کلوبائٹ
ID:	12528658

    Deliberation candlesticks pattern ki second candle be same first candles Ki Tarah Ek police candle Hoti Hai. yah candle candles ki real body ya Uske close price ke baad open hoti hai jo ki upper aur close hoti hai. iska candle ki real body first candles ke mukabale mein kam hoti hai jabki Candles Shadow ki Sath hoti hai.. deliberation candlesticks pattern ki third candle B same first candles Ki Tarah Ek police candles hoti hai. jo ki second candles ke real body house ke close price per open hokar upper per close Hoti Hai. yah candle jyadatar first donon candle se size mein kam hoti hai jabki candles ka ek marbuzu candle hoti hai...

    Trading With Delibration Candlesticks Pattren:

    Dear member forex market Mein Jab Ham kam kar rahe hote hain. to ismein deliberation candles tricks pattern per trading bhi second bearish is Trend reversal Ki Tarah Ki Jaati Hai. but market Mein entry se pahle confirmation candles Ka Hona important hai. Kyon Ke pattern ki third candles Bullish Hoti Hai. confirmation candles real body Mein bearish honi chahie jo ki third bullish candles ke bilo close honi chahie but Agar market pattern ke bad police scandals banti hai to yah train continuation pattern ka work Karegi, Jis per Sel ki trade ki Bajaye bye ki entry ki Ja sakti hai stop loss pattern ke hisab se Apar side per ya last Teesri Small candles ke Apar price Se Two pipses above set Karen...

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-05-13T154854.502.png
Views:	10
Size:	15.6 کلوبائٹ
ID:	12528659

    Dear member forex market Mein Jab Ham kam kar rahe hote hain. to ismein dilibration candlesticks pattern price chart per banne wale UN patterns Mein Shamil Hain. Ki jismein Shamil Tamam candle same pattern ke hone ki bavjud bhi yah trend reversal ka work Karti Hai. pattern price chart per bullish Trend ya high price area Mein banta hai. jo ki matlab time frame Mein yah position price ke liye resistance on Sabhi hota hai pattern teen bullish candlesticks per mustameez Hota Hai. jismein first candles Ek long real body wali bullish candle hoti hai. jo ki price ke higher side per strongness show Karti Hai, pattern ki second candle first candle serial body Mein kam hoti hai, agar aap isko acchi tarike se identify karte hain. aur Market ko acche tarike se focus kar rahe hote hain. to ismein aapko bahut jyada advantages available hote hain. aapko Hamesha Ek acche point se entry Lekar acchi earning ke sath kam karna chahie, tab hi aap Achcha result Hasil kar sakte hain..


    Click image for larger version

Name:	images - 2022-05-13T154854.502.png
Views:	10
Size:	15.6 کلوبائٹ
ID:	12528659
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Details of Delibration Candlesticks Pattren in Forex Market.

    Deliberation Candlestick Pattern


    Deliberation candlestick pattern aik bearish trend reversal pattern hai, jo prices k top par ya ziada buying k baad market main buyers k control ki kamzori ko zahir kia jata hai. Ye pattern teen bullish ya white candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli, dosri aur teesri teeno candles bullish candles hoti hai. Ye candles lagatar higher high par close hoti hai. Pattern ki pehli aur dosri candles strong bullish candles hoti hai, jab k teesri candle aik small real body wali ya Spinning top bullish candle hoti hai. Spinning top candle dosri candle k qareeb ya gap dono tarah se ho sakti hai, jo k top trend ko mazeed bullish jane main rukawat banti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (607).jpeg
Views:	1
Size:	19.0 کلوبائٹ
ID:	12424305

    Pattern ki Pehchan k Rules

    1. Deliberation pattern k leye market me pehle se high prices area ya bullish trend ka hona zarori hai, q k ye aik bearish trend reversal pattern hai.
    2. Pattern me teen white candles shamil hongi, aur har aik high-close honi chaheye (candles ki close price lazmi open price se ziada honi chaheye).
    3. Pattern ki 1st aur 2nd candle 3rd white candle ki nisbat aik bari real body wali candles honi chaheye.
    4. Pattern me shamil 3rd candle ki real body small (spinning top candle) honi chaheye, baaz dafa ye candle 2nd candle se uper gap me bandi hai.
    5. Pattern ki 3rd candle prices ko top par mazeed jane se mana karti hai, jahan par prices k leye aik resistance level ban jata hai.


    Click image for larger version

Name:	images (1081).png
Views:	15
Size:	9.5 کلوبائٹ
ID:	12424306

    Pattern ki Tafseel


    Deliberation candlestick pattern aghaz main strong buyers pressure ki waja se banta hai, jiss main shamil teeno candles bullish hoti hai. Pattern ki pehli aur dosri candles ziada tar bagher wick ya shadow ki hoti hai, lekin teesri candle small size main bullish Spinning top candle hoti hai. Deliberation candlestick pattern prices k top par ya bullish trend main banne k baad prices ko teezi k sath downward ki taraf pressurized karti hai. Iss pattern main pehli aur dosri candles teesri candle ki nisbat real body main bari hoti hai. Pattern k aghaz main prices teezi k sath bullish move karti hai, lekin baad main buyers ki adam dilchaspi ki waja se pattern k top par aik Spinning top candle banti hai, jo k prices ko mazeed bullish jane se rokhti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1080).png
Views:	8
Size:	6.2 کلوبائٹ
ID:	12424307

    Pattern par Trading ka Amal


    Deliberation candlestick pattern teen bullish candles hone k bawajood bhi bearish trend reversal pattern hai, jiss par traders market main sell ki entry kar sakte hen. Pattern k baad confirmation candle ka hona zarori hai, jo k indicator se bhi asani se trend confirmation ki ja sakti hai. Confirmation candle ka bearish real body main hona chaheye, jab k oscillator aur oscillator main value overbought zone main hon to uss waqat ye pattern ziada payedar k sell k signals de sakta hai. Pattern k baad white candles banne se iss k asarat mutasir ho sakte hen. Stop loss pattern k sab se top side ya teesri candle k high se two pips above set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (608).jpeg
Views:	2
Size:	34.5 کلوبائٹ
ID:	12424308

    اب آن لائن

    Working...
    X