Trade With Morning Star Candlestick Pattern..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade With Morning Star Candlestick Pattern..
    Introduction:

    Assalamu Alaikum ummid hai aap sab theek Honge aur forex market ko acche se enjoy kar rahe Honge aaj main aapke sath Apna knowledge aur experience share karne ja rahe ho Jo Ek bahut hi important topic hai jo ke Morning Star canvas stick pattern ke bare mein hai agar Ham Chahte Hain Ki Forex trading mein successful ho sake to uske liye Hamen bahut mehnat Karni Hogi Taki Hamen Achcha profit Hasil ho sake Hamen chahie ki Hamen trading karne se pahle isko study kar lena chahie tabhi ham ismein Kamyab ho sakte hain..


    What Is Morning Star Candlestick Pattern:

    Morning star candlestick Patron mein teen kism ke candle Hote Hain Jo Ke bullish reversal can I speak pattern ko indicate Karte Hain Jo ke down trend Ke Niche Se Zahir Hota Hai aur yah pattern down Trend ke Raftaar mein kam ko zahar karta hai isase pahle ke Ek Bade police candle new trend bullish trend mein ezafay ki Wajah Ban Jaaye..








    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220513-152401.png
Views:	2
Size:	8.0 کلوبائٹ
ID:	12528654







    Morning Star Doji Candlestick Pattern:

    Trader jyadatar market mein adam faislay k Asar ko Talash karta hai aur Jahan pr selling pressure kam ho kam ho jata aur Market Kuchh Humwar Ho Jaate Hain yah vah Jagah Hote Hain Jahan per dji candle ke analysis Kiye Ja sakta candle ke analysis Kiye Ja sakta hai Kyunki market ek hi level per open ya close ho sakte hain aur yah forex market Mein Ek Hi level ke bahut Kareeb aur yah forex market Mein Ek Hi level ke bahut Kareeb ho sakte hain ye adam ffaislay bullish market ke chalne ke rakh ko humwar karte hain Kyunki bullish Yahan per Dekhne Mein Aate Hain aur Masjid selingon ko rakhne ke koshish Karte Hain Doji k baad bless candlestick ke indicate Hona Iske Bullet pattern ke confirmation Hota Hai..








    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220513-152351.png
Views:	1
Size:	9.8 کلوبائٹ
ID:	12528653







    Trade With Morning Star Candlestick Pattern:

    Morning Star candlestick analysis EUR/GBP chart Main Kya Ja sakta hai Jahan per reversal pattern ke tashkeel ek don't Rand mein kam ko indicate karte hain chart ko Dekhte Hue formation Mukammal hone ke bad trader aglet candlestick ke formation Mukammal hone ke bad dikha sakte hain Jyada kadmat Pasand trader Apne entry mein takhair karte hain aur Market Mein yah Dikhane ke liye Intezar Karte Hain KRK price action Jyada Hote Hain To Ham yah method wrong ho sakta hai khastaur per bullish Chalte market Mein entry wrong ho sakti hai.

    Target ko resistance ke Pichhle level ya Pichhle part per Rakha Ja sakta hai stops ko recently swing low sy niche Rakha Ja sakta hai Kyunki market mein is level ke gap reversal ko fake kar diya Gaya aur trader ko Hamesha positive risk aur reward ratio ko barkarar rkhna chahiye..







    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220513-152339.png
Views:	1
Size:	19.5 کلوبائٹ
ID:	12528652
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade With Morning Star Candlestick Pattern..

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Morning Star Pattern


    Morning Star Candlestick Pattern price charts par banne par traders ko market main buying par majboor karte hen, q k ye pattern prices k bullish jamn ka ishara hota hai. Morning star pattern prices k lower side par banta hai jo k traders k leye buying ki opportunity peda karti hai. Ye pattern "Morning Doji-Star Pattern" se mushabehat rakhta hai. Morning star teen candles ka aik hai, jo k prices k bottom main banne ki wajja se prices k leye mumkinna tawar par aik bullish trend reversal ka kaam kartta hai. Pattern ki dosree candle aik small real body wali hotti hai, jo k prices ko mazzeed bearish gerne se bachatti hai, jiss market par bulls ka ghalbba a jatta hai, aur qeematen upper side par chalnna shoro kartti hai, aur ye kaam teesri bullish candle k banne par pora ho jata hai.

    Click image for larger version

Name:	unnamed (23).jpg
Views:	3
Size:	22.0 کلوبائٹ
ID:	12392570

    Candles Formation


    Morning Star candlestick Pattern ki pehlee candle trend k mutabiq bearish candle hotti hai, jab k dosree candle aik small real body main bullish ya bearish dono ho saktti hai, jab k teesree candle bullish candle hotti hai, jis ki tarteeb darjazzel hai;

    Click image for larger version

Name:	images (2) (95).png
Views:	1
Size:	2.9 کلوبائٹ
ID:	12392571

    1. First Candle: Morning Star candlestick pattern main pehlee candle aik long real body wali strong bearish candle hai, jo k market main bearish taqqat dekhatti hai, ye candle normal aik black ya red color main bantti hai.

    2. Second Candle: Morning Star candlestick pattern ki dosree candle aik small real body main hotti hai, ye candle aam tawar par aik star candle bantti hai, jis ka open aur close aik dosre k bohut qareeb hotta hai. Pattern ki dosree candle kisi bhi color main ho saktti hai, lekin position is ki lazmi bearish candle k baad honni chaheye aur size main small honni chaheye. Star candle pehlee candle se gap main open aur close hotti hai.

    3. Third Candle: Morning Star candlestick pattern main teesree candle aik strong real body main hotti hai, ye candle bullish trend ki white ya green ki color main bantti hai. Bullish candle dosree small candle k close k baad open hotti hai, jab k pehlee candle k midpoint se above close hotti hai.


    Explaination


    Morning star candlestick pattern prices chart main bohut ziada selling hone k baad banta hai, jiss se prices ka rebound honne ka hadsha peda ho jata hain. Ye pattern qeematon k top position par banne ki wajja se prices k leye bullish trend reversal ka kaam kartti hai. Ye pattern bearish, star candle aur bullish candles par mushtamil hai, jo "Morning Doji-Star Candlestick Pattern" se mushabehat rakhta hai. Pattern ki dosree small real body wali star candle prices ko mazzeed bearish janne se roktti hai, aur third bullish candle ki waja se bullish trend main tabdeel karwa detti hai. Morning Star candlestick pattern ki pehlee strong bearish trend market main sellers ki pressure ko dekha rahee hotti hai, lekin dosree small star candle is pressure main kammi ka sabbab bantti hai, jab k teesree long bullish candle market main buyers ka control aur trend change ka signal detti hai. Ye pattern ziadda bottom position par strong reaction detta hai. Morning star pattern ka inverse jo prices k top par banta hai, wo "Evening Star Pattern" hai, jo k bearish trend reversal pattern ka kaam karta hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220513_163108.jpg
Views:	1
Size:	67.0 کلوبائٹ
ID:	12392572

    Trading


    Morning star candlestick pattern teen candles par mushtamil hai, jiss main har aik candle aik dosre se mukhtalif formate main bantti hai. pattern main teesree candle prices k tabdeeli ki wajja bantti hai, lekin market main sirf in pattern ki wajja se entry nahi ki ja saktti hai, bulke is k leye mazeed confirmation indicator ka signal ye bullish confirmation candle ki zarorrat hotti hai, jo k teesri bullish candle k baad aik aur bullish candle honi chaheye. Morning Star candlestick pattern main banne wali tessri bullish candle agar pehlee candle k midpoint se above ja k vlose hotti hai, to ye aik strong signal detti hai. Agar pattern k teesree candle k baad bullish candle banne par market main buy ki entry ki ja saktti hai. Stop Loss pattern k sab se bottom position ya star candle k low price se two pips below set karen, q k ye position prices k leye mumkina support position sabit ho sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220513_163120.jpg
Views:	1
Size:	87.7 کلوبائٹ
ID:	12392569
    • #3 Collapse

      Re: Trade With Morning Star Candlestick Pattern..

      Morning Star Pattern Kia Hai?

      Morning star candlestick pattern prices k bottom par uss waqat banta hai, jab bhi sellers ki bohut ziada pressure aur assets ki high supply ya low demand ki waja se prices bohut ziada nechay ja chuki hoti hai. Ye position aksar prices k support level sabit hoti hai, jiss main prices yakdam upper charna shoro karti hai. Morning star candlestick pattern main teen candles hote hen, jiss main pehli candle prices par sellers ka dabao, dosre candle prices ko mazeed nechay jane se rokne aur last teesri candle prices ko reversal direction main badal deti hai. Jab bhi high supply ki waja se assets ki prices bohut ziada nechay jane lagti hai, to aik aisi satah ati hai, jahan par iss main izzafa hona shoro hoti hai, ziada demand wale area main aksar prices small candle banati hai.

      Click image for larger version

Name:	images (146).png
Views:	87
Size:	11.3 کلوبائٹ
ID:	12392574

      Morning star candlestick pattern bearish trend ya low demand area main paya jata hai, jiss se k baad prices mumkina tawar reversal jana shoro karti hai. Ye long timeframe main ziada bante hen, jab k iss pattern k teen hessey ya pattern teen candles par mushtamil hota hai. Morning star candlestick pattern ki pehli low prices area main hone ki waja se bearish candle hoti hai. Ye candle aik prices k bearish trend ki akasi karti hai, jo mumkina market ki teezi dekhati hai. Candle ki real body bearish trend k mutabiq black ya red hoti hai. Morning star candlestick pattern ki dosri candle aik small real body wali candle hoti hai, jo k pehle candle k baad prices ko ziada karne ki koshash karti hai. Ye candle banti to pehli candle k bottom par hai lekin iss ki small body hone ki waja se asarat bullish trend ki hote hen, ye candle bullish ya bearish dono tarah se ho sakti hai, lekin position pehli candle k bottom par honi chaheye, wo bohut important hai. Morning star candlestick pattern ki teesri candle trend reversal k mutabiq hoti hai, q k ye dosri candle prices ko rok kar mazeed bearish jane se rokti hai, jab k third candle bullish trend reversal ka kaam karti hai. Ye candle aik bullish candle hoti hai, jo k dosri candle se above aur pehli candle k parallel banti hai.

      Morning Star Pattern Kaam Kese Karta Hai?


      Morning star candlestick pattern aik strong bullish trend reversal pattern hai, jo k long term k timeframes main low prices ko high price direction main tabdeel kar dete hen. Ye pattern teen candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jiss k baad aik small spining top candle banti hai, aur last par aik bullish candle hoti hai. Bearish candle market main sabeqa trend ki alamat hoti hai, jiss k baad banne wali spinning top candle prices ko mazeed nechay jane se rokne k kaam karti hai, jab k last par bullish candle trend reversal k leye jani jati hai. Ye pattern dekhne main "Bullish Abandoned Baby Candlestick Pattern" se ziada mushabehat rakhta hai, aur candles ki formation bhi taqreeban same hoti hai, lekin uss main Spinning top candle ki jagah doji candle istemal hoti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (105).jpeg
Views:	1
Size:	7.7 کلوبائٹ
ID:	12392575

      Morning Star Pattern Ka Istemal Kese Kia Jata Hai?


      Morning star candlestick pattern trading k leye aik perfect bullish ya buy k signals generat karta hai. Pattern par trading k leye prices ka low area main hona zarori hai, jab k indicators par uss waqat oversold zone hona chaheye. Pattern par trading se pehle aik bullish confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main pattern k sare candles se top side par close honi chaheye. Iss candle par market main buy ki entry ki ja sakti hai, jab k ye candle black real body main hone se pattern ka asar khatam ho jayega. Pattern par trading k leye risk ko kam karen jab k stop loss pattern k sab se bottom side par ya Spinning top candle k lower side se two pips below set karen.

      Click image for larger version

Name:	images (147).png
Views:	29
Size:	5.9 کلوبائٹ
ID:	12392576
      • #4 Collapse

        Re: Trade With Morning Star Candlestick Pattern..

        MORNING STAR CANDLESTICK PATTERN



        Morning star candlestick aik strong qisam ka trend reversal pattern ho k ziada tar kam qeematon wale area me banta hai. Morning Star Candlestick Pattern teen mukhtalif qisam k candles par mushtamil hota hai, jis me pehli aik bari black candle hoti hai, jo k bearish trend ki alamat hoti hai. 2nd number pe aik choti candle banti hai, jo k umoman doji candle hoti hai lekin zarori nahi hai. Choti candle white aur black dono qisam ki ho sakti hai, jo k market me rukawat ki alamat hoti hai. Akher me aik bari white candle banti hai, jis ki real body choti candle se bari aur pehle black candle se kam hoti hai. White candle ki closing point taqreeban black candle k mid me hota hai.

        Click image for larger version

Name:	images (107).jpeg
Views:	22
Size:	14.3 کلوبائٹ
ID:	12392577

        Pattern ki Pehchan k Rules
        1. Ye pattern aam tawar par teen candle sticks par mushtamil hoti hai
        2. Chonkeh ye aik reversal pattern hai is waja se pehle bearish trend ka hona zarori hai
          [*[Pattern ki pehli candle aik bari black candle honi chaheye, jo k market ki kam qeematon ki alamat hoti hai.
        3. 2nd candle stick choti candle hogi, yani body me pehli aur akhari candle se kam honi chaheye, ziada tar ye candle doji candle hoti hai, lekin doji candle ka hona zarori nahi hai
        4. 3rd candle bullish candle yani white candle honi chaheye. 3rd candle stick body me 2nd candle se bari honi chaheye, lekin pehli candle se body me choti honi chaheye. White candle bullish pattern ya trend reversal ki alamat hoti hai, aur is ka closing point 1st candle k opening point se kam hona chaheye


        Click image for larger version

Name:	images (106).jpeg
Views:	14
Size:	9.4 کلوبائٹ
ID:	12392578

        Pattern pe Trading

        Morning star candlestick pattern aik strong bullish trend reversal ki alamat hai, jo k kam qeematon wale area me banne se is ki ahmeyat me izafa hota hai. Candle stick pattern banne k bad ziada tar qeematen bullish honi ki koshash karti hai. Trend confirmation k leye zarori hai k market me agli banne wali candle ko dekha jaye. Agar agli candle bullish banti hai to ye trebd reversal ki confirmation hoti hai. Bearish candle banne k bad banne wali choti candle qeematon k mazeed kami me rukawat banti hai, aur is k bad white candle trend reversal ka zarya banti hai.

        Click image for larger version

Name:	images (108).jpeg
Views:	4
Size:	15.7 کلوبائٹ
ID:	12392579
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Trade With Morning Star Candlestick Pattern..

          WHAT IS MORNING STAR CANDLESTICK PATTERN :





          Morning Star aik visual pattern hai jo teen candle par mushtamil hota hai jisay takneeki tajzia car taizi ke nishanaat se tabeer karte hain. Neechay ki taraf rujhan ke bad morning star bantaa hai aur yeh oopar ki taraf charhne ke aaghaz ki nishandahi karta hai. Yeh qeemat ke pichlle rujhan mein tabdeeli ki alamat hai. Traders morning star ki tashkeel par nazar rakhtay hain aur phir izafi asharion ka istemaal karte hue is baat ki tasdeeq karte hain ke waqai aik ulat phair ho raha hai.





          UNDERSTANDING MORNING STAR PATTERN :





          Morning Star aik jo aik lambay red candle se bana hota hai, aik choti si shadow ya white candle jis ka body aur lambi choorian hoti hain, aur aik tahai lambi safaid shama daan. Morning star ki darmiyani candle Market ki be aitnai ke aik lamhay ko apni girift mein le layte hai jahan reechh belon ko rasta dena shuru kar dete hain. Teesri candle ulat jane ki tasdeeq karti hai aur aik naye up trained ko nishaan zad kar sakti hai. Morning star ka mukhalif patteren evening star hai, jo oopar ke rujhan ko neechay ke rujhan mein tabdeel karne ka ishara karta hai.





          WHAT DOES MORNING STAR TELL YOU :





          Morning Star aik teen candle ka namona hai jis mein doosri candle par kam point hota hai. taham, kam nuqta teesri candle ke band honay ke baad hi zahir hota hai. Morning star aik teen candle ka namona hai jis mein doosri candle par kam point hota hai. taham, kam nuqta teesri candle ke band honay ke baad hi zahir hota hai. Deegar takneeki isharay is baat ka andaza laganay mein madad kar satke hain ke aaya morning star ban raha hai, jaisay ke aaya price action support zone ke qareeb hai ya rishta daar taaqat ke isharay ( rsi ) yeh dikha raha hai ke stock ya commodity ziyada farokht hui hai.




          DIFFERENT BETWEEN MORNING STAR AND EVENING STAR PATTERN :





          Morning Star ka mukhalif, hota ha evening star candlestick pattern. Evening star aik lambi white candle sa banta hai jis ke baad aik mukhtasir shadow hota ha ya white aur phir aik lambi shadoe hai jo pehlay session mein white candle ki kam az kam nisf lambai se neechay jati hai. Evening star ko bear rasta dainay walay bull ke sath oopar ke rujhan ke ulat jane ka ishara karta hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X