Trading men margin call k kia reasons hain...?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading men margin call k kia reasons hain...?
    Forex trading mein Jab ham kam karte Hain to hamen vahan per profit bhi milta hai aur sath mein loss bhi milta Hai. Forex trading profitable business hai lekin iske sath sath hi risky bhi hai isliye hamen trading karte hue proper tarike se trading Karni chahie kyunki is market mein hamen munafa bhi bahut achcha mil jata Hai lekin Jab hamara nuksan hota hai to vah bhi bahut jyada nuksan ho jata hai aur agar ham proper tarike se working karenge to tab hamen loss kam Hoga aur hamara profit jyada Hoga agar hamari proper working Nahin Hoti Hai to fir Uske chances hote Hain Jab hamen Apne account mein bahut jyada loss ho jata hai to tab hamara pura ka pura account vas ho jata hai aur hamen broker ki taraf se margin kal mil jaati hai isliye aaj ham margin kal ke topic per baat karenge ki market mein margin call kaise aati hai aur ham isko kaise avoid kar sakte hain.

    What is Margin Call?

    Market mein Jab koi trader trade open karta hai aur market uske against chali jaati Hai to usko market mein loss Hona start ho jata hai aur jab Uske account balance mein maximum loss ho jata hai aur onley 30% uska balance Bach jata Hai to tab usko broker ki taraf se Margin Call mil jaati Hai aur uski trades automatic ke liye close kar di jaati Hai isko ham Margin Call kahate Hain.
    Trading name virgin call tab aati Hai Jab hamen loss hota hai aur Margin Call aane ke bahut se reasons hai aaj ham is topic per bahut hi acchi tarike se discussion karenge ki hamen Margin Call kab milati hai aur kaise milati hai aur ham isko kaise avoid kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	download (28).jpeg
Views:	1
Size:	6.6 کلوبائٹ
ID:	12528593


    Reasons of Margin Call:

    Hamen trading mein Jab Margin Call milati Hai to iske piche bahut se reasons hote hain jiski vajah se hamara market mein loss hota hai aur hamen broker ki taraf se Margin Call mil jaati hai aaj ham market mein Margin Call per discussion karenge ki Margin Call hamen kyon milati Hai. Margin Call ke bahut se folling important reasons Hain jinki vajah se hamen Margin Call milati hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-05-13T065812.182.jpeg
Views:	1
Size:	5.6 کلوبائٹ
ID:	12528592


    Lake of learning and experience:

    Forex trading mein Jab hamari acchi learning Nahin Hoti hai aur ham acche tarike se trading ki practis Nahin karte Hain to tab hamen market mein loss Hona start ho jata hai kyunki Kisi bhi work ke liye hamen completely uski guidelines chahie hoti hai aur jab tak hamen uski gardans Nahin Hoti Hai tab tak ham usmein successful Nahin ho sakte hain isliye hamen trading ke liye bhi acchi learning Karni chahie Jab learning proper hogi to tab hi ham market mein successful ho sakte hain isliye hamen daily basis per learning Karni chahie aur demo practis Karni chahie.ta ke ham market mein successful ho sake.

    Over trading:

    Margin Call ka ek bada reason over trading hota Hai Jab ham market mein over trading karte hain aur apne account balance ki acchi tarike se management Nahin karte Hain to tab hamen market mein Margin Call milati Hai kyunki hamen trading management ke sath Karni chahie jab tak kam acche tarike se apne account balance ke mutabik trading Nahin karte Hain to tab hamen kabhi bhi kamyabi nahin milati hai isliye hamen chahie ki ham market mein management ke sath kam Karen hamen market mein kam karte hue dekhna chahie ki ham Apne account ko kaise safe Rakh sakte hain kyunki agar ham Nahin market mein successful hona hai to account ki safety hamare liye bahut important hai hamen pahle Apne account ko sev nahin kar lete hain tab tak hamen success Nahin mil sakti hai.

    Lake of discipline:

    Kisi bhi field mein discipline bahut jaruri hota hai aur hamen chahie ki ham trading mein bhi discipline ko behtar banaen kyunki jis bhi field mein discipline behtar hota hai usi mein success milati hai aur jab ham trading mein discipline ko behtar banaa lenge to tab hamen apni trading se perfect results mil sakenge aur jab tak trading mein ham discipline ke sath working Nahin karte Hain to hamen kabhi bhi perfect results Nahin mil sakte hain isliye ki discipline hamare liye bahut important hai aur hamen always hi discipline ke sath working Karni chahie taki hamesha success mil sake.

اب آن لائن

Working...
X