Hedging trading kab krni chahie...?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging trading kab krni chahie...?
    Market mein trading bahut se different methods se ki jaati Hai Jab ham currency aur commodities betrating karte hain to market mein bahut si strategies istemal hoti hain kuchh hamare liye bahut hi behtar hoti hain kyunki inse hamen trading karte hue kafi jyada benefits mil jaate Hain isliye hamen aisi strategies ko important Lena bahut jaruri hota Hai jo hamare balance ko secure Karti Hain aur hamen market se fayda uthane mein madad deti Hai aaj ham jis topic per baat karenge usko ham trading mein hedging trading strategy kahate Hain.

    Hedging Trading Kia Hai...?

    Market ki both directions mein seling aur buying ke order Lene ko ham hedging trading kahate Hain market mein Jab unexpected movement hoti hai aur agar ham koi trade open karte hain aur Market hamare against chali jaati Hai to use time ham market mein hatching trading karte Hain market ke munh mein take jaisi Nahin Hoti Hai कभी-कभी market ke movement bahut hi fast ho jaati Hai aur agar is time hamari koi trade loss mein chali jaati Hai aur chalti hi rahti hai to fir ham market mein hai jo trading karte Hain is trading se ham Apne account ka balance secure karte Hain kyunki trading mein hamare liye sabse important hamare account ki safety hoti hai Jab ham Apne account ko sev kar lete hain to tabhi ham market mein successful ho sakte hain.
    Jab market mein ham Hai Jin trading karte Hain to hamara loss aur hamara profit stop ho jata hai kyunki market mein ham donon taraf se order Lete Hain aur jab market mein direction change Hoti Hai to ham ek order close kar dete hain aur Is Tarah se Hedging trading se hamara account safe ho jata hai.

    Hedging Kis Time per Use Kerni Chahiay:

    Market mein hedging use time ki jaati Hai Jab ham market mein koi trade lete hain aur Market mein big and fast movement Hona start ho jaati Hai aur Market ke munh mein thumare against ho jaati Hai to use time per agar ham heading Nahin karte Hain to hamara kafi bada nuksan ho jata hai aur hamara pura account bhi wash ho sakta hai isliye ham FIR hejing trading karte Hain kyunki humne Apne account ko safe rakhna hota hai aur hamen Apne account ko safe rakhne ke liye market ki bahut directions Apne order lagane hote Hain Is Tarah se market mein ham Apne account ko kafi behtar tarike se safe kar sakte hain.
    Forex market profitable bhi hai lekin risky bhi hoti hai isliye yah hamari expectation se jyada dangerous bhi ho sakti hai aur uske munh mein fast bhi ho sakti hai isliye hamen Apne account ko safe rakhna bahut jaruri hai.

    Click image for larger version

Name:	Advanced-Forex-Hedging.jpg
Views:	17
Size:	138.0 کلوبائٹ
ID:	12528460


    Benefits of hedging trading:

    Market mein heading trading ke kafi benefits hote hain isliye hamen isko samajhna bahut jaruri hai kyunki Jab hamara account stock ho jata hai aur ham koi trade lete hain aur usmein hamen nuksan Hona shuru ho jata hai aur Market hamare against chali jaati Hai to tab hamen Apne account ko har Surat mein aur karna padta hai aur is time per ham market mein job hai Jin trading ko istemal karte Hain to ham Apne account ko kafi acche tarike se control kar sakte hain aur Market mein apni trade ko security kar sakte hain isliye hamen chahie ki ham market mein hai jo trading per practis Karen kyunki agent trading se ham Apne account ko kafi behtar tarike se secure kar sakte hain aur market se fayda utha sakte hain.

اب آن لائن

Working...
X