Grave stone doji introduction and its importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Grave stone doji introduction and its importance
    Dear all friends, Forex trading aik risky business hai. Is market me profitablity k liy Candlesticks ka knowledge aur experience buht zarori hai. Candlesticks ko study kr k ap market ko study kr sakty hain. Candlesticks aapko maximum profit hasil karne k liy zarori hain. Aj main ap say Gravestone Doji Candlestick ka knowledge aur technical analysis main is k importance k bary main bat krna chata hoon.

    Introduction of gravestone doji candlestick:

    Dear all forum members, Gravestone Doji Candlestick Pattern ko forex market main buht importance Hasil hai. Jab ap is ko study karte hain to is say market main aapko aik reversal trend start Hota hai. Is say ap ko sellers aur buyers k trading strategy ko samjhny ko milta hai. Reversal candlesticks daikhny k bad, ager Forex trading market me strong bullish trend main aa jati hai, is candlestick k bad market main sellers effect increase hota hai. Is candlestick ko, doji candlestick kehty hain. Candlestick Pattern ki bases per ap apni trading decision making ko mazeed improve kar sakhty Hain. Yah candlesticks say trend reverse hony ki confirmation daity hai.

    Recognition:

    Dear all forum friends, Gravestone Doji Candlestick ko identufy krna bhut hi easy aur important hota hai. Is Candlestick ki body down trend start krti hai aur is ki wick kafi long hoti hai.Dear forum members, ager yah candle ap ko resistance level yah fibbonaci level per mily to is ka effect aur bi powerful hota hai. yah ap ko selling trend ki confirmation hoti hai. Ager ap ko yah kisi trend k doran yah candlestick ap ko mily to itni acha signal nai hoti.

    Use of stop loss:

    Dear all forum members, agr ap trading krna chaty hain to ap ko stop loss use krna chaiy. Gravestone doji k case me ap ko stop loss, resistance level ya fibbonaci level k oper Rakhna chaiy. Tak market ager is level ko break Kary to ap ki trade close Ho jay.

    Chart:

    Dear all forum members, agr ap chart ko focus Kari. To ap is pattern ko achi tarah samjh sakty hain. Is pattern ko ap trading k liy use kr sakty hain.

    Click image for larger version

Name:	download.jpeg
Views:	2
Size:	6.7 کلوبائٹ
ID:	12528449
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Grave stone doji introduction and its importance

    Assalaam o alaikum umeed hai k ap sab theek thaak hon gy aur apni trading bohat achy treeky sy kar rahy hoon gy. aajj ka hmara topic hai k grave stone doji candle kia hota hai aur es ki importance kia hai to apna topic discuss karty hain.

    Gravestone Doji Kia hai?

    gravestone doji aik bearish reversal patten hai aur ye os waqt banta hai jab openin aur closing price same ho ya phir bohat chlose ho aur ooper ki traf bohat bra shadow bnta hai jo k price rejection k bary mai btata hai.

    grave stone doji kese banta hai??

    agr market mai bullish trend chal raha ho aur market mai price ooper ja rai ho jab market kisi bri resistance k nazdeek pohnchti hai to pehly market mai tezi sy bullish trend ata hai aur market mai price bohat tezi sy ooper ki traf jati hai mgr os k foran bad hi price rejection hoti hai aur trend bearish hony lgta hai to es sy jo candl bny ga os mai opening aur closing price almost same hoon gi ooper ki traf aik bra shadow ho ga aur neechy ki traf shaow na hony k braber ho ga. ye candle gravestone doji kehlata hai.

    Gravestone doji candlestic pattern kis bat ki alamat hai??

    graveston doji es bat ki alamat hota hai k market mai buying trend khatam hony wala hai aur ab bearish trend start hony wla hai. lehaza buying mai trading nahi karni aur confirmation k bad sell mai trade ki jaye gi.

    Gravestone doji ko use kar k Trade kis trha sy li jati hai?
    gravestone doji ko use kar k trade lete time en baton ko mind mai rakhna chaheay.
    *ye kisi strong resistance level k nazdeek bny
    * trending market mai es ki koi importance nahi ho gi.
    * agr strong support k nazdeek doji bnta hai aur es k bad bearish candle banti hai to sell mai trade li ja sakti hai aur Sl next resistance k ooper aur Tp next support sy thora sa ooper lgaya jaye ga
    • #3 Collapse

      Re: Grave stone doji introduction and its importance

      Gravestone Doji candle


      Jab bhi aik candle ki open, close aur low prices same ho ya aik hi point par ho, aur upper side par long shadow ho, to wo candle Gravestone doji candle ban jati hai,Baqi doji candles ki tarah gravestone doji ko bhi market k reversal ya tasalsul k leye tabeer (refer) kia jata hai. Is k leye doji candle stick ki position ko malom karna bohut zarori hai k ye kis position pe ban rahi hai. Agar gravestone doji kisi bullish ya ziada price wale area me paye jaye to ye qeematon k reversal ki taraf ishara karti hai, aur agar ye candle kisi mandi ye kam qeemat wale area me paye jaye to is ko market me bullish trend k tawar par dekha jata hai.

      Click image for larger version

Name:	3-Gravestone-Doji (2) (4).png
Views:	32
Size:	11.5 کلوبائٹ
ID:	12424019

      Candle k Rules

      1. Gravestone doji candle k leye prices k high, bullish trend hona zarori hai, q k ye aik bearish trend reversal ka kaam karti hai.
      2. Candle me low, open aur close same price par hote hen.
      3. Candle k upper side par aik lamba saya hota hai.
      4. Candle k lower side par ya to saya nahi hota, lekin aik small wick acceptable hai.
      5. Long timeframes main candle ki small body bhi acceptable hai, jiss main open aur close aik dosre k pas hote hen.


      Click image for larger version

Name:	images (1075).png
Views:	6
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12424020

      Candle ki Tafseel


      Gravestone doji candle main candle ki low, open aur close price aik hi line main hoti hai, jab k high side bohut upper side par hota hai. Ye candle bearish signal degi agar is ko mazbot up-trend ya high qeemat wale area me ban jaye. Ye aik bearish candle hai, q k is ka oper ki janib aik lamba saya hai aur is ka close position kam (low) hai. Low price me band hone ka matlab hai k mandi (bear) qeematon par hawi hai, halankeh baqi candle pehle bullish hi rahi hai. Agar candle k opening aur closing points aik dosre k qareeb hongay to is ko shooting star candle kaha jayega, is candle ko bearish candle me shumar kia jayega. Gravestone doji at the top qeematon k reverse hone ka signal de rahi hoti hai lekin sell se pehle market ka confirmation zarori hai, aur is k leye zarori hai k doji candle k bad wali candle ko dekha jaye k wo kon si aur kis tarah ki banti hai. Agar doji candle k bad banne wali candle doji candle aur doji candle se pehle wali candle k nechay close ho jaye to is ka matlab hai k ye sell ki confirmation de rahi hoti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (1074).png
Views:	24
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12424021

      Trading on* Trading


      Gravestone doji at bottom ka reaction doji at se bulkul mukhtalif hota hai, is me market ki reverse up side pe mumkin hai. Trend confirmation k leyw zarori hai k market me banne wali agli candle ki value aur position ko dekha jaye. Agar gravestone doji k bad banne wali candle bullish rahi aur is ka closing price doji candle aur doji candle se pehle (candle1) k price se uper rahi to ye market me aik mazbot sell ka signal de rahi hai. Agar gravestone doji kam qeemat wale area ya bearish trend k bad bane to ye market ki reversal (bullish trend) ka signal hoga. Agar candle ka open close aik dosre k qareeb hai lekin aik position pe nahi hai to ye inverted hammer candle hogi stop loss candle k shadow k top par hoga.

      Click image for larger version

Name:	images (605).jpeg
Views:	2
Size:	30.7 کلوبائٹ
ID:	12424022
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Asslam-O-Alaikum! Dear members Me ummed kerti hoke ap sb ka forex trading py kam bht acha chl rha hoga. Aj jis topic py hum baat kre gy wo Neeche mention hy. TOPIC:Grave stone doji introduction and its importance Gravestone dogi ki istilaah se morad bearish intreactor hai jo aam tor par takneeki tajzia karon ke zareya tijarat mein istemaal hota hai. Gravestone dogi aik bearish reversal candle stick pattern hai jo is waqt bantaa hai jab khuli, kam aur band honay wali qeematein aik dosray ke qareeb hoti hain jis ke oopri saaye lambay hotay hain. lamba oopri saya batata hai ke session ke aaghaz mein taizi ki paish qadmi ko session ke ekhtataam ne qaboo kar liya tha. yeh aksar taweel mudti mandi ke neechay anay se pehlay aata hai . EXPLAINATION: Gravestone dogi woh namona hai jo takneeki tajzia mein hota hai . yeh dogi aik mandi ka namona hai jo qeemat ke amal mein kami ke rujhan ke baad ulat jane ki tajweez karta hai . grave stone pattern ko taizi ki position par munafe lainay ya mandi ki tijarat mein daakhil honay ke liye nishani ke tor par istemaal kya ja sakta hai . patteren ki numaindagi aik ulti tea ke zareya ki jati hai jis mein oopri lamba saya hota hai . qabar ke pathar ke dogi ke bar aks drign flay dogi hai . Gravestone dogi aap ko kya batata hai jaisa ke oopar bayan kya gaya hai, takneeki tajzia mein gravestone ka dogi istemaal kya jata hai. yeh aik hikmat e amli hai jisay kuch sarmaya car tijarat karne ke liye istemaal karte hain. woh –apne tijarti faislay karne ke liye shmaryati rujhanaat, jaisay maazi ki karkardagi, qeemat ki tareekh, aur tijarti hajam par inhisaar karte hain. woh market mein mawaqay ki nishandahi karne ke liye aksar chart aur deegar tools istemaal karte hain. un mein se aik qabar ka pathar dogi hai . Gravestone doji patteren ki nishandahi karne ke baad tajir aksar lambi pozishnon se nikal jayen ge ya mukhtasir position shuru karen ge, halaank tasdeeq ke tor par takneeki tajzia ki deegar aqsam ke sath mil kar is candle stick pattern ko istemaal karna zaroori hai . sarmaya car aksar session se wabasta hajam ke sath sath pichlle session ki sargarmi ko patteren ke mumkina isharay ke tor par dekhte hain. mandarja zail chart cyanotech ke stock mein aik grave stone doji ko numaya tor par aala hajam ke izafay ke baad dekhata hai, jo break out ke baad qareebi muddat mein mandi ke ulat jane ki nishandahi kar sakta hai . Gravestone doji ba muqabla drign flayi doji Gravestone doji ka mukhalif namona aik taiz drign flai doji hai. drign flayi doji , jo ke ziyada mutawatar patteren nahi hai, aik" t" ki terhan nazar aata hai aur yeh is waqt bantaa hai jab session ka ouncha, khula aur band sab barabar ya taqreeban aik jaisa ho. qabar ke pathar kedoji ke bar aks, drign flai doji patteren ka nichala saya lamba hota hai. is ka matlab mom batii ki muddat ke douran jarehana farokht hai . agarchay ke baray mein allag allag hastiyon ke baray mein baat ki jati hai, lekin yeh bunyadi tor par aik hi rujhan hain. tasdeeq honay par, aik ko taizi aur dosray ko mandi kaha ja sakta hai. baaz auqaat woh mukhalif manzar naame mein zahir ho satke hain . misaal ke tor par, grave stone doji ke baad oopar ka rujhan ho sakta hai ya neechay ke rujhan se pehlay aik taiz drign flayi zahir ho sakti hai. dono namonon ki tasdeeq ke liye hajam aur darj zail candle ki zaroorat hai. dono namonon ko khalis mandi ya taizi ke ishaaron ki bajaye ghair yakeeni sorat e haal ki basri numaindagi ke tor par sochna shayad ziyada mufeed hai . Doji aik tijarti session hai jahan security ke iftitahi aur band honay ki satah ( ya qeematein ) ya to barabar hain ya amli tor par barabar hai doji ko chart par candle stick ke tor par dekhaya gaya hai . Gravestone doji ki hudood Gravestone doji ka istemaal stap nuqsaan ki jagah ka taayun karne aur aayi baal ko neechay ke rujhan par munafe lainay ka mansoobah tajweez karne ke liye istemaal kya ja sakta hai, lekin yeh deegar takneeki isharay faraham karne ke muqablay mein kam durust tareeqay hain. agarchay hajam aur tasdeeq karne wali mom batii ke sath bharoosay mein izafah hota hai, lekin gravestone doji trading ki rahnumai ke liye dosray takneeki alaat ke sath behtareen hai . gravestone doji ka kya matlab hai gravestone doji aik tijarti namona hai jo takneeki tajzia mein hota hai. tajir usay tijarti mawaqay ki nishandahi karne ke liye istemaal karte hain. ye reversal ke douran mandi ke patteren ki numaindagi karta hai jis ke baad qeemat mein kami ka rujhan hoga. traders pattern ka istemaal is baat ka taayun karne ke liye kar satke hain ke munafe kab lena hai —ya to mandi ki tijarat ke zariye ya taizi ki position par . aap gracestone doji par kaisay tijarat karte hain Gravestone doji kya ishara karta hai doji candle stick pattern ki aik series mein zahir hota hai. iftitahi, ikhtitami, aur ziyada qeematein barabar ya taqreeban aik jaisi ho sakti hain. jab aisa hota hai, ufaq par aik naye mandi ke rujhan ke sath rujhan ke ulat jane ka imkaan hota hai. tijarat se faida uthany ke liye, is baat ko yakeeni banayen ke aap patteren ki nishandahi karne ke baad is baat ki tasdeeq karte hain ke rastay mein koi rujhan badal raha hai. phir, apni position darj karen jab agli mom batii candle stone doji ki ikhtitami qeemat se neechay band hojaye. mom batii ke sab se ounchay maqam par apna stap las set karen aur apna munafe lainay ke liye tayyar rahen. aap ikhtitami qeemat ke oopar tijarat bhi daakhil kar satke hain. bas is baat ko yakeeni banayen ke aap apna munafe lainay se pehlay gravestone doji ki mom batii ke sab se nichale maqam par apna stap las set kar len . Gravestone doji aik tijarti namona hai jo takneeki tajzia mein hota hai. yeh aik lamba oopri saaye ke sath ulti tea ki terhan lagta hai. yeh aik mandi ka rujhan hai jo is baat ki nishandahi karta hai ke ufaq par aik ulat hai. tajir yeh farz kar satke hain ke ulat palat ke sath security ki qeemat mein kami hogi. jab koi tajir Gravestone doji ki shanakht karta hai, to woh taizi ki position par ya bearish trade par position le kar faida utha sakta hai . Gravestone doji ke bar aks drign flayi doji hai. jahan qabar ka stone doji aik ulta t hai jis ke oopri lambay saaye hain, drign flayi doji aik t hai jis ke neechay lambay saaye hain. up trained mein, is ka matlab hai ke bearish pattern mazboot ho raha hai jabkay drign flayi doji jo neechay ke rujhan mein zahir hota hai mukhalif rujhan ki nishandahi karta hai. zehen mein rakhen ke yeh pattern aisa nahi hai jo aksar hota hai .

        اب آن لائن

        Working...
        X