information about bullish separating lines??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    information about bullish separating lines??
    assalium o alekum

    Good morning friend
    ummid Karti hun aap sab khairiyat se Honge aur apne mehnat se bar ko complete kar rahe Honge Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Kya business ki kamyabi ke liye Jaruri hota hai ki Ham knowledge ko increase Karen mehnat Apne work ko complete Karen aur uske target ko Kamal Karen Agar Ham Apna target complete Karte Hain To Hamen use bihaav per Achcha bonus Milta hai aur acche bonus per Yahan Machhali trade Laga sakte hain Achcha profit Hasin kar sakte hain Chalte Hain Ham aaj ki topic ki taraf


    Defination


    allag karne wali lines candle stuck aik rujhan tasalsul ka namona hai jis mein do mukhalif rang ki candle stuck shaamil hain. pehli candle stuck ka band hona doosri candle stuck ki ibtidayi qeemat ke barabar hoga .

    rujhan ki simt par munhasir hai, usay mazeed do namonon mein darja bandi kya gaya hai .


    bullish separating lines

    bearish separating lines



    Bullish separating lines candelstick pattern



    yeh ishara karta hai ke Sabiqa ​​rujhan jari rahay ga. misaal ke tor par, agar pehlay ka rujhan mandi ka hai aur aik bearish ko allag karne wali linon ka patteren bantaa hai, to phir mandi ka rujhan jari rahay ga .

    Click image for larger version

Name:	bullish-separating-line-1-600x344.png
Views:	2
Size:	18.8 کلوبائٹ
ID:	12528342
    taizi se allag karne wali lines candle stick taizi ke rujhan ke tasalsul ka namona hai. yeh zahir karta hai ke taizi ka rujhan jari rahay ga, aam tor par oopri rujhan ke andar hi tashkeel paata hai .

    yeh sifarish ki jati hai ke kisi rujhan ke oopri hissay mein ya zaroorat se ziyada kharidari ke halaat ke douran tijarti taizi se allag karne wali linon ka patteren nah ho .

    Click image for larger version

Name:	bullish-separating-line-candlestick-1-800x500.png
Views:	2
Size:	47.8 کلوبائٹ
ID:	12528341
    identify to bullish separating lines candelstick pattern?

    chart par is candle stuck patteren ko talaash karne ke liye yeh guide hai .

    pehli candle stuck aik barri bearish candle stuck hogi .
    doosri candle stuck pehli candle stuck ki band honay wali qeemat ( gape up ) par khulay gi, jo ziyada band hogi. yeh aik barri taizi ki shama hai .
    aik onche onche aur onche neechi patteren ban jaye gi .


    aap mandarja baala teen usoolon par amal kar ke aik behtareen candle stuck patteren ki shanakht kar satke hain .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: information about bullish separating lines??

    Bullish Separating Line Candlestick Pattern


    Bullish separating line pattern main aik bearish candle bullish trend k akher main banne wali aik bearish candle par upper side se attack karke market main bearish trend reversal ki koshash ko nakam bana deti hai. Ye pattern two days candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k bullish trend main ban kar bearish trend reversal karne ki koshash karti hai. Pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k open pehli candle k same open point par upper hoti hai, lekin close pehli candle k opposite direction main upward hoti hai. Yanni pehli aur dosri candles k opening prices to same point par hote hen, lekin closing prices opposite direction main hote hen. Bullish separating line pattern dekhne main same to same bullish trend main banne wale bearish meeting line pattern ka opposite hota hai, lekin dekhne main same hota hai, jab k dono patterns ki hososeyat bhi aik doare se mukhtalif hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1070).png
Views:	28
Size:	5.8 کلوبائٹ
ID:	12423968

    Pattern ki Pehchan k Rules

    1. Bullish Separating Lines Pattern aik trend continuation pattern hone ki waja se qeematon ka pehle se bullish ya upward direction main hona chaheye.
    2. Pattern do candles pe mushtamil hoga, jis me pehli candle black honi chaheye.
    3. Pattern ki 2nd banne wali candle White Belt-Hold candle hongi. White Belt-Hold candle wo candle hoti hai, jis me open position aur low point to same hota hai lekin candle ka closing point high k qareeb hota hai. Lazmi nahi k mukamal high ho.
    4. Pattern ki 1st candle ki open price dosri candle ki open price k same position pe hona chaheye.


    Click image for larger version

Name:	images (600).jpeg
Views:	2
Size:	14.3 کلوبائٹ
ID:	12423969

    Pattern ki Tafseel


    Bullish separating line pattern two days candles ka aik Bullish trend reversal pattern hai, jo k "Meeting Line Pattern" se mushabehat rakhta hai (lekin hota uss se mukamal opposed hai). Ye pattern prices k Bullish main ban kar same Bullish trend continuation pattern ka kaam karta hai. Pattern ki pehli candle aik strong bearish candle hoti hai, jiss ko aik bullish candle follow karti hai. Bullish candle bullish candle k same open price par open ho kar ussi k closing price k opposite direction main close hoti hai. Bullish separating line pattern pehli aur dosri candles k open price ko same line opposite direction main separate karti hai, jiss waja se iss pattern ko Separating line pattern kaha jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1069).png
Views:	44
Size:	11.0 کلوبائٹ
ID:	12423970

    Pattern par Trading ka Amal


    Bullish separating line pattern main aik bearish candle k baad buyers ki achanak market main pressure ki waja se banti hai, jiss main market main sellers ki dabao ki koshash ko mukamal khatm karke prices ko Bullish trend main continue karti hai. Bullish separating line pattern par trading se pehle aik confirmation white candle ka hona zarori hai, jo k dosri candle k baad real body main honi chaheye, jiss par buyers market main buy ki entry kar sakte hen. Aggar pattern k baad black candle banti hai to pattern ki reliability khatam ho jati hai. Stop loss k leye pattern ka sab se bottom position muntakhib karen, jo k pehli candle ka bottom ya close price banega, se two pips below select karen.

    Click image for larger version

Name:	images (1071).png
Views:	4
Size:	3.3 کلوبائٹ
ID:	12423971

    اب آن لائن

    Working...
    X