pakistan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    pakistan
    kya hum indicators ko 100% foloow kartay howay trade kar saktay hain , agar kar saktay hain tooh konsay indicator ko follow kiaa jayyeh ? ap na demo per work ki hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bohat sy log kety hain k indicators wrong hoty hain nahi bhai indicators wrong nahi hoty actully hamara un ko follow karny ka jo way hota ha wo wrong hota ha ham galat time par signas follow karty hain..
     
    • #3 Collapse

      han ham 100% indicators ko follow karty huy trade kar sakty hain lakin hamy jab signals mily usi ime jab ham galat time par follow karty hain tu ham keh dyty hain k wrong signal tha..
       
      • #4 Collapse

        gee haan bhia forex trading mein jb ham indicators se waqif ho jaein ge aur indicators ke help se market ke baremein support aur resistance aur market ke direction smjh lete hein to hmein phir 100% in ko follow krna chahe aur apne trading mein bhtre lana chahe
         
        • #5 Collapse

          mehnat shart hai

          iss main kamyabi k lia mehant shart hai iss main aap jitni ziada mehant Karen gay aap k experience utna hi bar jay ga aap k loss k chancese kam hote jay gay
           
          • #6 Collapse

            je han aapko chart study ani chahiay ta k aap indicatord hasil kar k faida uta saken aap 100 perecent nahi follow kar sakte taham in k bager b treding nahi hoti is main aapko market ki nes anylasis sab pe nazar rakhna hoti hai na k sirf indicator faida mand hun gay
             
            • #7 Collapse

              gee haan bhai hmein apne forex trading mein indicators se boht fiada milta he aur in se he hm apne trading ke trend ko follow krte hien aur hm apne trading market ke signal bhe indicators ke mdd se haisl krte hein is lie hm ko in ke saihh smjh ho aur hm apne trading ache kr ke profit asane se haisl kr lete hien
               
              • #8 Collapse

                Indicators ko follow zaroor krna chaheye lekan in par depend nahi krna chaheye. Yeh indicators wrong bhi ho saktey hain aur is sey nuqsan bhi ho sakta hy. Indicators aur signals ko use krney key sath sath khud bhi market ko analyse krna chaheye, takeh market key trend key sath sath chala jaye aur big loss sey bacha jaye.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  dear mai ne abi tak koi indicator use nhn kiya aur na he muje pasand hy mai cahhta hon k es business ko seekh aur smjh k kam karon aur apne mind k hisaab se karaon ta k muje faida ho na k koi loss ho es liye ap ko caiye k seekh aur smjh k kam karo...

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X