Bullish Kicker Candlestcick pattern ki tafseel.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish Kicker Candlestcick pattern ki tafseel.
    INTRODUCTION:



    Dear forex members karta hoon ke aap sab khairiyat se honge aur Forex se Delhi ke basis per acchi arning kar aur Forex se Delhi ke basis per acchi arning kar rahe dear Forex members Forex risky Forex risky business jismein hamen profit ke साथ-साथ loss bhi ho jata hai isliye important hai ki ham Forex ke bare mein trading hasil Karen aur experience aur Forex ke bare mein trading hasil Karen aur experience aur knowledge hasil Karen Taki jyada loss se Bach sake dear Forex members for x mein bahut sare patience bhi use hote hain dear Forex members for x mein bahut sare patience bhi use hote hain jinki help se Ham successful trading kar sakte hain.





    BULLISH KICKER CANDLESTCICK PATTERN:




    Dear forex members for studying mein Police ki Kar can stick pattern to kennel se milkar banta hai Jo ek Jo ek long bullish kinder stick a lot se start hoti hai dusri laaj police ke andar banti hai jo ki price mein bahut different difference dusri laaj police ke andar banti hai jo ki price mein bahut different difference rakhti police candle mein ek flat bottom hona chahie jismein ek small size ki pic banti hai ismein fresh ke moment jyada hoti hai isliye police candle mein ek flat bottom hona chahie jismein ek small size ki pic banti hai ismein fresh ke moment jyada hoti hai isliye se balesh kikar chemistry pattern kaha jata hai is pattern mein ek up friend hota hai aur ek Don friend hota hai agar ham is pattern mein ek up friend hota hai aur ek Don friend hota hai agar Ham iske bare mein acche se experience aur knowledge hasil kar lenge to hamari trading aur add donon successful honge isliye important hai ki isliye important hai ki ham market ke bare mein acche se nalchha se kar le.






    Click image for larger version

Name:	images - 2022-05-10T145808.304.png
Views:	26
Size:	10.3 کلوبائٹ
ID:	12528217




    IMPORTANCE OF BULLISH KICKER CANDLESTCICK PATTERN:




    Dear forex members for a studying mein English speakers can a pattern mein to candle hoti hain is fashion ki first candle Barish hoti hai aur iska color Red hota hai jo ki ek strong down train ki kodilation ke bad banti hai dear Forex members is favourite ki second kendal police hoti hai jo ki first Kindle marriage ke log se Kafi upar open Hoti hai Is Tarah first candle ke close aur second keral ke open mein Kafi difference hota hai.




    UP TREND:


    Dear forex members Forex trading mein chat mein hamen aap friend ke bad Police ki Kar chemistry pattern Mile to iski confirm matlab yah hota hai ki market mein ab bhi after ki continue rahane ki strength maujud hai Is lihaz se hamen dont ran ki koi bhi rate Nahin leni chahie kyunki Is Tarah hamen bahut loss ho sakta hai.





    DOWN TREND:



    Dear forex members for studying mein chat mein agar down Trend woolish kkrist pattern ke bad shuru ho to iska matlab yah hota hai ki bahut Aage ja chuki hai aur ise office revers aana hai to tab yah market revers hoti hai aur yah paise market mein revers ka signal deta hai jab yah single Ham chat fashion mein dekhen to uske bad hamen koi bhi trade Nahin leni chahie. Kyunki market kis time revers Hoti hai is baat ka andaza Nahin hota isliye hamen chahie ki Ham aitihasik trading Karen.







    Click image for larger version

Name:	images - 2022-05-10T145813.667.png
Views:	3
Size:	8.6 کلوبائٹ
ID:	12528218



    STOP LOSS AND TAKE PROFIT:



    Dear forex members koi bhi train Lene se pahle photo tha ki ham staff loss aur take profit ko apni chut ka hissa banaa len Taki hamen loss na ho kyunki jab Ham stock Faisal kehte Hain to hamari train vahan tak aakar khud bahut close ho jaati hai aur hamen jyada loss Nahin hota aur Is Tarah hamara account bhi safe rahata hai aur hamari trading bhi safe rahti hai isliye koi bhi trade active karne se pahle Star Plus aur take profit ko mind mein rakhna chahie Taki hamara time bhi bhejna ho aur hamari chatting bhi successful ho aur hamen jyada earning ho sake.



    Click image for larger version

Name:	images - 2022-05-10T145824.924.png
Views:	39
Size:	2.7 کلوبائٹ
ID:	12528219




  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bullish Kicker Candlestcick pattern ki tafseel.

    Bullish Kicking Candlestick Pattern


    Bullish kicking pattern main bearish trend k dowran aik bullish candle upper gap main open ho kar above par ja kar close hoti hai, jiss se pattern k bearish trend ka khate ma ho jata hai. Ye pattern two days candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k qeematon ko upward push karti hai. Pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k open pehli candle se above gap main hoti hai, aur mazeed upper par ja kar close hoti hai. Yanni pehli aur dosri candles k opening prices k darmeyan up side par gap banta hai. Bullish kicking pattern ka opposite side ya top price par bearish kicking pattern banta hai, jo k bearish trend reversal pattern hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1044).png
Views:	8
Size:	2.6 کلوبائٹ
ID:	12423870

    Pattern ki Pehchan k Rules

    1. Bullish kicking candlestick pattern aik bullish trend reversal pattern hai is waja se qeematon ka pehle se loe price area ya bearish trend me hona chaheye.
    2. Pattern ki 1st candle aik bearish Marubozu candle hoti hai, jis k upper aur lower sides par koi saya nahi hota hai.
    3. Pattern ki 2nd candle aik bullish Marubozu candle hoti hai, jiss k bhi 1st candle ki tarah koi saya nahi banta hai.
    4. Pattern ki 2nd candle 1st candle se above gap me banti hai.
    5. Pattern k dono candles k darmeyan banne wala gap wazih aur clear hona chaheye, yani us me candles ka saya nahi ana chaheye.
    6. Pattern ko umoman market k dowran gap me bante dekha gaya hai.


    Click image for larger version

Name:	images (1043).png
Views:	39
Size:	2.7 کلوبائٹ
ID:	12423871

    Pattern ki Tafseel


    Bullish kicking pattern two days candles ka aik bullish trend reversal pattern hai, jo k "Separating Line Pattern" se mushabehat rakhta hai. Ye pattern prices k bottom par ban kar same bullish trend reversal pattern ki tarah prices k bearish trend k khatme ka bahis banta hai. Pattern ki pehli candle aik strong bearish candle hoti hai, jiss ko aik bullish candle follow karti hai. Bullish candle bearish candle k top par gap main open ho kar upper par close hoti hai. Pehli aur dosri candles k darmeyan main wazih faraq hona chaheye. Ziada tar ye dono candles Marubozu candles hoti hai, jiss main kisi aik side par ya dono sides par candles ki small wick mumkin ho sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1045).png
Views:	18
Size:	10.4 کلوبائٹ
ID:	12423872

    Pattern par Trading ka Amal


    Bullish kicking pattern buyers ki achanak market main pressure ki waja se banti hai, jiss main market main sellers ki dabao ka khatma karke prices k bottom ko bullish trend main badal deti hai. Bullish kicking pattern par trading se pehle aik confirmation white candle ka hona zarori hai, jo k dosri candle k baad real body main honi chaheye, jiss par buyers market main buy ki entry kar sakte hen. Aggar pattern k baad black candle banti hai to pattern ki reliability khatam ho jati hai. Stop loss k leye pattern ka sab se bottom position muntakhib karen, jo k pehli candle ka close price banega, se two pips below position select karen.

    Click image for larger version

Name:	images (1046).png
Views:	26
Size:	10.3 کلوبائٹ
ID:	12423873

    اب آن لائن

    Working...
    X