information about Trading psychology

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    information about Trading psychology
    Asslam O Alikum;



    dear members umeed ha ap sb khairiat se hn gy or apki tradinh bhht achi jaa ri ho ge.
    aj ki post main hum forex trading ka important topic tradng psychology jo k sb traders k lye bht important ha smjhna, usko study karen gy.


    What is Trading Psychology?

    Dear members trade karny k lye bhht se skills chahye hoty hain jesa k fundemants and technicals laikin koe bhi skill itna importanat ni ha jtna k aik trader ka mindset ha.
    Trading psychology ka mtlb ha apny emotions ko controll karna, jldi se chezon ko smjhna or discipline or rules ko follow karna.

    Snap Decission:

    dear members tmam traders ko baz oqat bht sharp decissions karny hoty market main entry or exit k lye or es k lye trader ka mentally present or sharp hona lazmi ha.
    Or es k sth traders ko discupline ki bhi zrorat hoti ha taa k wo apny trading plan ko follow kar sky or apna profit or loss time oy book kar skt or emotions ko es k beech main na any dy.



    Click image for larger version

Name:	6BFB517B-7E74-45B7-83D2-9C40F95806C4.png
Views:	1
Size:	45.2 کلوبائٹ
ID:	12528182



    Understanding Fear:

    Dear members jesa k hum sb janty hain k trading main at the same time profit & loss k chances hoty hain or loss ka hi fear hota ha jo successful hony se rokta ha.
    Or yhi fear hota ha jski wja se hum baz okat achi trading oppertunities miss kar dety hain or aksr hum
    fear ki wja se hum apni trades ko km profit main close karty hain jb k market hmari favour main mazeed move krti ha.
    jb tk hum apny fear py controll ni paty tb tk hum successful traders ni bn paty.

    Overcoming Greed:

    Dear members fear ko dor karny ka mtlb ye b nhi ha k ap hr jagha trade le ln lalach karen or apni winning trades ko bhht lmbi hold karen or at the end ap loss main cloe karen.
    ap ko fear b khtm krna ha or lalach b ni karni q k lalchi traders at the end loss krty hain.
    apko apny emotions ko controll krty hovy market main technicals or fundaments ko smjh k trade karni ha or reasonable loss or profit targets set karny hain tbhi ap kamyab hn gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: information about Trading psychology

    Slam! frnds kese hen sb umeed ha ap khair sy hnn gen forex me aj hum bt krn gen Trading psychology k bre men

    1.) sb sy phly hum bt krty hn un logn k bre men jo forex me aaty hen suni sunai per jese k koi dost bataye k forex k bre me k wo kam kr rha h r
    ap bh dekhty dekhty to yeh phli stage hoti ha jis me demo account py ap practice krty ho 8 se 10 trade krne k bd bnda is kabil smjhta h k ab hum trade kr skty hen.

    2.) is k bd jb ap smjhty hen k trading me apko little bit aboor aa gea h to ap start krty hen or ap left right sy knowledge ikatha krna shuru kr dete hen
    like youtube reading hundreds of e books about trading only a handful of traders will make it from here. yeh wo stage hoti h jb ap hr chz chahy wo ap k related na bh ho forex
    me ap usy seekhty chaly jaty hen r jb ap actual me trade krty hen to ap ik sth he 10 15 indicater laga dete ho to yeh stage two hoti h

    3.) Joyfull movement jb apko pta chalta ha k forex me apko sb trading seekhny ki zrort nhi ha just wo indicator jo apko profit den wo seekh lna kafi ha
    or forex me zrori nhi k hr koi ik sth ik jese he trade krty hr kisi ki mind state alag hoti ha koi juld sy juld profit chaahta ha to koimkehta h k
    aj nhi kal me market buy kr ln ga yah mjy long time ki trade krni ha waghaira waghaira

    4.)next stage py apko malm ho jata ha k kis strategy k sth ap profit gane kr skty hen yah phr kin tools k sth r short indicators k sth ap ziada profit bna skty hen

    post ache lgi ho to like kr dijiye ga shukriya
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Re: information about Trading psychology

      Trading psychology refers to the emotional and mental state of traders when making trading decisions. It is the study of how emotions, biases, and beliefs can affect a trader's decision-making process and ultimately impact their trading performance.
      Trading psychology is an important aspect of trading because it can have a significant impact on a trader's success or failure. Traders who are able to manage their emotions and maintain a disciplined approach to trading are more likely to be successful in the long run.
      Some common psychological challenges that traders face include fear, greed, overconfidence, and impulsivity. Fear can cause traders to hesitate or avoid taking risks, while greed can cause traders to take on too much risk and make impulsive decisions. Overconfidence can lead traders to take on more risk than they can handle, while impulsivity can cause traders to make decisions without fully considering the consequences.
      To overcome these challenges, traders can use various techniques and strategies to manage their emotions and maintain a disciplined approach to trading. These may include setting clear trading goals, developing a trading plan, using risk management strategies, and practicing mindfulness and self-awareness.
      In addition, traders can also seek the help of a trading coach or mentor, or participate in trading communities and support groups to gain insights and support from other traders. By developing a strong trading psychology and maintaining a disciplined approach to trading, traders can improve their chances of success in the markets.
      • #4 Collapse

        Re: information about Trading psychology

        forex trading nafsiat. forex trading psycology se morad woh zehni aur jazbati pehlu hain jin ka tajurbah traders ko forex market mein trading ke douran hota hai. is mein un jazbati aur nafsiati awamil ko samjhna shaamil hai jo tijarti faislon par asar andaaz hotay hain aur aik kamyaab forex tajir ban'nay ke liye un awamil ko kaisay munazzam kya jaye. ghhor karne ke liye kuch ahem nakaat yeh hain : jazbati control : forex trading mein sab se bara challenge jazbaat ko control karna hai, khaas tor par khauf aur lalach. khauf taajiron ko hichkichahat ka baais ban sakta hai, jis ke nateejay mein mawaqay zaya ho jatay hain, jab ke lalach inhen zaroorat se ziyada khatraat mol lainay aur naaqis faislay karne ka sabab ban sakta hai. rissk management : kamyaab forex traders rissk managment ki ahmiyat ko samajte hain aur rissk ko munazzam karne aur nuqsanaat ko mehdood karne ke liye mutadid tools ka istemaal karte hain, jaisay ke stop las orders aur position sayzng. sabr : sabr kamyaab forex traders ki aik ahem khasusiyat hai. woh samajte hain ke forex market ghair mutawaqqa ho sakti hai aur tijarat ke liye sahih mawaqay ka intzaar karne ko tayyar hain. nazam o zabt : ghair mulki currency ki tijarat mein nazam o zabt bohat zaroori hai. taajiron ko –apne tijarti mansoobay ki pairwi karni chahiye aur aisay zabardast faislon se guraiz karna chahiye jo nuqsaan ka baais ban satke hain. mind set : aik kamyaab forex tridr ban'nay ke liye sahih zehniat ka hona bohat zaroori hai. aik misbet rawayya, seekhnay ki khwahish, aur taweel mudti kamyabi par tawajah taajiron ko challengon par qaboo panay aur –apne maqasid haasil karne mein madad kar sakti hai. khud aagahi : kamyaab tajir khud aagah hotay hain aur apni khoobiyon aur kamzoriyon ko samajte hain. woh is ilm ko aik tijarti hikmat e amli tayyar karne ke liye istemaal karte hain jo un ki shakhsiyat aur tijarti andaaz ke mutabiq ho. majmoi tor par, forex trading ke nafsiati pehluo ko samjhna aur un ka nazam karna taweel mudti kamyabi ke liye bohat zaroori hai. kamyaab tajir samajte hain ke forex trading sirf charts ka tajzia karne aur tijarat karne ke baray mein nahi hai, balkay jazbaat ko sambhalay aur sahih zehniat ko tayyar karne ke baray mein bhi hai .
        Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	3
Size:	40.5 کلوبائٹ
ID:	12458086
        • #5 Collapse

          Re: information about Trading psychology

          Assalam o alaikum dear friends umeed karta hun ka ap sab khairiyat say houn gay kaisa ja ap nay bhot hi logical point raise kia to main samajhta hun k kisi bhi kam ko sar najam dainay kay liay ap kay pass achi information aur aap la mindset hona bhot zaroor hai agar trading ki baat ki jay to ap ko Sansay pahlay graph ko zaroor analyses karna chaiya ka graph previous position kia show kar raha hai trading aik psychological work hai jis main ap ko sahi WAQT main sahi faisalay karnay HOTAY hain ap ko nah ziada lalach karna hota hai ap ko chaiya ka apnay best knowledge aur experience ka zariya trade karain.
           
          • #6 Collapse

            Re: information about Trading psychology

            Assalam o alaikum dear friends umeed karta hun ka ap sab khairiyat say houn gay kaisa ja ap nay bhot hi logical point raise kia to main samajhta hun k kisi bhi kam ko sar najam dainay kay liay ap kay pass achi information aur aap la mindset hona bhot zaroor hai agar trading ki baat ki jay to ap ko Sansay pahlay graph ko zaroor analyses karna chaiya ka graph previous position kia show kar raha hai trading aik psychological work hai jis main ap ko sahi WAQT main sahi faisalay karnay HOTAY hain ap ko nah ziada lalach karna hota hai ap ko chaiya ka apnay best knowledge aur experience ka zariya trade karain Beshak trading main ap ka analysis kay sath sath ap ki luck bhot hi ziada matter karti hai ap ko chaiya ka kisi bhi trade main apnaycurrent account balance kay mutabiq lot size rakh k trade iissay agar ap ghalt trade lagata hain to ap ka account wash honay kay kam chance HOTAY hain agar ap ko acha profit a raha hai aur ap ka analysis ka mutabiq air profit main zafa ho ga to trade ko jari rakhain aur agar ap ka experience yeh kahta hai k trade loss ki taraf ja rahi hain to order close kar dain hamesha apni information aur nafsiat ko aabu main rakh k ay trade karain aur acha faida hail karain Shukriya
               
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: information about Trading psychology

              Assalam o alaikum dear friends umeed karta hun ka ap sab khairiyat say houn gay kaisa ja ap nay bhot hi logical point raise kia to main samajhta hun k kisi bhi kam ko sar najam dainay kay liay ap kay pass achi information aur aap la mindset hona bhot zaroor hai agar trading ki baat ki jay to ap ko Sansay pahlay graph ko zaroor analyses karna chaiya ka graph previous position kia show kar raha hai trading aik psychological work hai jis main ap ko sahi WAQT main sahi faisalay karnay HOTAY hain ap ko nah ziada lalach karna hota hai ap ko chaiya ka apnay best knowledge aur experience ka zariya trade karain Beshak trading main ap ka analysis kay sath sath ap ki luck bhot hi ziada matter karti hai ap ko chaiya ka kisi bhi trade main apnaycurrent account balance kay mutabiq lot size rakh k trade iissay agar ap ghalt trade lagata hain to ap ka account wash honay kay kam chance HOTAY hain agar ap ko acha profit a raha hai aur ap ka analysis ka mutabiq air profit main zafa ho ga to trade ko jari rakhain aur agar ap ka experience yeh kahta hai k trade loss ki taraf ja rahi hain to order close kar dain hamesha apni information aur nafsiat ko aabu main rakh k ay trade karain aur acha faida hail karain Kisi bhi kam ko sar najam dainay kay liay ap ko sirf information hi nahi balqa us ko are Amal main laney kay liay experience ki bhi zaroorat hoti hai yeh kabhi bhi minkin nahi ho Sakta kat ap kisi bhi kam ko najam dain aur us mainkamyabi hail karain baghair kisi tajarbay kay koi bhi kam hai us kkoanjam dainay kay liay ap kay experience knowledge analysis kay sath sath ap ki mentally tour par bhot perfect hona chaiya yanni k ap kamindset clear ho chaiya isi tarah trading main bhi ap ko nafsiati tour par kafi positive rahna hota hai kiun kay trading aisi category hai jahan naoko sirf profit blakey loss ka bhi samna karna parta hain.
               

              اب آن لائن

              Working...
              X