Candle stick Patterns ki two important types...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Candle stick Patterns ki two important types...
    Candlestick mein vaise to bahut se important patterns bante Hain Jo hamare liye bahut hi umda hote hain aur hamari trading mein kafi helpful hote hain jinse ham market mein kafi achcha fayda utha sakte hain lekin aaj ham do aise patterns ke bare mein guftgu karenge Jo ek dusre ke opposite bante Hain yani ki ek pattern register level se banta Hai aur dusra pattern support level se banta Hai Jab ham ine donon ko analyse kar lete hain to hamari trading kafi umda ho jaati Hai kyunki yah donon pattern hi hamare liye bahut hi behtar hote hain aur hamari trading bhi kafi acchi ho jaati Hai isliye hamen inko samajhna bahut jaruri hai kyunki inko samajhne se hamen market ki kafi madad mil jaati hai aur hamari trading kafi behtar ho jaati Hai isliye humne ine donon pattern ko jarur samajhna chahie kyunki hamen kafi acchi trade mil jaati Hai.

    Click image for larger version

Name:	15kf0fF3DI8iXAQx4AAAAASUVORK5CYII=.png
Views:	2
Size:	6.6 کلوبائٹ
ID:	12528177


    What is morning star candlestick pattern:

    Morning star candlestick patron hota hai jo hamen market ke bottom level per milta Hai yani ki vah market mein hamen support level per milta Hai yah Kaisa pattern hota hai jo ki hamen long term Trend pattern ke bad milta Hai Jab market mein down movement ho jaati Hai to tab yah pattern hamen najar aata Hai is pattern ko analyse karna bhi kafi aasan hota hai aur is pattern se hamen market mein kafi fayda hota hai kyunki Jab yah pattern banta Hai to hamen market mein long term ke liye trade milati hai aur ham market se achcha khasa Manasa Kama lete hain isliye is pattern ko analyse karna hamare liye bahut behtar hota Hai morning star candle stick pattern ek bahut hi popular pattern hai hamen iske bare mein jarur Janna chahie ki iski identification kaise hoti hai.


    Click image for larger version

Name:	2Q==.jpg
Views:	1
Size:	11.8 کلوبائٹ
ID:	12528178

    Identification of Morning star candle stick pattern:

    Morning star candlestick pattern ki identification hamen hamesha hi bottom level se Hoti Hai kyunki Jab market kafi down a chuki Hoti Hai to is time per ham market mein morning star candlestick pattern ko analyse kar sakte hain yah pattern tha bhi banta Hai Jab market kafi niche ja chuki hoti hai use time agar hamen koi morning star jaisa pattern ki identification mile to ham vahan per kar sakte hain.
    Morning star candlestick pattern mein jo pahli candle hoti hai vah ek real body ki bear is candle hoti hai aur yah down trend mein pressure ke sath banti hai.
    Morning star candlestick mein jo dusri candle banti hai vah ek chhoti si badi ki candle Hoti Hai jisko ham morning star kahate Hain.
    Is pattern mein banne wali teesri candle ek long body ki bullish scandal hoti hai jo ki hamen market ki confirmation deti hai aur ham market mein trading karte Hain.

    Evening star candlestick pattern:

    Evening star candle stick pattern ek aisa pattern hota hai jo ki hamen market ke top level per milta Hai yani ki hamen market ke resistance level se is pattern ke analysis hote hain yah Kaisa pattern hota hai jo long term ki ab trend ki moment ke bad banta Hai Jab market kafi upar ja chuki Hoti Hai to top level per hamen yah pattern dekhne ko milta Hai is pattern mein ek aisi chhoti si body ki ek aisi candle banti hai jiske bad yah pattern create hota Hai isko ham evening star candlestick pattern kahate Hain is pattern ke banne ke bad market kafi down jaati hai aur ham market se kafi achcha fayda utha sakte hain.


    Click image for larger version

Name:	Z.jpg
Views:	1
Size:	10.6 کلوبائٹ
ID:	12528179

    Identification of evening star candlestick pattern:

    Evening star candlestick pattern identification hamen market ke top level per Hoti Hai jahan per market ka trend mukmmal ho chuka hota hai vahan per hamen yah pattern milta hai aur is pattern per bhi hamari trading kafi behtar ho sakti hai kyunki Jab evening star candle stick pattern banta hai to market kafi niche aati hai aur ham seling position lete hue market se kafi achcha Kama sakte hain.
    Evening star candlestick pattern ki banne wali Jo pahli candle Hoti Hai vah ek white color ki jagrin color ki ek police candle hoti hai.
    Evening star candlestick pattern mein Jab dusri candle banti hai to vah ek chhoti si candle hoti hai aur yahi candle hamen market ka signal deti Hai.
    Teesri gendale kaisi candle hoti hai jo market ko niche ki taraf khinchkar lati hai aur is time market mein seller ka pressure hota hai aur isi time market ka niche break down hota Hai jiski vajah se ham market mein entry milati hai aur ham market mein trading karte Hain.

    morning star candlestick pattern or evening star candlestick pattern donon hi hamare liye behtarin hote hain isliye unko samajhna bahut jaruri hai aur hamen inki detail mein jakar information leni chahie ki yah kaise bante hain aur ham inse kaise fayda utha sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Candle stick Patterns ki two important types...

    There are many important types of candlestick patterns in technical analysis, but two of the most commonly used and important ones are:


    Bullish Engulfing Pattern: The Bullish Engulfing Pattern is a two-candlestick pattern that is formed at the end of a downtrend. The first candlestick is a bearish candlestick, followed by a larger bullish candlestick that completely engulfs the previous candlestick. This pattern is considered to be a strong bullish signal, indicating that the buyers have taken control of the market and that a reversal may be imminent.


    Bearish Engulfing Pattern: The Bearish Engulfing Pattern is the opposite of the Bullish Engulfing Pattern. It is a two-candlestick pattern that is formed at the end of an uptrend. The first candlestick is a bullish candlestick, followed by a larger bearish candlestick that completely engulfs the previous candlestick. This pattern is considered to be a strong bearish signal, indicating that the sellers have taken control of the market and that a reversal may be imminent.


    Both of these patterns are important because they can signal potential trend reversals in the market. However, it is important to note that candlestick patterns are just one tool in technical analysis and should be used in conjunction with other indicators and analysis when making trading decisions. Additionally, traders should always use risk management strategies and have a solid understanding of the markets before making any trading decisions.

    اب آن لائن

    Working...
    X