How to be successful in the Forex market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to be successful in the Forex market
    How to be successful in the Forex market

    forex market Asri duniya mein kaarobar ke ahem tareen shobo mein se aik hai. har nowarid apne career ka aaghaz kuch tawaquaat ke sath karta hai, lekin bohat kam log un par poora utartay hain. behtar tijarti nataij haasil karne ke liye forex market ki noiyat ko haqeeqi rooh mein samjhna zaroori hai. tijarat mein hamari mhartin aur qabliyat shaamil hai. agar hamaray paas pesha warana mahaarat nahi hai to hum kamyaab nahi hon ge. bohat se tareeqay hamari madad kar satke hain behtar traders, jaisay demo trading. munasib tarbiyat ke baghair apne career ka aaghaz karna munasib nahi hai, aur aik baar jab hum yeh haasil kar len to hum kamyaab traders ke tor par apni manzil tak pounchanay ke liye is field mein ja satke hain. hamein yaad rakhna chahiye ke hum jo kuch bhi karte hain kamyabi ke sath mehnat aur lagan par inhisaar karta hai. kamyabi namumkin hai agar hum apna waqt seekhnay mein nahi laga satke. yeh aik saada masawaat hai. hamara out pitt hamaray un pitt par munhasir hai,

    Click image for larger version

Name:	image_405188.jpg
Views:	1
Size:	15.6 کلوبائٹ
ID:	12528106

    Develop a trading strategy


    nazam o zabt ke sath kaam karne ka hamesha aik tareeqa hota hai, aur hum is tijarti hikmat e amli ko tijarti duniya mein kehte hain. tijarti hikmat e amli un qawaneen ka majmoa hai jisay hum tijarat karte waqt laago karte hain. tijarti hikmat e amli mukhtalif tijarti awamil aur alaat par munhasir hai. forex market ke baray mein kaafi maloomat haasil karne ke baad hum apni tijarti hikmat e amli tayyar kar satke hain. tijarti hikmat e amli ka hona bohat zaroori hai aur hamein nazam o zabt walay tajir banata hai. hum apni tijarti hikmat e amli ko mazeed mo-asar bananay ke liye mukhtalif takneeki isharay Graphical, model istemaal karte hain. hamaray paas mukhtalif tijarti hikmat amlyon ko jhanchne aur tajurbah karne ke liye aik muft demo account ka ikhtiyar bhi hai jab tak ke hum behtareen talaash nah kar len. jo log tijarti hikmat e amli ke baghair tijarat shuru karte hain un ka ekhtataam kuch nahi hota. forex nah to aasaan hai aur nah hi mushkil, lekin usay samajhdaari se dekhna zaroori hai. agar hum forex market ko sanjeedgi se len to hum aasani se kamyaab ho satke hain,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How to be successful in the Forex market

    Assalam o Alaikum umeed hai ap sb khyriat sy hon gy , to aj hum bat kren gen forex trading k bary men sab sy phly apko pta hna chaeye k

    What is Trading?
    Tradin means you give something to get something means ap k pass 10 dollors hen ap market me jaty ap 10$ dete hen or us k badly ap product buy krty hen this is called trading.

    So forex trading kiya ha k yahan ap ik currency ko dosri currency k sath trade krty ho Not physically but it all happens digitaly. to ap yahan anallysis krty hen k kon c currency up jane
    wali ha or kon c down aane wali ha

    Total major eight currencies hen jin py trade ki jati ha
    US $
    Canadian $
    Euro
    Pound
    Japanease yin
    swiss ( jo k swiserland ki currency)
    Austaralian $ and
    New Zealand $
    .

    How we know about Market rate?

    hi sakta h apko kisi ny btaya ho k ap yeh idenntify nhi kr skty to yeh sarasar ghlat hai agr apk solid stratigy ho jo k apka ik aesa system ho jo k time period k sath apki help
    krta h yeh k iss margin ya to rate oper jaye ga ya neche aye ga or hum trading krr rhy hen ik currency ko dsri k sth mtln major eight currencies hen or total 28 pairs hen to i hpe
    apko samaj aa gae ho ge thnakyou
    so much kindly like my post ik u agree with me
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Re: How to be successful in the Forex market

      Forex traders Successful Habits / factors


      Wese to financial market me business karne wale traders par lagon hote hen, lekin forex trading me kaam karne wale traders k leye ye das (10) osool bohut aham hen, jis ko apnane se traders pane aap ko bohut had tak kamyab bana sakta hai. Koi bhi trader chahay wo successful hi q na ho wo sabar, discipline aur experience jaise adaat (habits) k sath peda nahi hota, bulke unhen is riski karobar me in ko apnana parta hai. Forex trading me kaam karne wale traders k leye ye chand aik point bohut zarori hai, jis k sath wo kafi had tak apne aapko kamyab bana sakta hai;

      Click image for larger version

Name:	images (61).jpeg
Views:	6
Size:	12.3 کلوبائٹ
ID:	12392086

      1. Trading*with Plan


      Forex trading me trading plan kisi rahnuma se kam nahi hota, agar trader proper trading plan k mutabiq market me trading karen to us k successful trades ki tadad bohut had tak increase ho sakti hai.
      Trading plan me traders k market k mutabiq entry point, exit point putting a stop loss, limit orders aur lot size shamil hote hen.

      2. Currency Future Technical Analysis


      Technical analysis karna forex trading market me bohut aham hai, jis tarah se aik mind set game (like chess) me do gamer aik dosre k mind k sath khelte hen, isi tarah se forex market me bhi humen currencies k future movement ko observed karna chaheye aur us k mutabiq market me entry, exit aur trade size plan karne chaheye.

      3. Staying Flexible


      Is ka matlab hai k kamyab traders nakami ki sorat me apni loss ko accept karte hen aur market k apne situation ko badalte rehte hen. Kabhi kabhi hamare trading plan, analysis aur sosre tajzeye thek hote hen, lekin pher kisi news ya dosre events ki waja se humen loss ho jata hai. Humen loss ko except karna chaheye aur ziada emotional ho kar mazeed loss me nahi jana chaheye.

      Trading k leye Pori Tayari Karen


      Successful traders market k leye har waqat tayar rehte hen, kam az kam un ki tayari 24 hours ki market ki movement k mutabiq hoti hai. Financial events se humen lazmi bakhabar rehna chaheye, ye hamare trading preparation ka lazmi juzz hai, jis me Up-coming economic data, Scheduled speakers, Central bank interest rate, Important gatherings of financial leaders, Liquidity conditions aur Unexpected events etc shamil hen.

      Trading the Range (trend line)


      Market k mutabiq trading karni chaheye, ziada tar market aksar aik waqat me aik hi trend ko follow karti hai. Traders ko dakhna chaheye k market bullish trend, Bearish trend ya sideways trend me hai. Agar wo kisi khas range me trade karta hai, to humen bhi usi k mutabiq apne trading setting karni chaheye.

      Focusing on Few Pairs


      Forex trading me analysis har currency jore pe nahi karna chaheye, q k isis tarah se hum sab currency pair pe sahi tareeqay se result hasil nahi kar sakte. Agar traders ziada currencies joron ki nisbat kuch currency pairs par focus karen to is se wo behtar result hasil kar sakta hai. Ziada tar koshash karen k aik hi currency ka mukhtalif dosre currency k sath matching karen.

      Risk Reward Ratio


      Apna risk reward ratio aisa tarteeb den k us me munafa bhi achah mel raha ho aur account ko bara risk bhi na ho. Agar trades k successful hone k chances ziada hen to risk reward ratio ziada rakhen aur kam profit wale trades pe kam rakhen. Agar 50/50 hon to us waqat apna reward ziada aur risk kam kia karen.

      Protecting Profits


      Daily ki bunyad par market se thora hi sahi lekin profit hasil karna chaheye. Kamyab traders kabhi bhi apne profit wale trades us waqat tak close nahi karta jab tak wo apne analysis k mutabiq matloba level tak phunch nahi jata.

      Trading with*Stop Losses


      Stop loss sarmaye ko mehfoz banane ka sab se safe tareeqa hai. Stop loss ko lazmi set karen, kabhi bhi ye na shochen k ziada loss wali trades wapis profit ya loss ko kam karegi. Aksar kabhi bhi loss me trades wapis nahi ati, q k wo jab opposite semat me breakout kar chuki hoti hai to us semat me lazmi us ne kuch faisela bhi tay karna hota hai.

      Watching Other Markets


      Sirf currency par trading ka inhisar na karen aur dosre markets ka bhi baghawar mutalea kia karen. Forex market me gold, oil, silver aur cryptocurrency bhi bare pemane pe profit dete hen, is waja se trading me in ka bhi istemal kia karen. Aur in k market k hawale se news, events aur dosre aham articals ko lazmi dekh leya karen.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: How to be successful in the Forex market

        Being successful in the forex market requires a combination of knowledge, skills, and discipline. Here are some tips to help you become a successful forex trader:


        Learn the basics: Before you start trading, it's important to learn the basics of forex trading, including the terminology, trading strategies, and risk management techniques.


        Develop a trading plan: A trading plan is a set of rules that you follow when trading. It should include your trading goals, risk tolerance, entry and exit strategies, and money management rules.


        Use a demo account: A demo account is a practice account that allows you to trade with virtual money. It's a great way to test your trading strategies and to gain experience without risking real money.


        Use technical analysis: Technical analysis is the study of price movements and patterns to identify potential trading opportunities. It involves using charts, indicators, and other tools to analyze the market.


        Use fundamental analysis: Fundamental analysis is the study of economic and political events that can affect the market. It involves analyzing economic data, news releases, and other factors that can impact the market.


        Manage your risk: Risk management is the process of identifying, assessing, and controlling risks. It involves setting stop-loss orders, using proper position sizing, and avoiding overtrading.


        Stay disciplined: Discipline is key to success in forex trading. It involves sticking to your trading plan, managing your emotions, and avoiding impulsive decisions.


        Keep learning: The forex market is constantly changing, so it's important to keep learning and adapting to new market conditions. Attend webinars, read books, and follow market news to stay up-to-date.


        Overall, being successful in the forex market requires hard work, discipline, and a willingness to learn and adapt. By following these tips and developing your own trading style, you can increase your chances of success in the forex market.

        اب آن لائن

        Working...
        X