Explain relative vigor index indicator in forex trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explain relative vigor index indicator in forex trading.
    Assalamu alaikum dear member kaise hain aap ummid Karti hun sab khairiyat se honge aur apna Kam acche se kar rahe honge aaj main aapke sath Ek important topic share karna chahti hun jiske knowledge Hona aapko bahut jyada jaruri hota hai trading with mom integrated ko samajhna bahut jyada important hota hai kyunki uske bagair Ham kabhi bhi trading mein kamyabi Hasil nahin kar sakte relative index Ek tool indicator hai jo ke ped ki strength ko mayor karta hai relative vigor index trading per ki closing higher ki prices ko compare karta hai aur unki range se simple moving average ko istemal karta hai aur istemal Karke unko result Deta hai is Tarah members important topic hai jo ki hamare trading mein bahut jyada help karta hai to aapko iski information Hona bahut jyada important hota hai main aapke sath iski mujhe information share Karti hun Taki aapko iske bare mein idea ho sake

    Relative vigor index indicator

    Dear Forex memory trading mein relative index technical tool hai jo ke considered entrance ko mayor karta hai aur ismein relate karta hai relative vigor Intex use hota hai ab trend mein market jab previous Aaye super close all down trend mein Apne previous Los se niche loss ho to tab market trend mein relative index mein a jata hai aur train mein change a jata hai ab train mein relative index upar jata hai To is baat ki indication hai ki Ab ismein trade mein momentum a jata hai ya ab market train continue rahata hai aap is per bye ki trade ko open karna chahie

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	4
Size:	36.8 کلوبائٹ
ID:	12528058
    Formula

    Relative vigor index=(close - open)/( high - low) n period

    Calculation

    Dear member iski calculation ke liye hamen pahle Pacific period ko dekhna hota hai uske paas 10 period hote hain lekin trader isko Apne strategy ke mutabik select kar sakte hain uske bad humne practical ki Tarah open close hay aur value ko identify karna Hota hai uske bad previous period ko signal line equation mein place karna Hota hai tabhi is industry calculation confirm ho gaya is Tarah iski calculation ki jaati hai

    How to trade

    Dear member index trading mein hamari Kafi help karta hai agar Ham isko samajh Kar istemal karte hain to aapko ismein bahut jyada fayda mil sakta hai market mein down train mein aur ismein acchi entry lene ke liye hamen relative index se help leni chahie jab market down trend mein Hogi to validity Lo Hogi aur relative index momentum Nahin karega tab ham log entry Nahin leni chahie market high quality mein Hogi To hamen tab tere se movement karegi tab Ham mein confirm ho jaega ki trade mein entry Le sakte hain ya nahin Le sakte aap uski vajah se achcha profit and kar payenge to aapko chahie ki entry Lene se pahle hi Tarah analysis kar len Taki aapko market ke moment ka idea ho sake.
    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	19
Size:	31.7 کلوبائٹ
ID:	12528059

اب آن لائن

Working...
X