Reversal pattern ko kese analyse kia jay....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Reversal pattern ko kese analyse kia jay....
    Market mein hamesha vahi trader kamyab hota hai jo market ke Trend ke sath trading karta hai aur jo trader market ke Trend ke sath trading nahin karta vah kabhi bhi kamyab Nahin ho sakta hai isliye hamen market ke trend ko samajhna bahut jaruri hota Hai aur hamen yah bhi dekhna padta hai ki ham jis friend mein trading kar rahe hain kya vah khatm ho chuka hai ja continue chal raha hai Jab trend market mein reversal hota Hai to hamen uski confirmation Karni chahie kyunki ham kabhi bhi friend ke against trading nahin kar sakte hain isliye reversal trend ki trades tab hi ham kar sakte hain Jab hamen friend ki confirmation ho jayegi kya friend reversal ho chuka hai aaj ham ISI topic per discussion karenge ki reversal trend kya hai aur kaise banta hai aur ham iski identification aur confirmation kaise kar sakte hain.

    Reversal Pattern in Forex Market:

    Jab market ek trend mein long term ke liye move kar leti Hai to iske bad market ka trend change ho jata hai aur jo pattern chal raha hota hai vah reversal ho jata hai reversal pattern ham use pattern ko kahate Hain Jo market ki price ko change kar deta hai usko ham reversal pattern kahate Hain reversal pattern per ham bahut hi acchi trading kar sakte hain lekin iski confirmation karna hamare liye bahut jaruri hota Hai Jab ham iski acche tarike se confirmation kar lete hain to fir ham reversal pattern kar sakte hain isliye pahle hamen reversal pattern ki identification or confirmation jarur Karni chahie kyunki iske bad hi ham market mein koi action le sakte hain without confirmation ke ham kabhi bhi successful tarike se reversal pattern per trading nahin kar sakte.

    Identification of reversal pattern:

    Reversal pattern ki identification karna hamare liye bahut jyada mushkil Kam Nahin Hai ham aasani ke sath reversal pattern ki identification kar sakte hain kyunki hamen bahut se aise tools mil jaate Hain jinki madad se reversal pattern ki identification aur confirmation karna hamare liye aasan hai agar ham to unko Sahi tarike se istemal kar lete hain to fir ham bahut hi aasani ke sath reversal pattern ko analyse kar sakte hain reversal pattern coanalise karne ke liye following tools bahut hi important hain.

    Click image for larger version

Name:	reversal chart patterns-png.png
Views:	1
Size:	71.4 کلوبائٹ
ID:	12528040


    Trend line:

    Trend line ek bahut hi important tool hai aur iski madad se ham aasani k sath reversal pattern ko analyse kr sakte hain. Jab market mein koi pattern chal raha hota Hai to ham use per trend line ko dra karte hain jiski vajah se hamen market ke pattern ke reversal hone Ka pata aasani ke sath chal jata hai ki aap market Kitna revers ho chuki hai aur Market mein kya reversal pattern banta hai ya market mein reversal pattern Nahin banta hai friend Line se hamen aasani ke sath pata chal jata hai.

    Pivot point:

    Market mein reversal pattern ko analyse karne ke liye pivot point bhi bahut important hote hain kyunki Jab ham pi board point ko istemal karte hain to bhi hamen aasani ke sath maarpeet ke reversal hone Ka pata chal jata Hai kyunki market mein ham miner support level aur miner resistance level ko aasani ke sath analyse kar lete hain jiski vajah se hamen market ki confirmation ka andaza ho jata hai ki market mein reversal pattern ban chuka hai ya banne wala Hai Is Tarah se Jab ham aise tools ko istemal karte Hain to hamen reversal pattern ko analyse karna bahut hi aasan hota Hai.

اب آن لائن

Working...
X