Risk Factors In Forex Trading ;-
Forex trading main jab currencies par invest kia jaata hai to us main bht saary risk factors involve hoty hain. Aur unko made nazar rakha jaata hai. Agar un main sy kise risk kay baary ma parwaah na ke jaay to baad main us risk ke wajha say masaail paida hoty hain jo kay trading kay liey achy ni hoty.
Monetary Policy Risks ;-
Forex main jo log kaam long term main karty hain un kay liey jo sab sy bara risk hota hai wo jis currency par aap trading kar rahy hon uski monetary policy main tabdeeli hai. Kunkay jab Intrests rates change hoty hain to us kay baad currency par kafi zaida asraat hoty hain.
Leverage Risks ;-
Leverage aik aise cheez hai jo kay apki trading ki sab sy bari dost or sab sy bari dushman ho sakti hai. High leverage ke wajha say volatile market main kafi zaida chages aati hain jis ke wajha say margin call aa sakti hai.
Dosry Countries Ka Influence ;-
Jab dosry countries mise mulk ke currency ko influence kar rahy hoty hain to un mulkon ke decisions kafi zaida currency ke value par asar rakhty hain. Maslan agar koi mulk kise dosry mulk k sath trade kar raha ha or wo achanak band ho jaay to us par asar parta hai.
forex trading main risk ka factor hmari leraning k sath kam hota hai jub humary apss acha knowledge hota hai tu ham har point ko achi traha se anlsye kar k trading main shamil karty hain es liye market ko bhi achi trah se nalsye karny se risk akm se kam ho jta hai or risk k sub se bary factor yahi hoty hain k aik tu har trador hogh leverage set kar dety hain jis se yah hota hai k hmain loss hony par hmara ccount he wash ho jata hai or risk bhi zeuda hota hai es k bad jub hum apni trading main lot size ko high rakhty hain tab he hmari trading main risk zeuda ho jata hai es liye hmain apni trading main risk ko kam kar k trading karni chahye ta k hmara account bhi mahfoz rahy or hum trading bhi achi trah kar skaen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим