On balance volume indicator ke sath trading....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    On balance volume indicator ke sath trading....
    Market mein kuchh oscillator indicator hamare liye bahut hi perfect result select rakhte hain aur ine ki vajah se ham market ke volume ko bhi aasani ke sath dekh sakte hain aur Market mein entry bhi aasani ke sath le sakte hain kyunki yah Aas later indicator hamen market ke movement ko samajhne ke liye kafi acchi help from karte hain jiski vajah se ham market ke analysis perfect kar sakte hain isliye hamen in indicator ko samajhna bahut jaruri hai Jab market mein hamen Kisi indicator se perfect result mil rahe hote hain to vah hamare liye bahut hi precious hota hai aur Market ko samajhne ke liye hamen kafi mehnat karni padati hai isliye hamen chahie ki ham jarur mehnat Karen taki ham Kisi bhi indicator ko theek tarike se istemal karte hue use perfect result le sake aur apni trading ko behtar banaa saken.

    On balance volume indicator:

    On balance volume indicator ek aisa indicator hota hai jo market mein kisi bhi trade ke liye Kisi bhi currency ya commodity ke volume ko use kar raha hota Hai Jab market mein momentum kafi jyada ho jata hai to is indicator se hamen maarpeet ka kafi achcha signal mil jata Hai kyunki Jab market mein volume bahut jyada hoga to yah indicator hamen bahut hi aasani ke sath guide kar leta hai dekhne mein yah sada si line hoti hai jo ki moving average ki Tarah hoti hai lekin market mein hamen is indicator ke bahut hi good results mil jaate Hain jiski vajah se maarpeet mein trading karna kafi aasan ho jata hai isliye hamen is indicator ko samajhna bahut jaruri hota hai kyunki is indicator se hamen market ki bahut hi acchi help mil jaati Hai.

    Trading with on balance volume indicator:

    Hamen apni trading mein on balance wali indicator ko use karna kafi biji hota hai kyunki Uske uses kafi aasan hai yah ek moving average ki Tarah si later hota hai jo hamen market ke momentum ko batata hai aur Market mein job jyada volume ke sath momentum badhta Hai to yah bhi price ke sath sath upar ki taraf movement karta hai aur jab yah upar ki taraf movement karta Hai to price mein break out ho jata hai aur Is Tarah se hamen maarpeet ki confirmation mil jaati Hai.
    Aur ISI Tarah se on balanced volume indicator Jab down train mein move karta hai to market ki prices meet down trend mein movement karti hai aur Market mein hamen down train ke confirmation mil jaati Hai market mein jitna bhi momentum jyada hota hai aur baleshwar indicator ki reading se hamen aasani ke sath pata chal jata hai aur ham market mein successful trading kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	fZgR3nQ9QYwAAAABJRU5ErkJggg==.png
Views:	3
Size:	8.0 کلوبائٹ
ID:	12527893

    Conclusion:

    Market mein trading ke liye hamen alarms number of indicator mil jaate hain lekin hamare liye vah indicator best hota hai jiska hamen perfect knowledge hota hai aur jiska hamen knowledge Nahin hota vah hamari trading ke liye kabhi bhi vyast nahin ho sakta hai isliye hamen use indicator ko use karna chahie jis ki indication ka hamen pata Hona chahie kyunki without practice and knowledge ke ham Kisi bhi indicator se perfect result Nahin le sakte hain.

اب آن لائن

Working...
X