Explain the" Spinning Top Candlestick Pattern" in trading...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explain the" Spinning Top Candlestick Pattern" in trading...
    INTRODUCTION:

    Assalamu Alaikum dear Forex member kaise hain aap sab log ummid hai ki aap sab theek Honge aur forex market mein Achcha kam kar rahe Honge dear members Forex Ek Jiski business hai Jisko Hamen properly understand karne ke bad hi use karna chahie. Dear members main aaj aapke sath Ek important candlestick pattern joke ke spinning top candlestick pattern hai. Aapke sath detail se discuss karta hun yah Ek most important aur commonly used hone wala pattern hai..

    SPINNING TOP CANDLESTICK PATTERN:

    dear members forex market mein spinning top candlestick pattern candle ki ek short real body hoti hai. Jo ke Upar aur niche Shadow Ke Darmiyan hoti hai. Yah candlestick bullish ya barrish bhi ho sakti hai. Spinning top candlestick pattern market Mein indication ko zahar karti hai. Iska matlab yah hai ki Jab buyer aur seller market Mein force phone to to market Koi Faisla nahin kar sakti. Jab market Upar Ho to seller ne Sel Kiya to Upar ki taraf Vik ban gai. Aur sem ISI Tarah Jab market niche I to Bayan ne self Bai ki trade active kar di jisse market Mein candle ki Chhoti Si week ban gai aur yah iski Chhoti body ho gai isliye isko spinning top candlestick pattern Kahate Hain...
    To Is Tarah Agar yah pattern market Mein Spot Your resistance level per bane aur iski next candle iski confirmation kar de to yah scandal ki reversal ka sign hoga..

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-05-07T164423.972.jpeg
Views:	3
Size:	10.6 کلوبائٹ
ID:	12527853

    IMPORTANCE OF SPINNING TOP PATTERN:

    dear members forex market mein spinning top candistic pattern mein yah pattern use time Banta Hai Jab buyer use time ke dauran price ko down push kar deta hai. But closing price open price ke bahut Kareeb close hoti hai to Is Tarah strong price increase hone ya Kami hone ke bad reversal ka sign Deti Hai spinning top candlestick pattern above open yeah block close ho sakti hai. But Dono prices Ek dusre ke kareeb teen close open hoti hain

    SPinning top candlestick pattern Jiski short real body hoti hai. Jo long Vig Upar aur lower Shadow Ke Darmiyan hoti hai. Iski real body small honi chahie Jiski open aur close Mein Thoda hi Fark Dikhta Ho. Kyunki is pattern Mein wire aur seller donon hi prices ko aage badhate hain but ismein distance ko maintain nahin kar paate. Yah pattern indication ko show Karta Hai Majid Aage badhane ke liye Shadow ko bhi Najar Rakhta hai..

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-05-07T164410.600.png
Views:	14
Size:	2.3 کلوبائٹ
ID:	12527854
    BULLISH REVERSAL SPINNING TOP PATTERN:

    Dear members forex market mein bullish reversal pinning top candlestick pattern barrish Trend ke and mein port pe banta hai. Oh yeah reversal ka signal deta hai aur Iske bad market Barish Ho Jaati Hai but Iske bad iski confirmation bahut Jaruri hoti hai. Is pattern ki confirmation sabse pahle sport level per pinning top bane aur uske bad Usi time frame Mein next candle spinning Top ki closing home...

    is pattern mein iski second candle ki confirmation ke bad bike ki trade Lete Hain aur ismein iska stop loss spinning top ke equal Hona chahie..

    BEARISH REVERSAL SPINNING TOP PATTERN:

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-05-07T164429.358.png
Views:	34
Size:	7.2 کلوبائٹ
ID:	12527855

    dear members for X market mein barrish reversal candlestick pattern bullish Trend ke and Mein resistance level per banta hai. to Is Tarah resistance level per spinning top and strict candle banti hai. aur iski confirm ke liye Baris candle ki next candle ko closing price hoti hai . Iske bad market revers hoti hai aur Barish spinning top banta hai.

    ismein second candle ki confirmation ke bad ham Sel ki trade active karte hain aur iska stop loss spinning top k high k equal rkhen...


  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Explain the&quot; Spinning Top Candlestick Pattern&quot; in trading...

    Spinning Top Candlestick Pattern


    Spinning top candle market main bullish aur bearish, supply aur demand, resistance aur support taqat main barabari ki waja se banti hai. Candle ki banne ki psychology kuch iss tarah se hai, k aik makhsos ya muntakhib karda timeframe k dowran price chart par pehle investors prices ko aik side par le jane k baad same dosri side par bhi ussi tarah se push karti hai. Spinning top candles umoman prices main ziada tar dekhaye dete hen, q k ye aik neutral candle shumar hoti hai. Ye candle aik hi waqat main market main buyers aur sellers ki equal taqat ki akasi karti hai, jo prices ko aik khas position par mutehkam rakhti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (78).png
Views:	17
Size:	7.5 کلوبائٹ
ID:	12391773

    Pattern ki Pehchan k Rules

    1. Spinning top candle aik single candle pattern hai, jiss ko aam tawar par aik neutral candle tasawar kia jata hai.
    2. Candle ki aik small real body hoti hai.
    3. Candle k upper aur lower sides par real body k size ka taqreeban equal ya uss se bara shadow hota hai.
    4. Candle k upper aur lower side ka shadow length ya size main same hona chaheye.
    5. Ye candle white aur black dono tarah se same hososeyat rakhti hai, jo price chart k centre main aik neutral candle count hoti hai.
    6. Candle prices k top aur bottom par trend reversal ki hososeyat rakhti hai, lekin us k leye dosre candles ya trend indicator se help lena zarori hai.


    Click image for larger version

Name:	images (79).png
Views:	22
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12391774

    Pattern ki Tafseel


    Spinning top candle aam tawar aik neutral candle tasawar ki jati hai, jiss ko price chart par bohut ziada dekha jata hai. Ye candle prices k center main ya aik trend k dowran neutral value ki hoti hai, jab k prices k top ya bottom par banne par ye trend reversal ki hososeyat rakhti hai. Spinning top candlestick ki hososeyat bhi long-legged doji candle, high wave candle aur doji star candle ki tarah hoti hai, jiss main market ki prices ziada tar same trend ko hi follow karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (62).jpeg
Views:	9
Size:	13.0 کلوبائٹ
ID:	12391775

    Pattern par Trading ka Amal


    Spinning top candles ziada tar neutral behaviour rakhti hai. Ziada tar ye candles price chart main bohut ziada nazar ati hai, lekin aam trend par ye bohut kam asar andaz hoti hai. Price chart k top par banne par ye candles thori bohut trend reversal k asarat ka hamil ho sakti hai. Candle par trading k leye zarori hai, k prices trend k intehaye top ya bottom main hona chaheye, jab k candle k baad aik confirmation candle ka hona zarori hota hai, jo k real body main lazmi hona chaheye. Jab k same trend ki candle banne par ye trend continuation ka role play karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (80).png
Views:	33
Size:	16.5 کلوبائٹ
ID:	12391776
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Explain the&quot; Spinning Top Candlestick Pattern&quot; in trading...

      What is a spinning top candlestick pattern?


      A spinning top is a candlestick formation that signals indecision regarding the future trend direction.Similar to a doji pattern, a spinning top is considered a neutral pattern, although many do end in reversals.This candlestick formation signals indecisiveness amongst buyers and sellers, as neither of these sides has the upper hand, which is why it is classified as a neutral pattern.It is important not to confuse the spinning top with the doji candle - we will address this in more detail below.

      spining top ek kaindalastik phormeshan hai jo bhavishy kee pravrtti disha ke baare mein anirnay ka sanket deta hai.dojee paitarn ke samaan, ek kataee sheersh ko ek tatasth paitarn maana jaata hai, haalaanki kaee ulatapher mein samaapt hote hain.yah kaindalastik gathan khareedaaron aur vikretaon ke beech anirnay ka sanket deta hai, kyonki inamen se kisee bhee paksh ka ooparee haath nahin hai, yahee vajah hai ki ise ek tatasth paitarn ke roop mein vargeekrt kiya gaya hai.yah mahatvapoorn hai ki kataee sheersh ko dojee momabattee ke saath bhramit na karen - ham ise neeche aur adhik vistaar se sambodhit karenge.
      paitarn sanrachana ek kataee sheersh paitarn ek ekal momabattee dvaara banaaya jaata hai, jisamen lambee battee oopar aur neeche phailee hotee hai, aur ek chhota shareer hota hai.aadarsh roop se, ye donon viks samaan lambaee kee honee chaahie, jisamen ek chhota shareer aur shuruaatee keemat aur kareeb ke beech ek chhota sa antar ho.




      • ek kataee sheersh sanketak aapako kya bata sakata hai jaisa ki oopar kaha gaya hai, kataee sheersh paitarn bail aur bhaaloo ke beech anirnay ka sanket deta hai. yah dhyaan rakhana mahatvapoorn hai ki trending maarket mein yah paitarn jyaada majaboot hota hai, chaahe vah apatrend ho ya daunatrend.jab yah ek tadaka hua baajaar mein hota hai, to ise ek aur sanket ke roop mein dekha jaata hai ki mooly kaarravaee mein koee spashtata nahin hai.ek majaboot apatrend ya daunatrend mein, spining top dikhaata hai ki mooly kaarravaee mein balon ka ek naya santulan hai. pichhale satron ke vipareet, jahaan ek paksh baajaar par haavee tha aur mooly kaarravaee ko usakee vaanchhit disha mein dhakelata tha, ek kataee sheersh sanket deta hai ki baajaar ka vipareet paksh ab khel mein badh raha hai, aur alpakaalik parinaam anishchit hai.lagabhag sabhee kaindalastik paitarn kee tarah, agalee momabattee kee bhoomika mahatvapoorn hai. ulatapher ke maamale mein, kataee sheersh ke bagal mein momabattee prachalit pravrtti ke vipareet honee chaahie, jabaki nirantarata paitarn ke lie, aap ek momabattee kee talaash karate hain jo ek hee disha mein jaatee hai yah pushti karane ke lie ki mooly kaarravaee usee disha mein jaaree hai.any kaindalastik paitarn ke saath antar jaisa ki pahale ullekh kiya gaya hai, kataee sheersh paitarn ka aakaar dojee kaindalastik paitarn ke samaan hai. donon mein viks hain jo uchch aur nimn ka vistaar karate hain aur unhen tatasth paitarn maana jaata hai. jaahir hai, jab ve ek trending moovament ke ant mein hote hain, to unake ulat hone kee sabase adhik sambhaavana hotee hai.

      • Differences with other candlestick patternsAs mentioned earlier, the shape of the spinning top pattern is very similar to a doji candlestick pattern. Both have wicks that extend higher and lower and are considered to be neutral patterns. Obviously, when they occur at the end of a trending movement, they are most likely to result in a reversal.

      اب آن لائن

      Working...
      X