Dear members aj ki post main hum technical analysis ko study karen gy or dekhen gy k ye kaisy hota ha or es se trading main kesy help milti ha.
What is technical analysis?
Dear members technical analysis forex market main price charts ko analyse krny ka treka ha jis main market trends , trading volume or historical data ko use kar k market ki possible movements ko judge kia jata ha.
Technical analysis main kisi trading pair ki past ki prices ko present prices se conpare kia jata ha or estrha future prices ki prediction ki jati ha.
Baz oqat technical analysis ko fundamental analysis se mix kia jata ha jo k aik alg chz ha jis main sirf or sirf market k financials py bat hoti ha us main trends or historical data use ni hota.
technical analysis main price k last highs or lows ko mila k trend lines bnai jati hain jis se market k trend ka pata chlta ha.
or past main jahan jahan market ruki hoti on areas ko mark kr k support or resistance ka pata lgaty hain or estra judge kia jata ha k market kahan se kahan tk ja skti ha.
Benefits of technical analysis:
Dear members technical analysis forex main signals generate karny k lye use hota ha or ye forex trading ki base ha tmam bary traders trade karny k lye technical analysis ko use kr k hi market k trend or price ki prediction karty hain.
Technical analysis hr pair py apply hoti ha.
agr aap esko seekh kr use karen to apki trading kafi bhtr ho skti ha or profitable ho skti ha.
Limitations of technical analysis:
Dear members koe b chz 100% prrfect ni hoti or aisy hi technical analysis ki b limitations hain jesa k kbhi kbhi kbhar ho skta ha k market ap k analysis k against move kry ya phr apny trend ko follow na kry.
aisa aksr tb hota ha jb ko big event ho us Currency ka jis py ap trade kar rhy hain to market main volatility bht zada hoti ha or market technicals k against jaa skti ha ya phr market main manipulation b ho skti ha.
Es sorat e hal main loss se bachny k lye apko chahye k stop loss lazmi use karen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим