Hedging Definition;-
Jab ham forex market may kisi bhi pair per hedging ka use kerty huey trade open ker lety hain to hamain phir yeh ehtiyat kerni hoti hai keh ham koi aisi mistake na krain keh hmain continue loss hoty howay account hi wash ho jaey Jesy agar hamm kisi bhi pair per hedging technique use kerty howay trade open ker lety hain to hamain kabhi bhi profit wali trade ko kam profit main close nahi kerna chahiye keh jab ham aik trade ko kuch hi profit main close ker lety hain to is terha hmari second trade jo loss main chal rehi hoti hai us ko continue kerty hain tab hmara loss increase hoty hoty hamara account bhi wash ker sakta hai to is may bahot ehtiat ki zarurat hoti hai keh jab tak market kisi support ya resistance tak na ponch jaey hamain kabhi bhi profit wali trade ko close nahi kerna chahiye.
Technique uses And Benfits ;-
Jab ham aik trade ko support ya resistance per close ker lety hain profit may lekin same support ya resistance break ho jati hai to again hamain same lot say apnay loss wali running trade per bhi hedging laga deni chahiye keh aesa na ho hamara account wash ho jaey keh ham agar again hedging start ker lety hain to hamain zeyada loss nehi hota then hamari next trade close kerny ka point hota hai next support ya resistance to us ky baad jab market reverse move kerty howay kuch loss recover ker leti hai to us waqt tak hmain overall acha profit bhi hasil ho chuka hota hai.
Risk During Hedging ;-
Jab ham kisi pair per hedging technique use kerty hain to hamain kabhi bhi boht bari lot ka use nahi kerna chahiye k beshak ham aik trade to achy profit main close ker lain gy lekin actual may hamain koi profit hasil nahi howa hota tou agar waja sy hi hamari bari lot wali trade continue hmain loss ker rahi hay to hamara account phir bhi wash ho sakta hai.
Hedging karny k liye sab say pehly humy market k support level or resistance level ka pata hona both zarori ha hedging humy tab karni chae ha k jab humara account wash hony lagy ya phir both ziyada loss main ho or mazeed loss ho sakta ho is ley humy is main both ziada ehtiyat karni ho ge forex trading main successful hony k ley humy proper money management or risk management sy trading karni ho gi.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим