Market men pips ki calculation kese ki jay..?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market men pips ki calculation kese ki jay..?
    Trading ke liye knowledge Ka Hona bahut jaruri hai kyunki jab tak hamare pass knowledge Nahin hoga to trading mein bhi kamyabi nahin hogi isliye hamen samajhna chahie ki ham Jab trading mein kam kar rahe hote Hain to hamara profit aur hamara nuksan kaise hota hai aur ham iski calculation kaise kar sakte hain kyunki jis bhi karobar mein ham calculation Nahin karte hain usmein hamen kamyabi Nahin milati Hai kamyabi ke liye hamari calculation Ka Hona bahut jaruri hai aur trading mein bhi ham calculation ke sath kam karte Hain agar ham koi trade open karte Hain to ham pahle market ko acche tarike se dekhte hain ki hamen trading mein Kitna nuksan Hoga aur Kitna fayda hoga aur usi hisab se ham apni trading karte Hain isliye calculation karna bahut jaruri hai trading mein calculation ke liye ham pips ko use use krte hain.

    Definition of PIP in forex:

    Pips k lafzi mani price in percentage k hain, market mein price ki calculation aur percentage nikaalne ke liye ham pipes ko use karte hain aur ise hamen pata chalta Hai ki market kitni upar ja chuki hai aur Market kitni niche ja chuki hai aur Is Tarah se ham market ki calculation karte Hain.
    Market mein agar Kisi bhi currency ya commodity ki price 1 point bhi upar jaani chahie Hoti Hai to ham use ki price ko pipes mein account karte Hain. Forex trading mein in basic chijon ko samajhna bahut jaruri hota hai kyunki jab tak ham ine basic chijon ko Nahin samajhte Hain tab tak hamare liye kamyabi Nahin Hoti Hai isliye trading mein ine basic chijon ko samajhna bahut jaruri hai kyunki Jab hamen Forex ke related batter knowledge hoga to hi hamen Bator success mil sakegi.

    PIP Calculation in the market:

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-05-07T073157.460.jpeg
Views:	1
Size:	24.4 کلوبائٹ
ID:	12527767

    Market mein pipes ke calculation karna bahut jaruri hota Hai aur Market mein ham dekhte hain ki different currencies fair or different commodities ki calculation bhi different hoti hai hamen market mein every pair ki calculation ko samajhna bahut jaruri hai kyunki Jab ham calculation ko acchi tarike se samajh Lete Hain to tab hi ham Apne target ko Sahi tarike se achieve kar sakte hain.
    As example agar market ki price GBP USD 1.3900 chal rahi hai aur Market ki price thodi der ke bad 1.39 50 ho jaati Hai to isase hamen pata chalta Hai ki market 50 points upar chali gai hai Is Tarah se ham market ki pipes mein calculation karte Hain.

    Calculation of Stop-loss & Take Profit according to pip:

    Market mein ham Apne target ko manage karne ke liye bhi calculation jaruri karni padati hai kyunki jab tak ham Apne target ko Sahi tarike se manage Nahin karte tab tak ham market mein Na hi apna account safe Rakh sakte hain aur na hi Apne profit ko lock kar sakte hain kyunki hamen Apne take profit aur stop loss ke liye apps ki calculation karna bahut jaruri Hoti Hai Jab ham acche tarike se calculation Karke Apne target rakhte Hain to Is Tarah se hamara target aasani ke sath ajeeb ho jata hai aur hamen market mein bahut hi kam loss hota hai isliye pips ki calculation karna bahut jaruri hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market men pips ki calculation kese ki jay..?

    pips calculation in trading .
    dosto ajj jo discation chal rhe hai wo hai hmari pips calulation jisy dosto dunia ka koi b qarobar karny se phaly app k pas us ki knowledge hona zarori hoti hai asy hi forex busines hia jis men app k loss air profit ki calulation pips se hoti hi pips ak markzi air ahem hi es k bary jana ashad zaroi hai i. ao mn app ko pips k bary ak ghrap learn krwaon.

    Click image for larger version

Name:	index.png
Views:	4
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12391716

    ye dkhin ap ab pips k mtlaq es se achi jan kari lay pay ge k kisy pips caulatin ki jati hi dosto pips calulation krna bhut ahm air zaroi hi wrna app loss men jay ge . es ki ak air exmapl dta hun mn app ko .

    Click image for larger version

Name:	jjjj.jpg
Views:	1
Size:	6.9 کلوبائٹ
ID:	12391717
    ye app ko es lye etni asani se air show kar k shir krny ka mqsad hi k app achy se jan jayen k pips ki calulatiion kisy ki jati hi aur es ki bary mn stop air profit ki b app ko samj a skay.

    اب آن لائن

    Working...
    X