How apply MACD ;-
MACD darr asal moving average convergence & divergence ka short abbreviation hay.Yeh indicator 1970 mai gerald apple name k trader or software developer nay create kiya tha.Is indicator kay zariye traders ko stocks ki strength, momentum, direction or duration ka pata achy say chalta hay. Yeh indicator issi liye moving average ka indicator kehlata hai kay market ki movement ko monitor ker kay indications day raha hota hai.
MACD say trading Risk minimize ho jata hay ;-
MACD ki best setting 12:26:9 ki samji jati hai or yeh basically aik best technical indicator hai lekin is kay barey mai yeh bhi kaha Jata hai kay yeh indicator intraday trading mai ziyada achay signals nahi daita kiyu kay isay accurate signals dainay kay liye Kam say Kam 9 periods ya 12 ya phir 26 periods interval required hotay hain.MACD indicator hmesha 2 exponential moving averages kay base pay he work kerta Hay.
Info is important about Indicators ;-
Technical indicators ke bare har aik member ko malom hona chahiye MACD indicator take perfect indicator hai jis may different tips use hoti hai jesa k bull bar use hoti hain or bears bar use hoti hain agar aap trading market mein MACD indicator use karna chahty ho to aap ko is ke bare mein pahle complete information hasil karna chahiye or is ki indication level ko study karna ho ga trading market mein main aapko ek baat batana chahta hun agar aap ne trading market mein leading indicators ko use karna hai to aap ko in se perfect information mil sakti hai.
Or aap maximum profit earn kar sakty ho leading indicator to aap ko Forex trading market mein direction predict kartu hain or aap ko guide karty hain ki aap nay trade main entry kab leni hai or kab aap ne exit ho jana hai short term trading ke liye leading indicators aap ki help karty hain or long term trading ke liye legging indicator aap ki help kar sakte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим