Introduction
Asslam O Alaikum kaise hain dosto aap umeed hay ke aap ache honge dosto aaj ka hamara topic hay OBV yani on balance volune indicator on balance volume , momentum ka technical indicator hai,jo keh volume ki changes ko use kar ka prices ki predictions karta hai too ayye dosto is topic ke detail main chalte hain or tafsil ke sath samajhne ke koshish karte hain
History
On Volume Balance aik momentum indicator hai ,jis ko Joe Granville ny apni book ma stock market forex market sa profit lenay ka leay aik new key ka tor per 1953 main introduce krwaya tha jo ke forex se related bohat se trader ke tawajo ka markaz raha
Best Points Of OBV Indicatot
dosto OBV Indicator ke un 10 points par ghaur karte hain jin ke base par yah indicator work karta hay or aik profational trader ke liye in ka janna be had zarore hay
1.OBV volume aur price ko use kar kay buying pressure aur selling pressure ko measure karta hai
2.OBV ka according buying pressure tab evident hota hai, jab positive volume negative volume ko exceed karta hai aur OBV line rise up hoti hai.
3.OBV ka according selling pressure tab evident hota hai ,jab negative volume, positive volume ko exceed karta hai aur OBV line fall down hoti hai.
4.Yeh On balance volume market ma positive aor negitive volume flow ko measure krta hai.
5.Hamen related volume ma changes ka btata hai.
6.Volume ko dekhta huay investors ko help out karta hai, yeh detetrmine karnay ka liay keh kahan per price action head hoga.
7.Is indicator ko is idea py bnaya gia hai ky volume ky mutbiq price precede krti hai.
8.Yeh sum total of volume ko measure krta hai chahy currency in flow kr rahi ho ya out flow kr rahi ho.
9. OBV clear signals generate karta hai jo keh investors ko trade per look at ka liay help krtay hain.
10. Jab price bars bullish ya bearish outcome ko predict ka liay pattern carve out kartay hain to volume crowd sentiment show karta hai.
How Is It Used ?
Forex trading market aik liquid market hai aor isi wajah sy is py jub lot size jis side py zeyada ho market waisy he movement krti hai mean to say agr market ma sell pressure ho ga to market sell ho jay gi aisy he agr buying pressure ho ga to market buy h o jay gi OBV market ma kisi bhi currency ya security py haumen volume ka btatahai ky us py kitnay volume ki trading ho rahi hai ab agr OBV ki bat kren to is ky pechy jo concept hai wo yeh hai ky jub market ma price up move krti hai to yeh zeyada volume ko attract krti hai isma apko yeh dekhna hota hai ky volume previous day ky mukably ma up hai ya down hai uski value kia hai.Jub price up jati hai vollume bhi up jata hai jub pricedown jati hai volume bhi down jata hai. lkn jud divergance hoti hai to volume wahan tk nhi jata jahan tk pehli move py gia tha is sy hamen andaza ho jata hai ky market ma selling ya buying pressure jo tha wo ap weak ho chuka hai aor short term trend change hony wala hai.
Formula:
dosto hamain OBV ke formula ke bare main janne ke koi zarorat nahe hay woh is liye ke is ka jo bhe perametors hain woh aik khud kar yani automatic us spftwear main devolper ke janib se biltin hote han lihaza hamain bass meta trader 4 yah 5 main ya kise or plate form par apply karke use kiya ja sakta hay

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим