Important Discussion about market prices....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important Discussion about market prices....
    Forex market mein hamen prices ke related knowledge Ka Hona bahut jaruri hai kyunki jab tak hamen prices ke related knowledge Nahin hoga to tab tak hamari kamyabi Nahin banegi kyunki yah basic chij hai aur isko samajhna hamare liye bahut jaruri hai hamen market mein pata Hona chahie ki market ki kya price chal rahi hai aur Market mein humne kis pride per apna order lena hai Jab hamen pata Hoga ki market mein hamen kaun si price milane Wali Hai aur humne apna target kis price per rakhna Hai to tab hi ham market mein successful trading kar sakenge.
    Aaj ham market mein ask price aur bid price ke topic per baat karenge ki market mein bid price kya hoti hai aur ask price kya hoti hai kyunki ishq samajhna hamare liye bahut jaruri hai.
    Market mein Jab ham price chart ko open karte hain aur Market mein order lene ke liye price ko dekhte Hain to hamen market mein ek hi time mein 2 prisis milati Hain isliye hamen pata Hona chahie ki ham kaun si price per trade kar rahe hain.

    Bid price:

    Forex market mein Jab ham trading ke liye metatrader 4 ko open karte Hain to hamen vahan per jo left side per price ho rahi ho rahi hoti hai usko ham bid price kahate Hain. Bed price low price hoti hai jo market mein hamen market ki real price milati hai jo international market mein price chal rahi hoti hai usko ham bike price kahate Hain market mein trade lene ke liye hamen trade is price per Nahin milati Hai hamen trade market mein dusri price per milati hai uske bare mein bhi baat karte hain.

    Ask price:

    Jab ham price chart ko open karte Hain to Jo price hamen right side per milati hai vah hamari market ki ask price hoti hai yah vah price hoti hai jo market mein hamen broker ki taraf se Di jaati Hai pahli Jo price Hoti Hai vah market ki real price hoti hai lekin jo price hamen bad mein milati Hai vah hamen broker ki Tarah se Di jaati Hai isko ham market mein ask price kahate Hain. Market mein prices ke bare mein knowledge Ka Hona bahut jaruri hai kyunki jab tak ham market mein prices ke knowledge ke bare mein define Nahin karenge to ham market mein sahi tarike se order Nahin le sakte hain.

    Difference between Bid price and ask price:

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-05-05T102903.877.jpeg
Views:	2
Size:	11.2 کلوبائٹ
ID:	12527565


    Bed price aur ask price ke darmiyan mein jo difference hota hai isko samajhna hamare liye bahut jaruri hai kyunki Jab ham market mein trade ke liye open karte Hain to hamen market mein ek hi time mein tu prices milati hai aur hamen is time samajhna padta hai ki ham market mein kis price per trade ka rahe hote hain ek vah price hoti hai jo market ki real price hoti hai aur ek vah price hoti hai jo hamen broker ki taraf se bhi jaati hai aur hamara order maarpeet mein ask price per active hota Hai iski vajah yah hai ki Jab ham market mein order Lete Hain to broker humse apna spread charge karta hai.
    Market mein ine donon prices ka jo difference hota hai usko ham market ka spread kahate Hain aur iske bare mein hamen knowledge Ka Hona bahut jaruri hai.

    Example:

    As a example Jab ham Kisi exchanger ke pass jaate Hain aur apni Pakistani currency ko US dollar mein convert karva rahe hote hain to use time per vah Mani exchange hai humse exchange ke charge vasul kar raha hota Hai isko ham charg trading mein spread kahate Hain spread ka matlab hota hai ki broker market mein apni fees charge kar raha hai.
    Market mein Jab hamen prices ki basic Ka pata hoga to tabhi ham Apne kam ko behtar banaa sakte hain kyunki jab tak hamen RX market ki basic ka knowledge Nahin hoga to tab hamara kam bilkul bhi behtar Nahin ho sakta hai isliye market mein Forex ke basic Ka pata Hona bahut jaruri hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Important Discussion about market prices....
    • [*=center]FOREIGN EXCHANGE MARKET ?


    • [*=center]The international business context requires trading and investing in assets denominated in differentcurrencies. Foreign assets and liabilities add a new dimension to the risk profile of a firm or aninvestor's portfolio: foreign exchange risk. This chapter has two goals. First, this chapter introducesthe terminology used in foreign exchange markets. Second, this chapter presents the instrumentsused in currency markets



    Introduction to the Foreign Exchange Market


    ek vinimay dar sirph ek mooly haivideshee mudra (epheks ya videshee mudra) baajaar vah baajaar hai jahaan vinimay daren nirdhaarit kee jaatee hain.vinimay daren ve tantr hain jinake dvaara vishv mudraen vaishvik mein ek saath bandhee hotee hainbaajaar, ek mudra kee keemat doosare ke sandarbh mein pradaan karana. ek vinimay dar ek mooly hai, vishesh roop se do mudraon kee saapeksh keemat.



    Price of Milk and the Price of Foreign Currency ?



    ek vinimay dar arthavyavastha mein ek aur keemat hai. aaie vinimay dar kee tulana . kee keemat se karendoodh. maan leejie ki uparokt ka upayog karate hue ek gailan doodh kee keemat 2.50 amerikee dolar ya 2.50 amerikee dolar/doodh haivinimay dar baajaar sanketan. jab ham doodh kee keemat lagaate hain, to har us vastu kee ek ikaee ko sandarbhit karata hai jise khareeda ja raha hai - doodh ka gailan. jab ham vinimay daron kee keemat lagaate hain, to bhaajak vishesh roop se ek mudra kee ek ikaee ko sandarbhit karata hai. isalie, har mein mudra ko us mudra ke roop mein sochen jise aap khareed rahe hain.vinimay dar sirph ek keemat hai, lekin yah ek mahatvapoorn hai: sent isamen bahut mahatvapoorn bhoomika nibhaata haiarthavyavastha kyonki yah seedhe aayaat, niryaat aur seema paar nivesh ko prabhaavit karatee hai. isaka ek apratyaksh haiany aarthik charon par prabhaav, jaise ghareloo mooly star, peedee, aur vaastavik majadooree.udaaharan ke lie: jab sent badhata hai, to yooesadee mein videshee aayaat adhik mahanga ho jaata hai. phirghareloo mooly star peedee badhata hai aur is prakaar, vaastavik majadooree ghat jaatee hai (kray mein kamee ke maadhyam seshakti). saath hee, jab sent badhata hai, to yooesadee moolyavarg ke saamaan aur sampattiyaan adhik kiphaayatee hotee hainvideshiyon. videshee amerika mein adhik saamaan aur sampatti khareedate hain (niryaat, achal sampatti, baand, kampaniyaan,ye kaarak samagr maang ko badhaate hain aur is prakaar, sakal ghareloo utpaad mein vrddhi hotee hai.santulan vinimay dar aur videshee mudra jokhim kisee bhee any baajaar kee tarah, maang aur aapoorti ek mudra kee keemat nirdhaarit karatee hai. kisee bhee samay, kisee die gae desh mein, vinimay dar videshee mudra kee maang aur videshee mudra kee sambandhit aapoorti kee paraspar kriya dvaara nirdhaarit kee jaatee hai. is prakaar, eksachenj

    اب آن لائن

    Working...
    X