Double bottom candlestick pattern ki discussion...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Double bottom candlestick pattern ki discussion...
    Candlestick ke analysis karna bahut jaruri hai kyunki candle stick analysis se hamen bahut hi acchi information mil jaati hai aur hamen is se new patterns mil jaate Hain Jin per ham trading Karke market mein bahut hi achcha profit banaa sakte hain kyunki candle stick mein aise bahut se pattern hai jo hamen market mein new entry provide Karti Hain aur jinki vajah se hamen kafi acchi trade mil jaati Hain.
    Jo trader Apne analysis ko perfect banaa lete hain aur candle ke related achcha experience aur knowledge rakhte Hain to vah hamesha hi kamyab hote hain kyunki candle stick patterns mein aise bhi bahut se important pattern bante Hain jinki vajah se hamen market mein bahut acchi trade milati Hai ham aaj jis topic per baat karenge use topic ka name double bottom candle stick pattern hai yah pattern bahut hi famous aur important pattern hai aur Market mein hamen kafi acchi reversal trade Deta Hai jiski vajah se ham achcha khasa profit banaa sakte hain.

    Double bottom candlestick pattern:

    Candlestick mein yah Kaisa pattern hota Hai Jab market down trend mein movement kar rahi hoti hai aur is time yah pattern same 2 level per Apne lowest point banata hai Jab market price chart mein same 2 levels per bottom area banati Hai to isko ham double bottom candle stick pattern kahate Hain.
    Double bottom candlestick pattern reversal trade ke liye bahut hi important pattern hota hai kyunki Jab down train mein movement complete ho jaati Hai aur market price same to levels bottom banati Hai to tab hamen market ki bahut hi acchi confirmation mil jaati Hai.
    Confirmation ke milane ke bad ham market mein bahut acchi trading kar sakte hain isliye is pattern ki identification karna bahut jaruri hai kyunki pahle hamen market ki identification karni padegi FIR ham market mein trade kar sakte hain.

    Identification of double bottom candle stick pattern:


    Click image for larger version

Name:	images (88).png
Views:	30
Size:	10.7 کلوبائٹ
ID:	12527555

    Double bottom candlestick pattern ki identification karne ke liye hamen sabse pahle market ka trend dekhna padta hai agar market mein down train chal raha ho to tab ham is pattern ki adultfication kar sakte hain kyunki is pattern ki dentification hamen down trend mein milati hai Jab market mein hamen down trend mil jata Hai to tab ham market ki identification bahut hi aasani ke sath kar sakte hain.
    Double bottom candlestick pattern ki identification ke liye down trend ka hona lajmi hai kyunki yah pattern down trend mein banta hai.
    Market Jab down train mein jaati Hai to ek bottom level se revers a jaati hai aur fir se market again down Jana shuru kar deti hai aur FIR ek low point banati hai.
    Jab market ki same 2 points per Apne bottom levels banati Hai to tab ham is market ko double bottom candle stick pattern kahate Hain.

    Trading with double bottom candlestick pattern:

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-05-05T092839.872.jpeg
Views:	4
Size:	42.4 کلوبائٹ
ID:	12527553


    Trading ke liye double bottom candlestick pattern ek bahut hi achcha pattern hai aur ham yahan se bahut hi acchi aur profitable entry le sakte hain iske liye hamen pahle down trend ko analyse Karna Hai Jab market mein ham down train ko analyse Kar le to fir hamen market ke bottom level ko analyse Karna Hai Jab market ek bottom level banakar dobara se aap trend mein aana shuru ho jaaye aur FIR down train Jana shuru ho jaaye aur fir se agar bottom level banati hai aur yah bottom level sem Tu level per bante Hain to tab hamen market ki confirmation milati hai aur tab ham market mein intezar karte hain aur jab market Kisi minar resistance level se break out Karti Hai to tab ham is market karte Hain.
    Jaise hi market breakout ki confirmation provide Karti Hai to tab ham use time bahut hi acchi trade le sakte hain aur vah trade hamen kafi achcha profit de sakti hai kyunki ismein hamen kafi long term trade mil jaati Hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Double bottom candlestick pattern ki discussion...

    Double Bottom Pattern

    Double bottom pattern bullish se reversal ka patteren hai jo bearish trend ke bottom k leye hota hai aur is baat ka ishara deta hai ke sellers, jo ab tak price action ke control mein thay, raftaar kho rahay hain. do chone walay kam aur trend ki semat mein bearish trend se oopar ke trend mein tabdeeli ki wajah se patteren harf "W" se mushabihat rakhta hai. Yeh dekhte hue ke ain aik hi qeemat par do bottoms haasil karna taqreeban namumkin hai, jab tak ke yeh dono neechay aik jaisi qeemat par hon, usay patteren ki taoseeq ke liye kaafi samjha jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1008).png
Views:	3
Size:	6.2 کلوبائٹ
ID:	12423451

    Double Bottom Pattern ki Wazahat


    Double bearish ya neechay ke trend ke ekhtataam par hota hai. jaisa ke qeemat ka amal kam hota hai, nichli oonchaiyon aur nichli sthon ko print karte hue, pichlle kam ko dobarah jhanchne ke liye dobarah kam honay se pehlay qeemat dobarah barh jati hai. Jaisa ke takneeki tajzia ka bunyadi usool kehta hai ke do baar chone wali kam support level ban jati hai, baichnay walay pichli kam se neechay, nai kam print karne se qassar hain, jo kharidaron ko qeemat ko ouncha karne ka mauqa faraham karta hai. nateejay ke tor par, hamaray paas do neechay hain - do neechay - jo khat" w" se mushabihat rakhtay hain. Doosri taraf, pehlay neechay ke baad rebound ka sab se ouncha nuqta patteren ke liye muharrak samjha jata hai. Rebound ke sab se ounchay maqam par aik ufuqi lakeer khenchi jati hai, jisay"neckline" kaha jata hai.
    Chunkay patteren down trained se shuru kya jata hai aur up trained mein hatmi shakal di jati hai, is liye double bottom patteren ko taizi se reversal patteren samjha jata hai. jab qeemat ka amal gardan ke oopar toot jata hai to patteren fa-aal ho jata hai. is terhan, qeemat ka amal is soorat e haal se badal jata hai jahan yeh nichli satah aur nichli oonchai peda karta hai, aisi soorat e haal ki taraf jahan yeh aala kam aur ziyada oonchai ka rujhan shuru karta hai. Aam tor par yeh samjha jata hai ke apni takhleeq ke darmiyan mukhtasir doraniye ke sath lagataar do bottoms pareshani ka baais ho satke hain, kyunkay is ka matlab hai ke neechay ka rujhan bohat mazboot hai, is terhan, murawaja mandi ka rujhan jari rehne ka imkaan hai. is wajah se, sab se ziyada muaser double neechay ke patteren woh hain jo do neechay ke darmiyan aik khaas waqt ke sath hotay hen.

    Click image for larger version

Name:	images (572).jpeg
Views:	9
Size:	47.3 کلوبائٹ
ID:	12423452

    Double Bottom Pattern Ka Istemal


    Aik double neechay patteren wahan ke sab se mazboot ulat patteren mein se aik hai. chunkay yeh do bottlon par mushtamil hai, is liye yeh bohat aam namona nahi hai. phir bhi, aik baar shanakht honay ke baad, patteren rujhan ki simt mein tabdeeli ki pishin goi karne mein bohat muaser hai. Is ki sab se barri taaqat yeh hai ke yeh is ke khilaaf khailnay ke liye wazeh tor par tay shuda sthin paish karta hai. naik line khatray ko nishaan zad karti hai aur patteren ke fa-aal honay ke baad yeh take praft ka taayun karne mein madad karti hai. lehaza, double neechay ki sahih drawing bohat ahem hai. Double neechay patteren ki ahem had yeh hai ke yeh aik mutazaad hikmat e amli hai. yeh nah bhulen ke majmoi rujhan mandi ka hai aur hum yahan" taweel" tijarat khail rahay hain. lehaza, khatrah hamesha rehta hai ke market isi simt mein agay barhay gi. is wajah se, market mein daakhil honay se pehlay deegar takneeki isharay ke tanazur mein Muawin awamil se mahswara karna zaroori hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1007).png
Views:	1
Size:	18.2 کلوبائٹ
ID:	12423453
    • #3 Collapse

      Re: Double bottom candlestick pattern ki discussion...

      Introdiction.".Candlestick ke analysis karna bahut jaruri hai kyunki candle stick analysis se hamen bahut hi acchi information mil jaati hai aur hamen is se new patterns mil jaate Hain Jin per ham trading Karke market mein bahut hi achcha profit banaa sakte hain kyunki candle stick mein aise bahut se pattern hai jo hamen market mein new entry provide Karti Hain aur jinki vajah se hamen kafi acchi trade mil jaati Hain.
      Jo trader Apne analysis ko perfect banaa lete hain aur candle ke related achcha experience aur knowledge rakhte Hain to vah hamesha hi kamyab hote hain kyunki candle stick patterns mein aise bhi bahut se important pattern bante Hain jinki vajah se hamen market mein bahut acchi trade milati Hai ham aaj jis topic per baat karenge use topic ka name double bottom candle stick pattern hai yah pattern bahut hi famous aur important pattern hai aur Market mein hamen kafi acchi reversal trade Deta Hai jiski vajah se ham achcha khasa profit banaa sakte hain.

      Double BottomCandlestick Pateren





      Candlestick mein yah Kaisa pattern hota Hai Jab market down trend mein movement kar rahi hoti hai aur is time yah pattern same 2 level per Apne lowest point banata hai Jab market price chart mein same 2 levels per bottom area banati Hai to isko ham double bottom candle stick pattern kahate Hain.
      Double bottom candlestick pattern reversal trade ke liye bahut hi important pattern hota hai kyunki Jab down train mein movement complete ho jaati Hai aur market price same to levels bottom banati Hai to tab hamen market ki bahut hi acchi confirmation mil jaati Hai.
      Confirmation ke milane ke bad ham market mein bahut acchi trading kar sakte hain isliye is pattern ki identification karna bahut jaruri hai kyunki pahle hamen market ki identification karni padegi FIR ham market mein trade kar sakte hain.

      Double Botoms Patterns ka Istaml kasay hai



      Aik double neechay patteren wahan ke sab se mazboot ulat patteren mein se aik hai. chunkay yeh do bottlon par mushtamil hai, is liye yeh bohat aam namona nahi hai. phir bhi, aik baar shanakht honay ke baad, patteren rujhan ki simt mein tabdeeli ki pishin goi karne mein bohat muaser hai. Is ki sab se barri taaqat yeh hai ke yeh is ke khilaaf khailnay ke liye wazeh tor par tay shuda sthin paish karta hai. naik line khatray ko nishaan zad karti hai aur patteren ke fa-aal honay ke baad yeh take praft ka taayun karne mein madad karti hai. lehaza, double neechay ki sahih drawing bohat ahem hai. Double neechay patteren ki ahem had yeh hai ke yeh aik mutazaad hikmat e amli hai. yeh nah bhulen ke majmoi rujhan mandi ka hai aur hum yahan" taweel" tijarat khail rahay hain. lehaza, khatrah hamesha rehta hai ke market isi simt mein agay barhay gi. is wajah se, market mein daakhil honay se pehlay deegar takneeki isharay ke tanazur mein Muawin awamil se mahswara karna
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Double bottom candlestick pattern ki discussion...

        Double bottom candlestick pattern:

        Double bottom sy murad hai ky jab aik dafa market aik point sy reverse ho ker up trend main chali jati hai to phir market aik aur dafa down ja kar same point sy retracement leti hai to double support ban jati hai to usko double bottom bhi kehty hain ky jab market double bottom sy retrace leti hai to phir kafi zyada movement bhi kerti hai up trend main to jab bhi humein technical analysis kerty huwe double bottom pattern nazar aay aur market upward movement start ker chuki ho to humein aesy time per buy ki trade laga leni chahiay ky hamesha double bottom ky baad jab market up trend main move karti hai to woh bohot zyada up ho jati hai to aesy time main agar trade open ho to bohot achi earning ho sakti hai.

        Click image for larger version

Name:	fgg.jpg
Views:	2
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12423576
        Benefits of Double bottom candlestick pattern:

        1: Is pattern mein buy ka trend lamba chalta ha, is mein profit ziada hota hy.
        2: Is pattern mein stop loss bohot hi kam hota ha, qun ky market ne reverse jana hota hy.
        3: Yeh aik technical indicator hy jo buy trend ko identify karnay ky liye use kiya jata ha.

        How to Trade with the Double bottom candlestick pattern:

        Double bottom candlestick chart pattern mein aksar bohot sary pattern bnty hain aur unko professional traders aur investors different tareeky sy percept krty hein lekin maximum trader ki raye yehi hoti hai ky market apna trend change krti hai matlab down trend over ho jata hai aur bullish trend start ho jata hai
        Trading market ma candlestick chart ko bohot powerful smjha jata hai Forex trading business sab sy bara technical tool trading chart hi hai trading chart ky ander different time frame hain lekin agar ap higher time frame use kren gay to iski achi predictions milen gi aur double bottom on pattern agar 4h ya is sy bary trading chart py bny to yeh ziada perfect ho ga.
        Click image for larger version

Name:	hjhj.jpg
Views:	4
Size:	11.4 کلوبائٹ
ID:	12423577

        اب آن لائن

        Working...
        X