Bearish belt hold candlestick pattern:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish belt hold candlestick pattern:
    Forex trading mein agar successful hona hai to different patterns aur candlesticks ko understand karna bahut ziada important hai, inhi patterns mein sa aik hai, bearish belt hold candlestick pattern, esko define kartay hain:
    Aik aisa pattern jo keh upward trend mein form hota hai esko bearish belt hold candlestick patterns kehtay hain, eski specification kuch es tarah hain:
    1. Bullish trades ka stretch ko follow kartay huay , aik bearish ya black candlestick formation hoti hai.
    2. Opening price jo keh din ka liay high ban jati hai, previous day ki close sa higher hoti hai.
    3. Stock price throughout day decline karti hai, jiski waja sa long black candlestick formation hoti hai, jiska lower shadow short hota hai air upper shadow nahin hota.
    Esko aik picture sa show kia ja sakta hai:
    Click image for larger version

Name:	IMG_20220406_195044.jpg
Views:	4
Size:	46.2 کلوبائٹ
ID:	12527508

    Es picture mein , peak point per highest price ko opening price show kia gya hai, aur es black bodied candlestick mein closing price ko day ki lowest price show kia gya hai.

    Important:
    Bearish belt hold ko bahut ziada reliable consider nahin kiya jata q keh iski occurrence frequently hoti hai, aur mostly yeh preceding future share prices mein incorrect consider hota hai.

    Explanation:

    Bearish belt hold aik aisa signal hai jo keh , investor sentiment mein bullish sa bearish ki taraf reverse signals provide karta hai, yeh reliable bhi nahin hota q keh yeh bahut ziada occur hota hai, future mein share prices ko predict karnay ka liay bhi yeh incorrect hota hai. Jesa keh dosray candlestick charting pattern mein , two days sa ziada ki trading ko consider kia jata hai , jab trends ki prediction ko dekha jata hai. Yeh acha pattern hai per eski non reliable nature ki wja sa ziada use nahin kia jata.
    Bearish belt easily spot hotay hain lekin esko confirm karna chahie, jo keh periods ko looking karnay sa understand hota hai jo keh beyond day period extended hotay hain. Previous day ki candlestick clear uptrend mein honi chahiay, jis sa confirm hota hai keh sentiment change ho chuki hai. Signals ki validity ko affirm karnay ka liay , candlestick ko long hona chahiay, next session ki candlestick bhi bearish honi chahiay.
    Jab aap market mein is candlestick pattern ko properly recognise kar lete hain to iske bad aapko market mein according to rules and regulation iski interpretation karna hoti hai.
    1.Sabse pahle aapane according to time frames apna target select karna hota hai kyunki jitna minimum time frame hoga iska target itna hi minimum ho sakta hai .
    2.Apko market mein hamesha jyada se jyada advantages hasil karne ke liye time frames per focus karna hota hai.
    3.Jab aap market mein jyada se jyada advantages hasil karne ke liye is candlestric pattern ki identification kar lete hain to uske bad aapko seling confirmation ke bad entry Lena hoti hai aur apne targets ko achieve karna hota hai.
    Esko mazeed aik picture sa dekhtay hain:
    Click image for larger version

Name:	IMG_20220406_201344.jpg
Views:	4
Size:	73.9 کلوبائٹ
ID:	12527509

    Es picture mein market ka uptrend mein simple way mein pattern ki formation ko dikhaya gya hai. Pattern ki formation bahut ziada simple hai es sa marked candlestick ko dekh ka market mein bahut ziada faida hasil kia ja sakta hai, yeh pattern repeat ho raha hai, is picture mein bhi 2 br esko show kia gya hai. Es picture sa apko achay sa understanding mil gai hogi.

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bearish belt hold candlestick pattern:

    BELT HOLD PATTERN:

    Belt-Hold lines ik candlestick pr depend kar rha hota hai Jisko aap Marobuzu candlestick bhi sakte hain. Ya Ek Aesi candlestick Hoti Hai Jiski long body hoti hai aur iski Shadow Nahi Hoti is candlestick ko aap belt hold lines keh skty hain . Jb aap is candlestick ko carefully follow krte hain aur focus krte hain to aapko yah Idea hota hai ki yah bearish bhi ho sakti hai aur bullish bhi ho sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	23
Size:	24.5 کلوبائٹ
ID:	12391492

    Bullish belt-hold lines:

    Ye pattern tb form hota ha jb last candle bearish candle ho. New candle isky low say nechy ya same point say open ho aur achank rise hoti rhy, yahan tak keh ye previous period ki candle k high ko bhi cross kar gaye. Aur isky bad kuch down aye aur up side per bilkul samall wick bnaye. Is candlestick ki base per hm trend ki reversal per trade lga skty hain. Yani buy kr skty hain. Lkin is k liye timely entry air timely exit ko mad-e-nazar rkhty howe stop loss aur take profit ka use krna chahiye. Ye pattern short time frames ki bagaye daily and weekly time frames main kisi had tak reliable samjha gata ha.

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	2
Size:	8.5 کلوبائٹ
ID:	12391493

    Bearish aur belt hold lines mein market ki price bhut ziada high level per move kr rhi hoti hai is level pr Jesy he market ki price Wapis hoti hai to usi Wqt barrish belt hold lines banti hain. Jab is candlestick pattern mn market ki price rivers mrti Hai To Hamen ismn trade Lga Deni chahiye. Iska trade lagakar Ham is pattern se Acha profit Hasil kar skte hain . Is mein kam karte waqt Hamen in Tamam Pattern ko achi Tarah Se learn kr Lena chahiye aur in Kitna different types ke bare mein bhi achi information kar leni chahiye Ta ki Hm Inko Forex trading mn kam krte hain use kar sakain.
    • #3 Collapse

      Re: Bearish belt hold candlestick pattern:

      Assalamu Alaikum Dosto!


      Bearish Belt-Hold Line Candlestick Pattern


      Bearish belt-hold line candlestick pattern price chart par aik leading indicator k tawar par kamm karne wala two days ka aik bearish trend reversal pattern hai, jo k bullish trend k dowran prices k semat k change hone se pehle hi trend reversal ka signal de deta hai. Pattern ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jo k sabeqa trend k mutabiq hoti hai, jab k dosre din ki candle aik bearish candle hoti hai, jo open pehli candle k lower gap main hoti hai, lekin close ussi k darmeyan ya midpoint se kam par hoti hai. Ye candle prices k higher position yanni bullish trend k dowran aik strong prices ki pullback karti hai, jiss se market ka maojoda trend khatam ho jata hai. Pattern ki dosri candle ka lazmi pehli candle k real body main midpoint se below close honi chaheye, yanni dosri candle ko pehli candle k high price ya open price se below close nahi honi chaheye.

      Click image for larger version

Name:	images (2) (11).jpeg
Views:	30
Size:	11.3 کلوبائٹ
ID:	12391497

      Candles Formation


      Bearish belt-hold line candlestick pattern ki dosri candle k bearish hone k baad market main investor trend badalne par majbor hote hen. Jiss se prices new semat bearish trend ko follow karna shoro karti hai. Pattern main shamil dono candles mukhtalif pattern ki hoti hai, jiss mein pehli candle bullish aur dosri bearish hoti hai, jiss ki tafseel darjazel tarah se hoti hai:

      Click image for larger version

Name:	images (2) (30).png
Views:	29
Size:	1.4 کلوبائٹ
ID:	12391498

      1. First Candle: Bearish belt-hold line candlestick pattern main pehli candle aik bullish candle hoti hai, ye candle price k uptrend ko show kar rahi hoti hai, jo k white ya green color ki candle hoti hai. Ye candle aik strong real body main banti hai, yanni candle ki real body shadow se ziada hoti hai.

      2. Second Candle: Bearish belt-hold line candlestick pattern ki dosri candle aik bearish candle hoti hai, jo k open to pehli candle k top par gap main hoti hai, lekin close pehli candle k real body k darmeyan se nechay hoti hai. Ye candle color main black ya red hoti hai, jo k bullish trend ko khatam karti hai, aur prices k bearish trend reversal ka sabab banti hai.

      Explanation

      Bearish belt-hold line candlestick pattern main two days candlestick ki pehli bullish candle ke baad, agli candle, jo k wazih tawar par aik bearish candle hoti hai, se gap main open hoti hai, yanni pehli candle se ooper open hoti hai, aur phir pichli candle ke 50% retracement ya darmeyan ke nechay wapas band ho jati hai. Yeh pattern price chart par talaash karna bohat aasaan hai, bunyadi tor par yeh chart patteren hamaray liye jis cheez ko jo ziada numaya kar raha hai, woh market k jazbaat mein aik bearish tabdeeli hai. lehaza, hum jantay hain ke ibtidayi tor par buyers walay control mein thay, jis ki wajah se bullish candle ke douran price higher jati hai, lekin agli candle bearish banne se prices mazeed ooper jane se ruk jati hai.

      Click image for larger version

Name:	images (2) (29).png
Views:	38
Size:	10.6 کلوبائٹ
ID:	12391499

      Trading

      Bearish belt-hold line candlestick pattern wese to bazate-khud aik bearish signal deta hai, lekin dosre indicators jaise RSI, CCI, MACD indicator aur stochastic oscillator k sath yakja karke istemal karne par aik achah result deta hai. Pattern price action k tawar par bullish trend ya high price area main sell ka signal deta hai, jiss k leye indicators par overbought zone ya aik confirmation candle ka hona zarori hai. Confirmation candle bearish real body main honi chaheye aur dosri candle k bottom par close honi chaheye. Lekin agar pattern k baad bullish candle banti hai, to uss sorat main trade entry nahi karni chaheye. Stop Loss pattern k sab se higher ya dosri candle k top se two pips above set kia ja sakta hai.

      Click image for larger version

Name:	images (2) (31).png
Views:	7
Size:	10.2 کلوبائٹ
ID:	12391496
      • #4 Collapse

        Re: Bearish belt hold candlestick pattern:

        Bearish Belt Hold Candlestick Pattern


        Bearish belt hold line pattren bohut hi ziada bante hen aur is ko sahi mano me samajhne ki bohut hi ziada zarorat hai. Bearish belt-hold line pattern hamen strongly ishara deti hai k ab se trend uptrend k leye inverse hoga. Aam tawar par ye pattren do dino k darmeyane hese me ziada bante hen jab market ki movement normal up down ho rahi hoti hai. Pattern do candles par mushtamil hota hai, jiss ki 1st candle aik white candle hoti hai, white candle aik normal real body wali bullish candle hoti hai.

        Click image for larger version

Name:	images (28).jpeg
Views:	1
Size:	11.4 کلوبائٹ
ID:	12391501

        Pattern ki Pehchan k Rules

        1. Bearish Belt-Hold Line Pattern high prices area ya bullish trend me banne ki waja se aik bearish trend reversal pattern hai.
        2. Pattern ki 1st candle aik bari real body wali white candle hoti hai, jo k bullish trend ko zahir kar rahi hoti hai.
        3. Pattern ki 2nd candle aik bari real body wali black candle hoti hai, jo k open to bullish trend k last white candle k baad hoti hai, lekin close bullish trend k white candle k real body k darmeyan me hoti hai.
        4. Pattern ki 2nd black candle ki upper side pe koi shadow nahi hota hai, jab k lower side pe shadow ho sakta hai, lekin wo bhi candle k size se kam hona chaheye.


        Click image for larger version

Name:	images (31).png
Views:	1
Size:	3.5 کلوبائٹ
ID:	12391502

        Pattern ki Tafseel


        Bearish belt hold line pattern se market ki downtrend jane ka ishara melta hai. Pattern ki 1st candle k baad 2nd candle ussi k closing price par open hone ki bajaye top gap main open ho kar midpoint se nechay close hoti hai. Normal ye pattern ziada tadad main bante hen, lekin top prices ya bullish trend main banne par ye prices ko bearish trend reversal main badale par majbor karti hai. Pattern ki 1st candle shadow samet ya shadow k bagher ho sakti hai, jab k 2nd candle k upper side ya open side par shadow ya wick nahi hona chaheye. Pattern main dono candles aik dosre k opposite direction main open hote hen.

        Click image for larger version

Name:	images (27).jpeg
Views:	16
Size:	18.1 کلوبائٹ
ID:	12391503

        Pattern par Trading ka Amal


        Bearish belt hold line pattern bearish trend ki indication deta hai, jiss par sell ki entry ki jati hai. Pattern k baad aik confirmation candle ka hona zarori hai. Ye candle real body main black honi chaheye, jo k 2nd candle k bottom main ban jati hai. Pattern k baad white candle banne se pattern trading invalid ho jayega, jab k indicator aur oscillator par value overbought zone main honi chaheye. Pattern ziada reliable na hone ki waja se stop loss ka istemal zarrori hai.

        Click image for larger version

Name:	images (29).jpeg
Views:	7
Size:	40.1 کلوبائٹ
ID:	12391500
        • #5 Collapse

          Re: Bearish belt hold candlestick pattern:

          Assalamu Alaikum Forex members aaj ka Hamara topic Barish belt hold candlestick pattern say related hai
          Introduction of barrish belt hold candlestick pattern:
          bearish belt easily sport hote hain lekin isko confirm karna chahie Jo ke periods ko looking karne ke se understand hota hai jo ki on day period stand hote hain previous day ki candlestick clear up trend mein nahi honi chahiye jisse confirm Hota Hai ke sentiment change ho chuki hai signal ki validity ko apram karne ke liye candlestick ko long hona chahiye

          Click image for larger version

Name:	belt-hold-pattern1-copy.jpg
Views:	3
Size:	11.5 کلوبائٹ
ID:	12399440
          What is bearish belt hold pattern:



          A bearish belt hold is candlestick pattern that forms during an upward trend. This is what happens in the pattern: Following a stretch of bullish trades, a bearish or black candlestick occurs. The opening price, which becomes the high for the day, is higher than the close of the previous day.
          Explanation:
          where is belt hold Ek Aisa signal hai jo ke investor sentiment Mein police se Barish Ki Taraf reverse signal provide Karta Hai yah reliable bhi nahin Hota Kyunki Yeh bahut jyada hota hai future Mein share price ko predict karne ke liye bhi yah incorrect hota hai Jaisa ki dusre candlestick chatting pattern Mein 2 days Se Jyada ki training ko consider Kiya Jata Hai Jab friends ki prediction Ko Dekha Jata Hai yah Achcha pattern Hai per iski non reliable nature ki vajah Se Jyada use nahin kiya Jata
          How to trade berish belt hold candlestick pattern:
          very belt hold line candlestick pattern waise toh bajate ho ek Baarish signal deta hai lekin dusre indicator Jaise RSI ccimacd indicator or oscillator ke sath Yagya ke istemal karne per Ek Achcha result Deta Hai pattern price action ke Tower se Bully stunt ya high price area Mein Sel ka signal deta hai

          Click image for larger version

Name:	How-long-did-GSP-hold-the-belt.jpg
Views:	1
Size:	195.6 کلوبائٹ
ID:	12399441

          • #6 Collapse

            Re: Bearish belt hold candlestick pattern:

            BELT HOLD CANDLESTICK PATTERN

            Ek ke sath further agar aap notice Kare to belt hole candlestick pattern 1 initial hota hai formation Mein unique candlestick pattern Hai yah single candlestick pattern hota hai jo offer Karta Hai split karta hai signal ko current market ki direction ke sath Ham ismein further eunykta action ko simplified karte hain understand Karte identify Karte pattern ko jo ke lund connect Kiya Jata Hai Specific way Mein Ham state ko effectively dekhte hain 25 karne ke liye Hamen understanding karni hai in pattern ko understand Karte Rahana chahie

            Click image for larger version

Name:	BullishBeltHoldDiagram.jpg
Views:	25
Size:	17.6 کلوبائٹ
ID:	12399484

            HOW TO IDENTIFY THE BELT HOLD CANDLESTICK PATTERN

            Belt hole pattern candlestick pattern Ham extension hota hai Jisko Ham bilkul prefer Nahin Karte ke yahan Ham yahan se higher Trickle Karen point ko Har point starter ji ka Ham use Karen in point ke sath Ham shadows ko dekhte hain option dekhte hain market mein jo Hamen Nazar Aati Hai yah candles ki options to make anda ki study ke liye help Karti Hai yah vah trading point Hote Hain Jo ke trader ko profit bhi Dete Hain aur trailer inhin point ki bhej per trade Hasil karte hain Bina trading Ke Bina knowledge ke Ham trade Mein profit generate nahin kar sakte hain Mitate ke apne knowledge ko maintain karna chahie Hamen Ek Baras Ke point ko understand karna hai Usi point ke sath Hamen Ek acchi trade bhi Karni chahie

            WHAT DOES THE BELT HOLD CANDLESTICK PATTERN MEAN?

            bearish belt hold candlestick pattern ka matlab yah hai ki Aap Yahan per a shape karte ho bottom or top ko aath significant karte ho market ko aap on significant Munh Ko understand Karte Ho Har point ko understand Karte Ho Jo trading main aapko Diya Jata Hai Din point se aap trade karte hain lekin vo trader Jo market Mein acchi trade open nahin kar rahe ho market to understand nahin kar rahe unko Sab point ko understand karne mein Kafi Dada Mushkil Ka Samna bhi karna padta hai Kyunki vah significant features ko belt Nahin Karte Aage Nahin Karte aur boat kar rahe hain market ke har point ko Har situation ko Yahi point market main aapko trade ke liye kam Aate Hain aap ground Dekhte Ho game Dekhte Ho ki Kaise market Mein Ek Din Hasil kar sakte hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Bearish belt hold candlestick pattern:

              bearish belt hold pattern Belthold candle bullish b ho sakti ha aur bearish b,bullish belthold downtrend ma bnti ha, is ma aik rising candlestick hoti ha jo high k kareeb open hoti ha aur low par close hoti ha, isi tarah bearishbelthold ma aik dark candle hoti ha jo uptrend ko show karay gi, is ma opening pichlay din ki closing sa high hogi, isko ziada reliable nhi smjha ja sakta, prices ki kami ki waja sa aik long black candle bnti ha jiska lower shadow bht thora hota ha aur upper shadow nhi hota, in candlesticks ki lambai aik mumkin potential change ka ishara daiti ha, jb bullish aur bearishbelthold tb behtar reliable ho sakti hain jb ye market ki hadood k kareeb zahir hoti hain, jo trend line, support and resistance ya moving average sa zahir hota ha, beld hold us waqt ziada aham hoti hain jb ye dusri candle sticks k pattern ka hisa bnti hain jin ma dark cloud pattern ya engulfing pattern shamil hain, lihaza hmain forex sa related apni knowledge aur information ko enhance aur updated kartay rehna chaoay ta k hm different patterns aur indicators ko easily samajh sakain jis sa hmain market ya trend ki moment ka andaza ho sakay aur hm thek trades open kar paen, agr hmari learning behtar nhi hon gi to hm sa miatakes hon gi jo loss ka sabab bn jaen gi jis sa hmain forex ma nakami ho gi, is liay mehnat k sath kam karain ta k forex k tools, indicators aur chart patterns k sath sath candlesticks sa trade k liay indication hasil kar sakain.explanationyeh pattern tb banta ha jb last candle bearish candle ho. New candle isky low say nechy ya same point say open ho aur achank rise hoti rhy, yahan tak keh ye previous period ki candle k high ko bhi cross kar gaye. Aur isky bad kuch down aye aur up side per bilkul samall wick bnaye. Is candlestick ki base per hm trend ki reversal per trade lga skty hain. Yani buy kr skty hain. Lkin is k liye timely entry air timely exit ko mad-e-nazar rkhty howe stop loss aur take profit ka use krna chahiye. Ye pattern short time frames ki bagaye daily and weekly time frames main kisi had tak reliable samjha jata hai.dosri candle k bearish hone k baad market main investor trend badalne par majbor hote hen.

              Jiss se prices new semat bearish trend ko follow karna shoro karti hai. Pattern main shamil dono candles mukhtalif pattern ki hoti hai, jiss mein pehli candle bullish aur dosri bearish hoti hai, jiss ki tafseel darjazel tarah se hoti hai:First Candleandlestick pattern main pehli candle aik bullish candle hoti hai, ye candle price k uptrend ko show kar rahi hoti hai, jo k white ya green color ki candle hoti hai. Ye candle aik strong real body main banti hai, yanni candle ki real body shadow se ziada hoti hai.2. Second Candle: Bearish belt-hold line candlestick pattern ki dosri candle aik bearish candle hoti hai, jo k open to pehli candle k top par gap main hoti hai, lekin close pehli candle k real body k darmeyan se nechay hoti hai.

              Ye candle color main black ya red hoti hai, jo k bullish trend ko khatam karti hai, aur prices k bearish trend reversal ka sabab banti hai.Bearish belt-hold line candlestick pattern main two days candlestick ki pehli bullish candle ke baad, agli candle, jo k wazih tawar par aik bearish candle hoti hai, se gap main open hoti hai, yanni pehli candle se ooper open hoti hai, aur phir pichli candle ke 50% retracement ya darmeyan ke nechay wapas band ho jati hai. Yeh pattern price chart par talaash karna bohat aasaan hai, bunyadi tor par yeh chart patteren hamaray liye jis cheez ko jo ziada numaya kar raha hai, woh market k jazbaat mein aik bearish tabdeeli hai. lehaza, hum jantay hain ke ibtidayi tor par buyers walay control mein thay, jis ki wajah se bullish candle ke douran price higher jati hai, lekin agli candle bearish banne se prices mazeed ooper jane se ruk jati hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X