Introduction
Assal Oalikum
Dosto jaisa ke aap sabhe jante hain ke forex trading and forex platform ka basic knowledge hona zaroori hai ta k ham apni trading ko theek se control kar k earning kar saken kuch traders lack of trading knowledge ki waja se loss hasil karte hai so hame koshish karna chahiye k sab se pehly forex ke mutalik learninng karain ta ke aap ko tradin ke batre main basic malomat ho tab he koi trader profational trader ban sakta hay too is he bat ko malhoxe khatar rakhte hoe chan ayse chezain hum is topic main discus karne wale hain jin ka janna be had lazmi hay too ayyevaaj ke aapne topic ke janib chalte hain
Aaj hum jin points par bat karne wale hain woh darje zail hain
1 Margin
2 Free Margin
3Equity
Margin Kis Ko Kahte Hain
Dost forex tradeng main margin ka matlab hota hai k leverage k sat trading hai jo k hamare risk our potential ko increase karta hai margin ki rakam aam tor par forex main open ki gai positions ka 1% hoti hai jo k broker ki conditions k lehaz se vary ho sakta hai 1% ka matlab ye hai k ek trader 100$ k account se 1000$ ko control kar sakta hai
Example
for example ek trader k pass 10000$ account hai our wo forex main 2 positions open karta hai jis k liye us ko open rakhne k liye ise 2500$ ka margin darkar hai to phir margin k level (10000/2500)x 100 = 400 % hoga
Free Magjin Kya Hota Hay
Friends free margin difference between margin and used margin ko kehte hai yani position open karne k bad to used margin hota hai our jo equity hoti hai in k darmayn ho fark hota hai us ko ham free margin kehte hai our ye hamari leverege par b depends karta hai agar ap high leverege par trade karte hai to aap k free margin zayda hota hai jab k leverge kam hone ki sorat main free margin b kam hoga
Equity Ka Kya Matlab Hota Hay
Friends equity darasal trader k account balance ko raffer karti hai jo k trader apne account main rakhta hai. taham equity plus ya minus ho sakti hai jis wakat trader koi position open nahi karta hai us wakt equity trader k real capital k equal hoti hai lekin jese hi trader koi positin open karta hai equity profit ya loss k hisab se kam ya zayda hoti jati hai
Dosto is umeed ke sath ijazat chahonga ke aap ko discus kyagaya mozu yani ke MARGIN FREE MARGIN AND EQUITY ke bare main ache se samajh aagai hoge
SHUKARYA

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим