Tripple top chart pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tripple top chart pattern
    Assalam alaikum dear members!
    jesa k ap ko maloom ha hm chart pattern ki series main agy barhty ja rhy or hr chart pattern ko discuss kr rhy hain esi trha aj hum es post main TRIPPLE TOP chart pattern ko discuss karen gy k ye kaisy bnta ha or esko trade kesy kia jata ha.
    agr ap ny meri pichli posts ni read ki thi to abi go through kr ln apko chart patterns ki smjh lg jygi.


    What is Tripple Top chart Pattern?

    Dear members tripple to pattern 1 technical chart pattern ha or aam tor py esy 1 reversal pattern kaha jata ha mtlb k ye jb bnta ha to market ka trend reverse ho jata ha.
    Tripple top pattern estrha bnta ha k jb market uptrend main ho to market kafi oper ja k 1 resistance se reject ho k nechy ati ha.
    waha se nechy any k bad 1 support muqam tk ati ha or phr wahen se opr purani resistance tk ja k wapis aa jati ha support py kr esa 3 bar hota ha to jaa k tripple top bnti ha.
    TRIPPLE top main opr ki resistance same rhti ha q k 3 top bnta ha 1 jgha py laikin nechy ki support opr nechy ho skti ha. Or kch estrha ki shape bnti ha |\/\/|.


    How to trade Tripple top?

    Dear member agr ap Tripple top chart pattern main trade karna chahty hain to phly to apko es pattern ki completion ka wait krna chahye or es k complete hony py apko breakout ka wait krna chahye.
    jb ye apni support ka breakout de dy to apko confirmation ka bhi wait krna chahye achi entry k lye.


    Confirmation.

    Break out ki confirmation ye hoti ha k km se km market hourly candle support se bhr close kry or phr mazeed confirmation k lye ap support k retest ka wait kr skty hain.
    or jb market support k breakout k bad retest kary ap entry len or apka stop loss support se thora opr hona chahye.
    apka profit target top to bottom length k equal ho ga.



    Note.
    Please use proper risk and money management while trading forex.
    THANK YOU GUYS ! :1f60a:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tripple top chart pattern

    TRIPLE TOP CHART PATTERN:

    Is level mein teen peeks Jo chart main ik he area mn move kr rhi hoti hain agar dkha gaye to yh ek bullish and bearish pattern he hy jis ko dekh Kr hm market ki up and down movement ko judge kr rhy hoty hain aur place variations bhi observe kr rhe hote Hain aur hamain apne profit ya loss ka idea ho gata hai aur is mn hm stop loss aur take profit bhi lga sakte hain h hone se a bachata hea aapko best trading karne ke liye is chart pattern ka ya bullish and bearish pattern ka technical analysis bhi kar lena chahie Taki aapko profit ka idea ho jaaye aur apne loss ka bhi andaza ho sky.

    Click image for larger version

Name:	download (3).jpeg
Views:	18
Size:	7.3 کلوبائٹ
ID:	12391323

    Ismn 3 types ke positions bnti hain jo k darjzail hain:

    First high / low :

    jb market bullish trend mn movement kr rhi hoti hai aur ek top position pr gati hai aur uske bad apni retracement krti hai to use time per aap market mn triple top pattern ka first high-level dekh skte hain aur iski against jb market downtrend mn ja rahi hoti hai aur sb sy down moment krte hue low-level per Jaati Hai To usko aap first low keh sakte hain.

    2nd High / low :

    jab market apni retracement aur correction complete Krti Ha To Uske bad market Ek Dafa FIR hi level per jaati hai aur Jis level per phle already prices touch Karti Hai same Usi position per FIR Ek Dafa market Jaati Hai Jisko aap market ka second high level Kaise sakte hain aur iski against Jab downtrend Main Market low level per Jayegi aur apne first low-level ke sath compare karte hue FIR apni movement ko reversal start Kar Degi to usko aap market ka second low level khte Hain.

    3rd High / Low :

    Dear jab second time high level per jaane ke bad market FIR apni retracement aur correction karte ho ya apni movement bullish trend Mein start Karti Hai To Uske bad market third time FIR Hai position per Jaati Hai Jisko aap market ka third high level Kaise sakte hain Jab yah pattern complete hota hai to is pattern ko aap triple top pattern Kahate Hain aur sem iski against Jab market third time low level ko touch karti hai Hai To is level ko aap triple bottom pattern kya sakte hain.

    اب آن لائن

    Working...
    X