Kicker Candestick Pattern
Dear forex trading members Kicker candles stick pattern aik aisa pattern hai jis ma market trend sy sudden reverse trend ma chali jati hai aur opposite direction may sudden candles bnti jati haien. Market ki movement reverse trend ma fast ho jati hai. Aisa tb hota hai jub already trading persons ki power less aor reverse trades ma power increase jo jati haai.
Kicker Pattern ki pehchan
Kicker Candles ki pehchan yeh hai ky jub market agr bearish trend ma chal rahi ho to yakdam candle gap ky sath bullish bn jati hai aor market ma fast bullish movement hoti hai aor continue bullish big candles bnti haain. Dekhny ma aisy lgta haai jesy kisi nhi candles ko kick lgai ho just like fiotball ma jesy kick lgaty hain. Dear members aisy he market ma bullish trend ay market suddenly change ho ky bearish ma chali jati hai aor kicker oattern bn jata haai.
Kicker Pattern kaisy banta hy?
Kicker pattern is leay bnta hai jub market ma investors aor traders aik trend py position open kr ky trading kr rahy hoty hain suppenly reverse vtrend maa market jany ki wajah sy un ky stoploss ko hit kea jata hauvaor ivestors aor traaders ky assets ko hunt kia jata hai is ki several reasons ho sakti hain. Jin ma liquidity bahot matter krti hai. Agr market ma liquidity bulls ki bears sy increas kr jay to markrtet ka trend bhi chang ho jata haai. Mebers apko maloom hona chye ky forex marekt ma kabi bhi kch bhi ho sakta hai is leay apko market ma prepared hona chye aor stoploss ky bina trades ko open nhi krna chye.
Kicker Pattern k fawaid aur nuqsanat kia hain
Kicker pattern ko judge krna aor accurate judge krna bahot he important hai. Agr ap market ma jdge theak nhi krty tb bhi apko loss ho sakta haai. Is leay apko new patterns ki identification ka hona zarori hau tb he ap successful ho sakty haain otherwise apko problems face krma paren gi.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим