Stochastic indicator ke oversold and over bought level pe Trading...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stochastic indicator ke oversold and over bought level pe Trading...
    Market mein bahut se trader indicator base trading kar rahe hote Hain aur jis Tarah se market mein unhen indicator signal provide karta Hai usi Tarah se trading karte hain indicator base ki trading ham tab acche tarike se kar sakte hain Jab ham technical analysis bhi behtar tarike se kar lete hain Jab hamare technical analysis behtar tarike se hote Hain to fir hamare kamyabi bhi hoti hai isliye hamen chahie ki market mein Jab bhi ham Kisi bhi indicator ko istemal Karen to hamen Uske bare mein acche tarike se maloom Hona chahie Jab ham uski acchi information rakhenge to tabhi ham usko acche tarike se istemal Kar sakenge agar hamen uski acchi information Nahin Hai to fir humko usko kabhi bhi acche tarike se istemal nahin kar sakte hain isliye hamen Kisi bhi indicator ko istemal karne se pahle uski practis karna jaruri hai aur uske bare mein hamen complete knowledge Hona chahie ki koi indicator kaise istemal kiya jata hai aaj ham indicator per baat karenge.

    Stochastic indicator:

    Indicator ek bahut hi famous indicator hai aur yah kafi later indicator Hai hamen market ke momentum ko bahut hi acche tarike se batata hai aur jab jab market ka price chart showing karta Hai to yah hamen use point per bahut hi achcha signal deta hai isliye hamen isko jarur analyse karna chahie is indicator ki blue lines per bhi trading ki jaati hai aur iske oversold level per bhi trading ki jaati Hai hamen chahie ki ham iske bare mein acche tarike se practis karen to yah hamen kafi achcha benefit de sakta hai isliye hamen jarur iski practis Karni chahie.

    Crossing of blue lines:

    Hamen is indicator ki taknik ko proper tarike se samajhna chahie kyunki Jab ham properli isko samajh jaenge to tab hi ham isko apne liye aasan banaa sakte hain aur isko Apne price chart per laga sakte hain ismein do kism ki blue line Hoti Hai ek reading 20 hoti hai aur ek ki reading 80 Hoti Hai Jab inka aapas mein crossover hota hai to tab hamen market mein entry milati hai aur tab ham market mein new order lagate Hain isliye iske cross over hamare liye bahut hi important hote hain aur hamen inko samajhne ki jarurat hai.

    Oversold level:

    Is indicator ke over sold level ko jarur samajhna chahie kyunki yah hamare liye bahut hi perfect signal provide karta hai aur yah syndicator ka bahut hi strong level hota hai oversold level 20 hota hai aur jab market is level se niche jaati Hai to fir over sold ho jaati Hai aur yahan se market ke rivar sone ke bahut chances hote hain isliye hamen Jab bhi market mein oversold level mile to is time hamen vate karna chahie aur Market ki technically confirmation Karke ham bahut hi acchi trading kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	download (20).jpeg
Views:	8
Size:	14.3 کلوبائٹ
ID:	12527194

    Overbought level:

    Market Ajay level bhi hamare liye bahut kimati hota hai kyunki is level per hamen pata chal jata hai ki aap trend ka iftar ho chuke hain aur ab new trend shuru hone wala hai kyunki market ka yah bhi bahut hi strong level hota hai aur Jab bhi syndicator ki reading 80 tak pahunch jaati Hai to yah level overboard ho jaate Hain jis per hamen yah signal milta Hai ki market mein aap movement complete hone Wali Hai aur yahan se market mein down train mein jana hai to is level se bhi ham bahut hi acchi aur profitable trading kar sakte hain isliye hamen is level ko bhi important Lena chahie.

اب آن لائن

Working...
X