Falling Three method aur rising three method kia hain..?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Falling Three method aur rising three method kia hain..?
    Forex trading main falling three method aur rising three method ki kafi important Hoti Hai kyunki yah kaise pattern hote hain jinki vajah se hamen trend continuation Ka pata chalta Hai aur yah hamari trading ke liye bahut ahmiyat rakhte Hain kyunki inki vajah se hamari trading ka bhi behtar ho jaati Hai aur jo trader candle stick ke liye mehnat karte Hain aur aise pattern ke sath kamyabi se ham kanar hote Hain hamen chahie ki ham bhi mehnat Karen aur aise baithane ko jarur aana bhi pata chal jata Hai train continuation hai ya trend khatm ho chuka hai aur Is Tarah se ham market mein Tu d point entry le sakte hain aur achcha munafa lekar adjust kar sakte hain.

    Falling three method:

    Falling 3 method ek aisa pattern hota hai jo ki train continuation ka signal deta hai aur hamen pata chal jata hai ki market mein abhi aur video trend mein jana hai market mein down trend ka signal hamen bahut acche tarike se mil jata hai aur ham market mein seling position aasani ke sath le sakte hain isliye aise pattern ko analyse karna hamare liye bahut jaruri hai kyunki aise pattern hamari trading ke liye bahut useful hote hain hamen aise pattern ko jarur analyse karna chahie kyunki inki vajah se hamari trading kafi behtar ho jaati hai aur ham market se achcha khasa munafa Kama sakte hain seling down mein pahle three black candles banti hai aur iske bad long bear scandal ban jaati hai jo ki hamen achcha signal provide karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-04-30T120633.665.jpeg
Views:	7
Size:	8.6 کلوبائٹ
ID:	12527180


    Rising Three method:

    Yah pattern bhi hamare liye bahut ahmiyat rakhta Hai kyunki is pattern mein bhi hamen bahut achcha signal milta hai aur is pattern mein hamen up trend ka signal milta Hai aap trend mein ham bahut hi acche tarike se trading kar sakte hain is pattern mein Jab moment continue li aap ja rahi hoti hai to use time per 3 bear is candles Banti Hain jinse hamen friend continuation Ka pata chalta Hai kyunki iske bad ek bag bullish candle banti hai jo ki hamen market mein confirmation provide Karti Hai jiski vajah se hamari entry banti hai yah pattern bhi pahle pattern ke opposite hota Hai aur hamen market mein kafi dafa yah pattern dekhne ko milta hai isliye hamen iski practis karna bhi jaruri hai.

    Click image for larger version

Name:	images (86).png
Views:	12
Size:	1.9 کلوبائٹ
ID:	12527181

    Trading with falling Three method and rising three method:

    Ine donon patterns betrating karna kafi behtar hota hai kyunki Jab ham ine donon patterns per trading karte hain to market mein hamen acchi confirmation milati hai aur ham achcha munafa Kama sakte hain isliye hamen ine pattern ko mis nahin karna chahie aur unki confirmation Karni chahie confirmation se market se ham bahut hi achcha profit le sakte hain Jab hamen aise patterns mil jaate Hain to ham aasani ke sath entry le sakte hain aur apni trading ko kamyab banaa sakte hain market mein entry Lena itna aasan Nahin Hai entry ke liye hamen aise pattern ji ki confirmation karna bahut jaruri hota Hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Falling Three method aur rising three method kia hain..?

    Falling Three Candlestick Pattern


    Falling three methods price chart par prices k downtrend main continuation k leye jana jata hai, jo k low prices ya bearish trend k baad banta hai. Falling three methods panch candles par mushtamil aik bearish trend continuation pattern hai, jiss main shamil pehli candle aik strong bearish candle hoti hai, jo aik long real body main banti hai. Pehli candle k baad teen small real body wali bullish candles hoti hai, jiss ka open aur close dono pehli candle k andar hoti hai. Ye teeno candles pehli candle k open aur close price se bahir nahi nekate hen. Teeno bullish candles prices ko waqti tawar par mazeed bearish jane main rukawat dalti hai. Pattern k last par aik aur long real body wali candle hoti hai, jo k prices ko sabeqa trend main continue karwati hai.

    Click image for larger version

Name:	images (979).png
Views:	16
Size:	3.8 کلوبائٹ
ID:	12421249

    Pattern ki Pehchan k Rules

    1. Falling three method pattern aik bearish trend reversal pattern hai, iss waja se Pattern banne se pehle trend bearish hona chaheye
    2. Pattern me pehle aik lambi bari candle stick banegi jo k color main black ya red hoti hai
    3. Pattern ki 2nd,3rd aur 4th candle choti bullish ho sakti hai lekin zarori nahi hai. Ye market ki aarzi tawar par rukhne ki alamat hai. Ye teen candles body me pehle candles se kam aur opening wa closing point us se k opening wa closing point se kam hona chaheye
    4. Pattern ki 5th candle lazmi bearish aur body me pehle teeno se bari aur pehle candle k closing point k bad close hona chaheye
    5. Pattern ki small candles lazmi do bari black candles k darmeyan honi chaheye jis se candles ki real body aur shadows dono 1st aur last candles ki real body k Inside honi chaheye


    Click image for larger version

Name:	images (557).jpeg
Views:	12
Size:	13.9 کلوبائٹ
ID:	12421250

    Pattern ki Tafseel


    Falling three methods main dekhne main same "Bearish Mat-hold pattern" ya bullish trend par banne wala "Bearish Three Line Strike Pattern" se melta julta pattern hai, jo k downtrend k leye istemal hota hai. Ye pattern panch candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik strong bearish candle hoti hai, jo k downtrend ki alamat hoti hai. Pehli candle k baad teen small real body wali bullish candles hoti hai, jo k open aur close pehli candle k andar hoti hai. Ye small candles prices ko temporary tawar par bearish jane se rokti hai, jiss se prices k dowran waqti tawar par pause a jata hai. Lekin baad main aik bari real body wali bearish candle banti hai jo k prices ko downward main continue karwati hai.

    Click image for larger version

Name:	images (978).png
Views:	29
Size:	11.1 کلوبائٹ
ID:	12421248

    Pattern par Trading ka Amal


    Falling three method candles k downward trend main aik pause create kati hai, jiss k baad prices wapis apni sabeqa trend par chal parti hai. Ye pattern panch candles ka aik majmoa hai, jiss main pehli candle aik bearish candle hoti hai, jab k baad wali teen candles small real body wali bullish candles hoti hai, bullish candles dar asal market main analyst ki prices k bare main agli faisala ka time hota hai, k aya prices ko kiss direction main jani hai, lekin last par aik long bearish candle k banne se ye wapis pane porane trade par chal parta hai. Pattern par trades open karne se pehle aik agli bearish candle ka intezar zaror karen jo k sell k entry k leye hona chaheye. Stop loss pattern k top side ya pehli bearish candle k open price se two pips above set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (559).jpeg
Views:	2
Size:	32.6 کلوبائٹ
ID:	12421247

    اب آن لائن

    Working...
    X