Important Things To Know Before Trading Gold..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important Things To Know Before Trading Gold..
    Introduction:

    Assalamu Alaikum ummid hai aap sab theek Honge aur forex market ko acche se enjoy kar rahe Honge aaj main aapke sath Apna experience aur Apna experience aur knowledge share karne ja rahi hun jo Ek bahut important topic hai jo ke important things to now know before trading gold ke bare mein hai agar Hum Chahte Hain Ki for ex trading mein successful ho sake to uske ho sake to uske liye bahut mehnat Karni Hogi Taki Hamen Achcha profit Hasil ho sake Hamen chahie ki trading karne se pahle isko acchi Tarah study kar lena isko acchi Tarah study kar lena chahie tabhi Ham is Mein Kamyab ho sakte hain..


    Important Things To Know Before Trading Gold:

    Gold ke demand hajaron Salon se ho rahi hai aur gold ko safeheaven asset ke Taur per liya ke Taur per liya jata Waqt gujarne Ke साथ-साथ Gold ke demand Mein Jafar Hota raha hai aur gold ko bad Mein currency ke base ke Taur per istemal Kiya Jaane Laga ise post ise post Mein aapko Gold ke price ko driver karne bunoyaadi nukaat sy aa krn ge..


    Gold Supply And Demand:

    wesy to Sare commodities supply aur demand per hi Chalte Gaye lekin gold ki demand Hamesha se bahut jyada rahi hai aur gold gradually Apne demand Mein jafa Karta Chala Gaya Chahe vah jewellery ke Taur per Ho industrial use ke Surat Mein ya FIR saaf heavy currency Ki Surat mein ho vaise to gold ki demand vaise to gold ki demand rahti hi hai lekin main reason yah hai gold financial crisis ya dodorsy economic problems mein gold Hamesha se stable raha hai aur ISI Surat Mein aur ISI Surat Mein demand mein azafa hua hai aur gold supply golgold barrs ya jewellery vagaira mein bhi available hai..


    Government policies Effects:

    kaaghzi note yaya paper money kk bar'akas gold eek physical commodity hai oror es pr govt k polipolicies k assar ni parta hai financial crisis k doran ho skta hai k central banks mudaakhat kr q k interest ko decrease krty hain jis ki waja sy afratezar main izzafa hota hai lekn gold ek wahid investment hai jis pr esi cherzon k koi asar ni parta hai jo k gold ko ek mashoor investment k darja deta hai..


    Effect Of Us Dollar:

    Gold united states dollars(USD) main trade hota to dollar ki kimat mein utaar chadhav directly Gold ke kimat per Asar Andaaz Hota Hai dollar ki vajah se dusre Mulkon ke liye gold kharidna Mushkil ho jata hai to gold ki demand kam ho Jaate Hain aur price Mein Kami wakiya Hote Hain ISI Tarah Jab dollar ke kimat mein azafa dekhne Ko Milta Hai To gold ki kimat mein Kami dekhne Ko milati Hai chunaacha gold or US dollar ka correlation hai..


    Technical Analysis:

    Gold ke technical analysis Mein chart per pattern ko identify Karke us par trading ki Ja sakti hai aur pass ke price ko dekh kar andaza Lagaya Jata Hai Ki mushaqbil main price ke movement Kaise Kamyab ho sakte hain ISI Tarah chart per different time frame ke istemal Karke trend ko dhundha jata hai aur trend per trading ki Jaati Hai technical analysis main indicator aur price action Ko Dekhkar trading ki Jaati Hai Jo ke market Mein gold ki price ko effect Karte Hain..







    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220430-044745.png
Views:	1
Size:	71.1 کلوبائٹ
ID:	12527147

اب آن لائن

Working...
X