Evening star candlestick pattern k sath trading krna kesa hai...?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Evening star candlestick pattern k sath trading krna kesa hai...?
    Candlestick main is kism ki candles Banti Hain Jo hamen market ki bahut hi acchi confirmation provide karti hai jiski vajah se hamare analysis kafi behtar ho jaate Hain aur ham aasani ke sath jarat karne ke kabil ho jaate Hain hamen chahie ki ham candles ko learn Karen aur hamen samajhna chahie ki kaun si candle mein banti hai to market mein uski kya result hote Hain market mein jitni jitni bhi candles banti hai vah sab ke sath market mein sellers aur buyers ke behaviour ko inform kar rahi hoti hain hamen chahie ki ham candles ko jarur read Karen aur inki prektis Kiya Karen kyunki yah hamare liye bahut beneficial Hain aaj ke topic mein ham evening star candlestick pattern per baat karenge.

    Evening star candlestick:

    Evening star candlestick pattern ek aisa pattern hai jo ki hamen resistance level per milta Hai Baki mein Jab ek trend ki movement complete ho jaati Hai to Uske bad Kisi bhi resistance level se Jab market reversal hoti hai to use waqt evening star candlestick pattern ban sakta hai.
    Evening star candlestick pattern three candles se milkar banta hai jinki hamen confirmation karni padati hai aur iske bad ham trading kar sakte hain yah hamen long term trend mein trade provide karta hai aur ham kafi achcha munafa le sakte hain.

    Identification of evening star candlestick pattern:

    Click image for larger version

Name:	images (85).png
Views:	29
Size:	12.1 کلوبائٹ
ID:	12527079


    Evening star candlestick pattern ki identification karne ke liye hamen top level per is pattern ko search karna padta hai agar hamen top level per free aisi candals milati hai to tab ham confirm kar sakte hain ki market mein evening star candlestick pattern ban raha hai.
    Evening star candlestick pattern ke liye top level Ka Hona bahut jaruri hai kyunki yah Kisi bhi police movement ke bad banta hai.
    Evening star candlestick pattern mein banne wali first candle ek police candle honi chahie.
    Evening star candlestick mein banne wali second candle ek chhoti si body ki candle honi chahie jiski body chhoti ho aur iske Shadow lambe ho sakte hain.
    Evening star candlestick pattern ki third candle ek long body ki varish candle honi chahie jo ki market mein second candle ko niche ki taraf break kar rahi ho aisi Surat mein evening star candlestick pattern complete ho jata hai.

    Evening star candlestick pattern pe trading:

    Click image for larger version

Name:	download (11).png
Views:	32
Size:	3.4 کلوبائٹ
ID:	12527078

    Evening star candlestick pattern ki trading kafi aasan hoti hai first of all Hume market ki confirmation karni padati hai Jab hamen market evening star candlestick pattern ko confirm Karti Hai to tab hi ham market mein entry le sakte hain.
    Market mein entry lene ke liye hamen resistance level ko search karna hota hai vahan per agar hamen bullish movement complete najar aati Hai aur uske bad ek chhoti si real body ki candle banti hai jo ki top level per hoti hai aur iske bad agar down train shuru hota hai to iska matlab hai ki aap market mein evening star candle stick pattern ban chuka hai aur ab ham market mein bahut hi acchi tarike se entry lekar apni trading ko kamyab banaa sakte hain isliye market mein ham bahut hi achcha profit banaa sakte hain yah hamari trading ke liye bahut hi beneficial hai.

    Importance of evening star candlestick pattern:

    Evening star candlestick pattern ki importance kafi jyada Hoti Hai kyunki yah hamen long term trend deta hai isliye ham apni trade kafi time ke liye Chala sakte hain aur kafi achcha profit le sakte hain jis bhi pattern per hamen trading karni hai vahi hamare liye important hai isliye hamen jarur chahie ki usko acche tarike se analyse Karen aur ham Apne analysis ko behtar banaen leta hai utani hi usko kamyabi hoti hai aur jo trader analysis behtar Nahin banaa sakta uske liye kamyabi bhi acchi Nahin ho sakti isliye analysis ko jarur behtar banaya jaaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Evening star candlestick pattern k sath trading krna kesa hai...?

    Forex trading ke business mein loss karne ki sabse bada reason for ex trading ke related knowledge ka naam hona hai jo log for ex trading ko join karte hain aur knowledge hasil Nahin karte Hain to UN logon ka kafi nuksan ho jata hai kyunki vah iske bare mein aise hi tarike se Nahin jante hain aur Market ko join kar lete hain jiski vajah se unka nuksan ho jata hai isliye unko chahie ki vah pahle iske related knowledge hasil Karen aur bad mein for extering ki practis Karen Jab koi trader acchi tarike se knowledge hasil karta hai aur iske bad vah acchi tarike se practis karta Hai to tab hi usko experience aata hai aur tabhi vah market mein kamyab trading kar sakta hai trading karna itna aasan Nahin Hai.

    Over trading and over confidence

    Market mein Kabhi bhi over trading Nahin Karni chahie kyunki jitna hamara account balance ho hamen utane laut size ki trading Karni chahie agar ham Apne account se jyada ki lard size ko chuj karte hain aur Market mein trading karte Hain to isase hamara bahut nuksan hota hai isliye hamara jitna account balance hota hai hamen usi hisab se market mein trading Karni chahie kyunki Jab ham Apne laut size ko kam rakhenge to hamara nuksan bhi kam Hoga aur agar hamara laat size jyada hoga to fir hamara nuksan bhi jyada hoga.
    Over trading ke alava hamen over confidence se Kabhi bhi Kam Nahin Karna chahie kyunki yah ek international aur dangerous market hai ismein kabhi bhi badi movement ho sakti hai aur hamare analysis galat bhi ho sakte hain isliye kabhi bhi over confidence ke sath Kam Nahin Karna chahie hamen hamesha hi experience aur analysis ke sath kam karna chahie tab hi hamen maarpeet se kamyabi mil sakti hai.

    Technical and fundamental analysis:

    Forex trading ke liye analysis karna bahut jaruri hote hain isliye hamen technical aur fund Aaya mental analysis ko sikhana chahie kyunki jab tak ham technical analysis ko Nahin Sikh paate Hain tab tak hamen maarpeet ke trend ka pata nahin chalta hai ki market kis trend mein moment kar rahi hai isliye hamen technical analysis Ka Karna bahut jaruri hota hai aur iske sath sath hamen fundamental analysis ke bare mein bhi knowledge Hona chahie ki fundamental analysis kaise kiye jaate Hain aur hamen maarpeet mein Apne analysis ko perfect banaa kar kamyabi kaise hasil ki jaati Hai tab hi ham market mein nuksan kam karenge aur achcha munafa Kama sakenge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Evening star candlestick pattern k sath trading krna kesa hai...?

      ev3 Star Candlestick Pattern


      Evening star candlestick pattern prices k top par banta hai, jis me main 1st candle aik strong white candle hoti hai, jis k baad aik spinning top candle hoti hai, jis k baad aik long real body main black candle banti hai. Ye pattern dekhne main same bulkul "Bearish abandoned baby candlestick pattern" aur "Evening Doji-Star candlestick pattern" jaisa hi hai, lekin black aur white candle k darmeyan main banne wali candle aik Spinning top candle hoti hai, jo k 1st candle se gap main below banti ha. Evening star candlestick pattern teen candles par mushtamil aik bearish trend reversal pattern hai, jo k prices k top par ya bullish trend k baad main paya jata hia. Ye candle dekhne main "Bearish Abandoned Baby Candlestick Pattern" aur "Evening Doji-Star candlestick Pattern" jaisa hai, lekin star candle ki difference k waja se ye un dono pattern se change ho jata hai. Pattern ki pehli candle aik bari real body wali bullish candle hoti hai, jiss ka baad gap main upper side par aik small real body wali candle hoti hai, jis ko star candle kaha jata hai. Ye candle small shadow wali Spinning top candle candle hoti hai. Jiss ka baad last par aik bari real body wali bearish candle hoti hai, jiss ka upper ya high price star candle k shadow ko overlap karti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (1066).png
Views:	77
Size:	4.3 کلوبائٹ
ID:	12423923

      Pattern ki Pehchan k Rules

      1. Evening star candlestick pattern aik bearish trend reversal pattern hai, is waja se qeematon ka pehle se bullish trend ya high prices area me hona chaheye.
      2. Pattern teen candles par mushtamil hota hai, jis me 1st candle aik white candle hoti hai.
      3. Pattern ki 1st candle prices k current trend ki alamat hoti hai.
      4. Pattern ki 2nd candle aik small real body wali candle hoti hai, jo k ziada tar Spinning top candle hoti hai. Ye candle black aur white dono tarah se ho sakti hai.
      5. Pattern ki 2nd Spinning top candle prices ko mazeed upper jane se mana karti hai, aur ye position aik resistance level sabit hoti hai.
      6. Pattern ki 3rd candle aik black candle hoti hai, jo k trend reversal ka sabab banti hai.
      7. Pattern ki 3rd black candle prices k leye beariah trend reversal ka sabab sabit hota hai.
      8. Pattern me small candle white aur black candle k top par ya us se upper gap me ho sakti hai.


      Click image for larger version

Name:	images (1068).png
Views:	23
Size:	5.5 کلوبائٹ
ID:	12423924

      Pattern ki Tafseel


      Evening star candlestick pattern main shamil teeno candles aik dosre se mukhtalif color aur formate main banti hai, ye candle apas me gap banati hai. Pattern teen mukhtalif qisam k candles par mushtamil hota hai, jo k bullish trend k baad paya jata hai. Ye pattern dekhne me bulkul "Bearish Abandoned Baby candlestick pattern" ya "Evening Doji-Star candlestick pattern" jaisa hota hai, lekin darmeyan main Spinning top candle ka 1st candle se gap me banne ki waja se ye unn pattern se mukhtalif ho jata hai. Pattern ki 1st candle bullish hoti hai, jo k bullish trend ki alamat hoti hai, jab k baad main aik Spinning top candle banti hai, jis ka open aur close white candle se above gap main hota hai. Last par aik black candle hoti hai, jo k white candle k parallel aur Spinning top candle se below me banti hai. Evening star candlestick pattern bullish, Bearish aur star candles par mushtamil aik bearish trend reversal pattern hai, jo k prices k top par ya bullish trend me banta hai. Pattern ki 1st candle aik bari real body wali bullish candle hoti hai, jiss k baad aik star candle above gap me banti hai. Pattern ki star candle small rela body wali hoti hai, jiss ka color zarori nahi k bullish ya bearish ho, lekin iss k position 1st candle k top par hona chaheye. Pattern ki 3rd candle aik bari black ya bearish candle hoyi hai, jiss ka high price star candle ko touch karti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (1067).png
Views:	29
Size:	12.1 کلوبائٹ
ID:	12423925

      Pattern par Trading ka Amal


      Evening star candlestick pattern trader k leye market main sell ki entry ki opportunity peda karti hai. Pattern k leye zarori hai k prices high price ya uptrend me ho. Pattern par market me entry karnne se pehle trend confirmation candle ya kisi reliable indicator ka istemal zarror karen. Agar 3rd black candle k baad aik aur black candle banti hai to ye area market me sell ki entry ka signal deta hai. Evening star candlestick pattern teen candle ka aik bearish trend reversal pattern, jo dekhne amin same "Bearish Abandoned Baby Candlestick Pattern" aur "Evening Doji-Star Candlestick Pattern" lagta hai, lekin 2nd candle ka Spinning top candle banne se un se mukhtalif ho jata hai, baqi ye pattern bhi un ki tarah bearish trend reversal pattern ka kaam karta hai. Pattern par trading k leye zarorri hai k prices top position ya bullish trend me hon, dosra pattern long timeframes me hona chaheye. Pattern k baad bearish candle ka confirmation honna zarori hai, jiss ka baad aik bullish ya whitr candle ka hona zarori hai. Ye candle market me sell ki entry ka signal detta hai, jiss se traders market main entry karte hen.

      Click image for larger version

Name:	images (599).jpeg
Views:	3
Size:	32.2 کلوبائٹ
ID:	12423926

      اب آن لائن

      Working...
      X