Important information about "High Wave Candle"
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important information about "High Wave Candle"
    High Wave Candle Kia Hai?

    High wave candle prices k top aur bottom dono main ban sakti hai. Sideways markets main ye candle aik neutral candle hoti hai, jo k prices k ziada tar maojoda trend main continuation ka sabab banti hai. High wave candle prices k top aur bottom dono main ban sakti hai. Sideways markets main ye candle aik neutral candle hoti hai, jo k prices k ziada tar maojoda trend main continuation ka sabab banti hai. High wave candle chart pattern par aksar market main aik small si candle nazar ati hai, jiss ka ooper aur nechay aik lamba shadow hota hai. Ye candle small real body ki hoti hai, jiss main prices ka open aur close aik dosre k qareeb hota hai. Ye candle bullish aur bearish dono tarah se market ki position k mutabiq apna situation tabdeel karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (62).png
Views:	12
Size:	2.9 کلوبائٹ
ID:	12527049

    High Wave Candle Kaam Kese Karta Hai?


    High wave candle aik single day small candle hai, jiss main prices din k aghaz main open hone k baad aik small real body main up ya down close hoti hai. Price chart par buyers aur sellers market main same quat (power) main hote hen, ya un ki assets main dilchaspi kam hoti hai, jiss se prices aik timeframe k dowran ooper aur nechay jane ka baad wapis apne aghaz wali position k qareeb close ho jati hai. Ye aik small real body wali bullish ya bearish candle hoti hai, jo k trend k mutabiq apni hodohal ko tabdeel karti hai. Ye candle prices k top ya bottom par strong trend reversal ka sabab banti hai.


    High Wave Candle Ka Istemal Kese Kia Jata Hai?


    High wave candle sideways market main ya newly breakout trend main trend continuation ka kaam karti hai, jab k price k top ya bottom main ye candle aksar trend reversal ka kaam karti hai. Ye candle prices k bottom main bullish trend reversal aur prices k top par bearish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Candle k baad trend ki confirmation ka candle ka hona zarori hai jo k real body main hona chaheye. Ye single candle pattern hone ki waja se trend ki confirmation CCI indicator ya stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss main value overbought aur oversold zone main honi chaheye. Stop loss candle k sab se top ya bottom se trend reversal k mutabiq two pips below ya above set kia ja sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (25).jpeg
Views:	9
Size:	15.6 کلوبائٹ
ID:	12527048
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Important information about &quot;High Wave Candle&quot;

    Yes friend, forex main mukhtalif candles pattern main say aik High wave pattern bhi hay, yeh pattern aik candle par mabni hota hay, jis ki long upper aur lower wicks hoti hain, candle ki small real body hoti hay aur yeh market main indecisions ya uncertainity ko zahir karti hay,

    Identification criteria of pattern:

    Chart patterns main high waves candlestick Doji formation or spinning top ki tarha market kay indecision ko show krti hai. Indecision state ka mtlb ye hota hai. K is state mai buyers or sellers tug of war ki tarha apas maain control gain karnay ki struggle krty hen. But at the end market apni opening point kay kreb aa kr close ho jati hai. En candlestick ki both sides par long wicks hoti hen aur mid mai small real body hoti hai. Ye high waves candlestick pattern bullish bhi ho sakty hen, or Bearish bhi ho sakty hen. Highway candle sticks Ho candlesticks Hoti Hai jis mein aap candle ki body ko bahut small Richard Ke Uske Shadow ko bahut along dekhte hain ya Aisi candle Hoti Hai jis mein candle ki body na hone ke barabar hoti hai aisi candles ko Highway candlesticks Kahtay hain yahan per candle show kar rahi hoti hain ki jo candle ban rahi hai use per selling pressure pahunch jata Hai jiski result uska shadow bana hay,

    Appearence of pattern and information for traders:

    Yeh candlestick pattern hmain market main aisi conditions kay baray main btata hay jin main pair ki values ya prices ko janchna mushkil ho jata hay, is tarah ki condition main na sellers ko market ki clear indication ho rahi hoti hay aur na hi buyers ko, is situation main supply aur demand ki forces same hoti hain, ye pattern two variations main appear hota hay, jin main bullish high wave aur bearish high wave shamil hain, jab ye pattern high volume par banta hay to market main prices ki moment kay baray main confusion show ho rahi hoti hay,
    • #3 Collapse

      Re: Important information about &quot;High Wave Candle&quot;

      High Wave Candlestick Pattern


      High wave candle prices k top aur bottom dono main ban sakti hai. Sideways markets main ye candle aik neutral candle hoti hai, jo k prices k ziada tar maojoda trend main continuation ka sabab banti hai. Single candles pattern jiss main buyers aur sellers ka market main control aksar barabar rehta hai, aik neutral candles tasawar ki jati hai. High wave candle bhi market main buyers aur sellers ki yaksan hone par wajood main ati hai. High wave candle ki ooper aur nechay long shadow ya wick hota hai, jiss ka darmeyan main aik small si real body hoti hai, jiss main prices ka open aur close aik dosre k qareeb hota hai. Ye aik neutral candle shumar hoti hai, jo k aik strong trend k dowran trend reversal ka signal de sakti hai. High wave candle k ooper aur nechay shadow aik to size main equal hona chaheye aur dosra ya length main long hona chaheye, q k small shadow hone par ye Spinning top candle ban sakti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (549).jpeg
Views:	3
Size:	7.0 کلوبائٹ
ID:	12421219

      Pattern ki Pehchan k Rules

      1. High wave candlestick aik single candle par mushtamil pattern hai, jo prices top, bottom ya sideways market me paye jati hai.
      2. Candle aik small real body par mushtamil hoti hai, jis k upper aur lower side par same size k long shadow hote hen.
      3. Candle k upper aur lower sides k shadows prices k resistance aur support levels par prices k rejection ki alamat hoti hai.
      4. Candle sideways market me neutral, jab k top prices par bearish trend reversal aur lower side par bullish trend reversal ka kaam karti hai.
      5. Candle ki real body black ya white dono tarah se ho sakti hai, ja k top ya bottom par same trend reversal ka kaam karti hai.
      6. Candle sideways trend me kisi bhi side par breakout kar sakti hai, iss leye market me indicators se information leni chaheye.


      Click image for larger version

Name:	images (958).png
Views:	16
Size:	2.7 کلوبائٹ
ID:	12421218

      Pattern ki Tafseel


      High wave candle aik single day small candle hai, jiss main prices din k aghaz main open hone k baad aik small real body main up ya down close hoti hai. Price chart par buyers aur sellers market main same quat (power) main hote hen, ya un ki assets main dilchaspi kam hoti hai, jiss se prices aik timeframe k dowran ooper aur nechay jane ka baad wapis apne aghaz wali position k qareeb close ho jati hai. Ye aik small real body wali bullish ya bearish candle hoti hai, jo k trend k mutabiq apni hodohal ko tabdeel karti hai. Ye candle prices k top ya bottom par strong trend reversal ka sabab banti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (959).png
Views:	7
Size:	8.2 کلوبائٹ
ID:	12421217

      Pattern par Trading ka Amal


      High wave candle sideways market main ya newly breakout trend main trend continuation ka kaam karti hai, jab k price k top ya bottom main ye candle aksar trend reversal ka kaam karti hai. Ye candle prices k bottom main bullish trend reversal aur prices k top par bearish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Candle k baad trend ki confirmation ka candle ka hona zarori hai jo k real body main hona chaheye. Ye single candle pattern hone ki waja se trend ki confirmation indicator ya oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss main value overbought aur oversold zone main honi chaheye. Stop loss candle k sab se top ya bottom se trend reversal k mutabiq two pips below ya above set kia ja sakta hai.

      Click image for larger version

Name:	images (960).png
Views:	15
Size:	11.7 کلوبائٹ
ID:	12421216
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Important information about &quot;High Wave Candle&quot;

        High-Wave Candlestick Pattern

        Highway candlestick pattern 1 indecision pattern hai jo indicate cut either yahan se bullish ho ya market Beri show Ham yahan se journalism course Karte Hain Ki market Ek train ko follow Karti Hai Bus stand ke sath sath h market ki strategic ko dekhte hain ki Hamari Jo strategies Hai vah Kitni simple way Mein market Ko Uth Karti rahti hai Hamen apni market ki movement Mein in steps ko Lekar chalna hai Hamare Jo movement Hai vah market Mein clear direction ko to Jab show karti hai to further Ham yahan se ek use karte hain pattern Jo Hamara trader Joe analyse Karta Hai usmein Achcha profit deta hai

        Click image for larger version

Name:	hqdefault.jpg
Views:	1
Size:	12.0 کلوبائٹ
ID:	12421260


        Formation

        High wave candlestick Ek unique type hai spinning top basic canister ke bich Mein Ham wave ke sath se analyse karte hain candles ko Dekhte Hain To usmein Ham closing Dekhte Har candle ki Ham usmein life karne ke abhi try karte hain ki Ham apni channel ki story ke sath market ko understand Karen jisse Hamen market Mein trade active karne mein aasani rahe lekin Hamesha Aise Jyada yah bhi note down karna hai ki Hamara Jo bearing hai vah yahan se close Na Ho Aur usme hi Ham Ek simple point ke sath Achcha knowledge Lekar Aaye

        Click image for larger version

Name:	high-wave-signal.jpg
Views:	9
Size:	17.1 کلوبائٹ
ID:	12421261

        How to interpret this pattern?

        Hamari formation Hoti Hai highwave candlestick pattern Kyon factory Ke Upar Se dekhte hain ki Hamen market Mein Charbi kam Karna Hai To Ham usmein Ek quality ko note Karen note down Karen Jo hamari Hai wave candlestick pattern Hai vah appeared kiya jaaye Jahan Se Bhi to usmein Jo price chart Ho Seva stock market aur currency ke upar Ek acchi movement ko Se Lekar chalta hai Hamen further Apne kam aur uski performance Mein quality ke sath sath Ek special form ke sath kam karna hai jismein Hamen had Tarah Se market ke bare mein ek Achcha knowledge Mil Jata Hai

        اب آن لائن

        Working...
        X