Introduction
Asslam O Alaikum Forex ke aziz dosto umeed hay ke aap kharyat ke sath trading main munafa bakhsh trading se mustafeed ho rahe honge dosto forex ke hawale se strategyes ke bare main to akasar discus hote he rahte hay magar ayse mozuat bohat he kam dakhne ko milye hain jo ke forex ke dosre factrs par mustamil hote hain forex main kamyabi hasil karne ke liye aik trader ka zahne tor par trading ke liye tayyar hona be munafa bakhsh trading ke liye zarore hay to dosto is he bat ko samne rakhte hoe aaj main jo mozu laya hon woh yakinin aap ko forex ke liye bahtreen mind set ke tor par faydamand sabit hoga too chalte hain aaj ke aapne topic ke taraf
Trading With Fresh Mind
Doato trading main aap us waqat he acha parform kar sakte hain jab aap pur sakon hote hain or aap ke damagh par koi manfi soach nahe hote tab he aap forex se mutalik bahtar decissions lay sakte hain
Trade in trouble
Dosto forex to khud aik tantion hay is liye agar aap forex ke elava tantion ka boagh lay kar market ka rukh karainge to is ka direct impect aap ke trading par pare ga or aap us tantion ke sath profit ke bajai loss kar bathainge is liye koshish karain ke aap trading ko us waqat amal main lana chahye jab aap bharpor tor par tantion free hon
What Is the Business Environment Like?
Trading ke doran ayse jagha ka intakhab jahan aap ko koi disturb na kar sake jitna mumkin ho mahol ko pur sakoon banain or is ke sath trading main istamal hone wali un tamam componint ka istam karain jin se aap ko trading main dushwari na paish ayye jaisa ke internet high speed ho or jis device ko bato trading tool ke tor par use kya ja raha ho yani laptop ya pc or mobile jo ke freesh condition ho take aap trading ko bahtar bana sak
Dosto yah tamam batain jo aaj hum ne discus ke hain takriban har trader he janta hay magar is par amal bohat he kam log karte hain baishtar to short cut ke chakar main aap kafi loss karte hain magar phir bhe is point par amal paira nahe hote