forex robot ku buy kia jata he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    forex robot isliye hota hai key wo auto trading karaey magar is main loss ho sakta hai isliye apko chaihiye k ap forex robot ko chorain aur menual trade karain.:)
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: syed پيغام ديکھيے
      muje 1 sawal bohat hi pareshan kar raha he or wo ye ke jab robot trading loss hi deti he or isko karne se koi fida nahi he to market me robots ku sell kiye jate jate hen or traderws unko ku buy karte hen or ku use karte hen or ku robots ki advertisment ki jati he please share your reviews??:confused::confused:
      bhai main abhi new hon aur mujhe robot trading kay baary main koi information nahi hai aur agr robot trading loss he dety hai tu iss pe paisy zaya karny ka kiya faida iss say acha hai mannual trading ki jaye mannual main agr loss bhi ho jaye tu experience tu hath aata hai.
      • #33 Collapse

        Dear bohta se aise traders hote hain jinke paas ziyada time nahi hota aur wo busy hote hain to wo phir forex robot ke zariye hi trade karwate hain,lekin forex mein robots bohat hi ziyada risky hote hain aur ye apka poora capital bhi lose karwa dete hain.
        • #34 Collapse

          dear ap ki bat bilkul theek he or me b ap ki is bat se agree hu k hamy is forex trading busioness me aik acha profit hasil karny k liy take profit factor ko use karna chahiy kiu k is se khas kar is forex trading business me new traders k profit ....
          • #35 Collapse

            trading main success kay liey patience boohat important hai.agar hum is main patience say kaam nahin karty hain or loss main he trades close kar daity hain to hum earn nhain kar sakty.jab bhi hum koi trade lagaty hain to wo loss main jaati hai some time kay liey but we should wait for the reversal of market.
            • #36 Collapse

              bhai yeh bonus ap ki insta k account main jai aur wo bonus sa ap trading karoga aur jo profit ap earn karoga wo ap withdraw krwa saktey ho.withdraw karwana k liye apko real site par jana hoga login kar k left side par withdraw ka option hota hain udher sa kar saktey ho ap withdraw....
              • #37 Collapse

                bohut se traders new hotey hain aur unhai buy aur sell k sewai kuch nahi ata jab unhai woh banda jo robot sell kartha hai uski fake performance dekha tha hai toh usey lagtha hai k sach mein shayad yeh asay hi performance de tha hoo magar asay nahi hota kiyun k sarey robots loss hi karthey hain aur sarey mature traders koi b robot use nahi karthey aur nahi usey use karney ki recommendation de they hain..
                • #38 Collapse

                  brother iss ko hum iss tarah ly sakty hain k ye log mehnat krny se aari hain or jo sale krty hain wo logobn se paisy batoorny chahty hain wo bhi aisy logon se jin ko forex trading ka knowledge nahi hota kiyun aisy log chahty hain k hum ko kuch na krna pardy or khud ye trade open close hoti rahy or hum ko profit milta rahy jo log complete larn kr k aty hain forex main wo kabi bhi robot use nahi krty hain
                   
                  :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                  • #39 Collapse

                    my friends forex as ma hum kud trade ker tay or profit or loss ko deag ta ha but forex ma robot ha to wo kub kam ker ta hay jub hum loss ma hoty hay cay jub hum profit ma hotay hay
                    • #40 Collapse

                      bhi roboot main aik qism ka formula lagaya jata he jis se keh woh sell aur buy lagata he aur forex market to automatic nhi ismain koi sell kr rha he aur koi buy to roboot isko sahih nhi smjh sakta aur baz auqat profit deta he aur baz auqat loss.
                      • #41 Collapse

                        robort trading ka koi etna faida to nhi hai lkein ap manul hi try kro to acha hai ek dam karor pati koi nhi banta sab aram aram sy hi hota hai bhai jan is liye hosla rakh apne kaam pe dehan du
                        • #42 Collapse

                          dear brother ap ki bat bilkul thek hai kay robort trading main loss he deta hian , lakin mairy khyal say log is ko is liy buy karty hain kay ho sakta hai is ke help say hum forex main ziada money earn kar lain. aur jab be insan selfish ban ta hai to us ko loss he hota hia
                          • #43 Collapse

                            Forex trading main to manual karta hun lkn jin ko Forex trading py apni trade main koi dot hota hai unko zarorat parti hao robot ki is sy wo kuch na kuch earn karny lagty hain agar robot b use nai karna ata to phr wo loss b kar dyty hain is liye soch sumj k robot use karain....................
                            • #44 Collapse

                              G ye darust hy k starting mein hamen forex mein normal trading karni chaheay, jab tak ham is par mukamal knoledge na hasil kar len
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                mere khyaal se to ham jante hain k hamen har cheez se ya to nuqsaan hota hai ya to phr faida hota hai robot ka bhi yahiohisaab hai jin logon ko robot ki trading se faida hota hai wo log robot use karte hain jin ko nahi use karna ata wo manual trading karte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X