forex robot ku buy kia jata he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    bhaie har cheez apko faida ya nuksan to deti hi hai to iska matlab yeh nahin kay aap karna chor den robot kay saath bhi aisa hi hai bhaie jin logon ko unka use sahi tareeke se ata hai woh faida karte hain aur jo log nahin jaante istemmal apna nuksan karte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      mere khyal main to manual hi trade karni chahay is se aap ka hi faida hy kun ke agr loss ho bhi jay to aap ko afsoos nhi hota kun ke jo bhi kya hota hy wo aapne apne hath se hi kya hota hy agr aap stop loss ko istamal karte hy to aap kabhi bhi loss nhi kar sakte .
      • #153 Collapse

        robot ko traders apni marzi ki trading ki setting karty hey or traders ki koshish hoti hay k robot us ko kam se kam loss de or profit zeyda se zeyda, mery khayal me robot trading na hi ki jaye to acha hay.
        • #154 Collapse

          nahi mere bhai robot loss dena matlab ye nahi hai ke robot humain sirf loss hi deta hai. mere bhai robot humain loss toh deta hai magar kam hota or robot se humain profit kam milta hai manual trading ke muqable or robot use karne se hum trading bhi seekh nahi sakte hain
          • #155 Collapse

            agr trading kre he forex me to fr ap ko must he ky robot nahe manual trading kry jab be ap manual trading kry gy to ap ko best result improve ho ga aor best trading ky leye ham ko best work aor knowledge ka hona chaye taky best work ky leye best performance ka hona must he
            • #156 Collapse

              Jhan tak satheyo mara experience ha to us kaymotabik robot trading karnaykay leya he buy kiya jata ha takayis say ham trading akrain or is main profit hasil karain or hamain is main loss kam say kam ho .
              • #157 Collapse

                hmmm apka sawal h k forex trading k doran robot trading q busy ki jati hy main apka sawal nhi samjh pa rha hun islea main ap ko jawab nhi dy sakta ......................
                • #158 Collapse

                  dakhain g forex rebort main automatic trading karny ki slahiat hoti hai. yani wo khud bakhod kam karta rahta hai . or mazeed yah k us main kai indicator kam kar rahy hoty hai. or wo admi jo kam nahe kr sakty forex p un k lai bahter hai k apna paisa waist karny ki bejain auto rebort purchase kar lain. taky wo achi income kar skain.
                  • #159 Collapse

                    forex robert ek auto trading software hai jise hume mt4 me set karna hota hai aur wo automatic trading karta hai lekin ek baat zahen me rakhiye agar robert use karna hai to account balance jada ho warna account loss hone ke jada chance honge.
                    • #160 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: syed پيغام ديکھيے
                      muje 1 sawal bohat hi pareshan kar raha he or wo ye ke jab robot trading loss hi deti he or isko karne se koi fida nahi he to market me robots ku sell kiye jate jate hen or traderws unko ku buy karte hen or ku use karte hen or ku robots ki advertisment ki jati he please share your reviews??:confused::confused:









                      dear mainy kabhi forex robot ko use tu nai kiya lakin es bhara ma janta bohot kuch ho dear kuch robot bohot profitable hai or kuch sirf loss he deta so es liya trader ko manual trading he karni chaheya.
                      • #161 Collapse

                        sir ap ke bat bilkul darost ha or man ap ke bat se zahmat hom dar asal koch log dosra busness bhe krty han or on k pas zeada taim nahan ho ta trading ka es liy wo rabot buy krty han or apna kam chlaty han or rabot sirf loss nahan deta bal k profit bhe deta ha .
                        • #162 Collapse

                          dekhain bhai forex main robots sirf loss hi nahi date hain balke profit bhi date hain bht se ache robots bhi hain magar jasa k robots design hi ase hoye hote hain hain tu wo aik machine hi na kabhi bhi unhe signal galt suna tu sari trade hi loss ma ja sakhti hai is liye manual trading hi zada achi hoti hai hame wohi karni chaiye ha
                          • #163 Collapse

                            sir ap ke bat bilkul darost ha or man ap ke bat se zahmat hom dar asal koch log dosra busness bhe krty han or on k pas zeada taim nahan ho ta trading ka es liy wo rabot buy krty han or apna kam chlaty han or rabot sirf loss nahan deta bal k profit bhe deta ha .
                            • #164 Collapse

                              robots atomatic trrading ki kism ha jis kay zireay ap kay acount par automatic trading ki ja sakti ha .robots guarented profit ni karta balky is me loss bi bohat hota ha...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                bht bsara trader asa hai hi ka manually trading nahi karte ha wo robot trading karyte ha our robot trading kar ka wo log acha earn karte ha is liya wo log upgraded our profitable robot buy karte ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X