forex robot ku buy kia jata he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    bhai zaruri nai hay k har forex robot lose he kara market main acha robots bhai mil jate hain jo monthlay baic par acha profit kar detay hain lekin wo waly robot boht ziada mehngay hotay jain phir bhi main ye kahon ga k aap manual tarding karen to behter hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      Sir g forex may jab bhi kabhi ap robot ki trading kertay ho to apko loss ho ya profit ho ye dono hi apkay sath hoti hai mager jab apni kamai kay liye sell ki bhi trade laga saktay ho mere kheyal may koi masal nahi hai
      • #378 Collapse

        Brother lazmi nai hai k her trading reboot aap ko loss he deta hai , kuch reboots aese hote hai jo k bohat he zaida profitable hote hai , lekin wo kafi expensive hote hai , un se trading bohat he achi hoti hai or wo hume per day acha profit dete hai wo 100% tou nai per 80% zaror work kerte hai.
        • #379 Collapse

          ji sab baqwas hai krta ho ga kam but mje yaqeen nai hai in sab sy learn kren smjhen har cheez apny dimag sy smjh k kam kren app k ous sy acha munafa mil jaey ga .........................!
          • #380 Collapse

            forex robort aik autotrading software hai issay loag online buy b karte hai per ye humare liye theak nhe hai khas tor per humari investment per kiu k hum isay demo per try kar sakte hai is mai pehla tw humari investment much honi chaiye or is k elawa hum trading mai kabi b experience hasil nhe kar sakte hai
            • #381 Collapse

              asaalm o alikm to all , bro ab si bt nhi ha kay robot trading bs loss hi dyti ha agr ap robot ka use krty waqt agr ap top loss or take profit ka option selct krtay ha to robot kay isml saya chi earnnigg b kr sakty ha blkay loss say b bch saktay ha
              • #382 Collapse

                bhai kuch log forex robot buy kar lyte hain or phr us se trading karty hain robot se trading automatic hoti hai or ap ko kuch karne ki zarurat nahi hoti hai
                • #383 Collapse

                  g forex buisness main lose bohut asaani se hi avoid kar sakty hoo ap agar ap k market ka study aur knowledge toh ap bilkul lose karogey hi nahi ..aur forex main money mangemnet ka bohut khyal main rakhna chahyeh
                  • #384 Collapse

                    Yes apne theek kaha hai k robot trading humen hamesha loss he deti han or is ko karne se humen koi faida nahe hota hai agar hum robot trading karen gy to hum hamesha loss main he jayn gy is lye humen nahe karne chaye
                    • #385 Collapse

                      robot ik machine hai jis ko hum jo order daity hain vo us k mutabik kaam krta rehta hai or is say hum kafi safe trade kr saqty hain laikin apna mind jo decide krta hai us main humy zada faida mil saqta hain agar mind say kaam kia jiay to
                      • #386 Collapse

                        forex treding biznees aik robot ki trah is lie mana jata hy lin kah ye bizbees bujat hi zyda teze sw jo raha hy is lie loghbis ko robot ki trah istimal kar rahybhyn lun kah ye biznees best hy
                        • #387 Collapse

                          jnab hum jab trading karty hain to huamin is main loss b ho sakata hay or huamin is main profit b ho sakat hay or humain is main agr succes hasil karni hay to huamin is min robot trading main leanrig kar kay earning hasil kanri ho gi
                          • #388 Collapse

                            g forex buisness main lose bohut asaani se hi avoid kar sakty hoo ap agar ap k market ka study aur knowledge toh ap bilkul lose karogey hi nahi ..aur forex main money mangemnet ka bohut khyal main rakhna chahyeh
                            • #389 Collapse

                              forex trading robot ka ye dawa hota hay k wo kabi b loss nai karty or app ko auto trading se profit de sakty hey mery khayal me ye money earning karny ka 1 trick hay or me es ko nahi manta k ye robot kabi profit b de sakty hey.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                Asal mein robots ki marketing aisi ki jati hay kay log unhain khareed he letay hain, lekin ap sochain agar robots itnay hi profitable hain to un ko bananay walay khud un se faida kyun nahi letay or un ko sell kyun kartay hain? Robots se dur rehna chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X