forex robot ku buy kia jata he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    asslam o aslaikum g bhaio jan forex aik buhat confidencly business hai or humen kisi pe yaqin nahin krna chahiye or robots me jaisa k loss hi hota hai or forex me profit or loss 2no hota hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      ji haan bhai is main experience hna chahye waisa hum ko pehlay demo account bna k phr pehlay seekh k us k baad us pa work karna chahye taa k humay pata chal jaye k konsi cheezen or tarikay say losses ka dar hota hai phr bad main vip account pa work karna chahye
      • #318 Collapse

        dear ap ne thek swal pucha ha drasal rebot auto trading kay lye use kiya jata ha yani ye khud trade krta ha aur humain kuch nhe krna parta lakin zyada ye dekha gya ha ke ye galt trade krna shiru kar deta ha jis se humain boht loss ho skta ha aur ye bat nhe ha kay ye profit nhe earn karta balkey profit b gain krta ha aur kuch ayse rebots hain jo taqribann theek se work krtey hain lakin unhain purchase krna kafi mushikil ha
        • #319 Collapse

          Mere dost forex robot ek automated trading script hoti hai jo hum apni strategy or indicators ki bunyaad per set kar kay usay Mt4 terminal main laga dety hain us kay bad wo robot yaani kay script khud apni marzi say hamary account main trading shuru kardeti hain yaani kay hum trading karain ya na karain lekin jese he usay indicator signal dega wo trade buy krlega or jese he use signal milega indicator say wo trade close hojaegi khud say.
          AGAR AP KO MERI POST PASAND AAI TO PLEASE THANKS PER CLICK KARAIN.
          • #320 Collapse

            Yes you can bye a forex robot and can apply it in forex chart in trading time . it can bring a big profit for us but i prefer to do manual trade with trading knowledge and experience . I think manual trade it the best policy for forex trade .
            • #321 Collapse

              forex trading main robot kay hawalay say mujhay koe experience hay kia robot kay zareeay bhe trading ki ja sakti hay kindly inform us we are new trader in forex
               
              • #322 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: syed پيغام ديکھيے
                muje 1 sawal bohat hi pareshan kar raha he or wo ye ke jab robot trading loss hi deti he or isko karne se koi fida nahi he to market me robots ku sell kiye jate jate hen or traderws unko ku buy karte hen or ku use karte hen or ku robots ki advertisment ki jati he please share your reviews??:confused::confused:
                hum forex ma sub sa pala to is ma hum point ko bana ta ha or is ka bad in ko trade kar ta ha or is sa hum is ma eran kar ta ha or is ma hum hud sa be pasa ko laga kar is ma tradee kar ta ha or is sa be hum is ma eran kar ta ha or is ma trade kar ta ha or is sa be hum is tara sa is ma eran kar ta ha or is ma trade kar ta ha or is ma eran kar ta ha or is ma eran kar ta ha ah
                • #323 Collapse

                  bhai kuch log forex robot buy kar lyte hain or phr us se trading karty hain robot se trading automatic hoti hai or ap ko kuch karne ki zarurat nahi hoti hai
                  • #324 Collapse

                    me abi new is business me is liye muje is ke barr me abi tk pat nai ha ke ye kiya hu tha ha so is liye me is ke baare me abi nai bat sak the hu.
                    • #325 Collapse

                      bhai forex trading main robot aik soft ware hota hay jo automatic trading kar kay profit deta hay but mery idea kay mutabiq robot trading main profit kam and loss zyada hota hay aur jin doston ko trading ka experience nai hota wo khud mehnat say learn karny ki bjaye robot buy kar lety hain
                      • #326 Collapse

                        forex main ham robot bhi use kar asktay hain.is main hamain loss bhi ho sakta hai.ap robot ko buy na karin.and khud trade kar saktay hain
                        • #327 Collapse

                          jee may dear apa nay bikul he theak k ha hai yeh iak online busine hai is main apl og mehnat kar k acha aksha earnig kar skaty hian or apa is man bouth he zyd akamayab ho sakty hain
                          • #328 Collapse

                            sir roboot ek software hota hai jis main hamain khud trade karny ke zarurat nai hoti balky is main hamain khud he trade open ho jati hai and profit main he close hoti hai lakin yeh hamain loss bhe dy sakta hai...
                            • #329 Collapse

                              gee bilkul bhe nahee aap forex robots koo buy nahe ker saktay woo auto trading per hootay hain jub kay um manual trading ker saaktay hain yanee kay forex say..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                nahi janab acci bi baat nahi ha k forex roboot sirf loss hi dety hain haan kabi kabi acca ho jata ha k lose bi ho jata ha lakin wo to agar hum kudd bi trade karein to ho jata ha market main boht achy forex reboot avalibal hain jo k hamin acha profit earn karwa dety hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X