trade with shooting star candle stick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade with shooting star candle stick pattern
    what is shooting star candle stick pattern;


    shooting star candle stick pattern aik bearish reversal candle stick pattern hota hey jo keh serf aik candle stick par moshtamel hota hey yeh forex market mein pattern os wakt banta hey jab price ko zyada dahkail deya jata hey or fore tor par down movement ko reject karta hey takeh aik long candle stick ko opar chor deya jay long candle stick shooting star candle stick ke kull lambai ka kam say kam half hota hey ap nechay de gai tasweer say bhe daikh saktay hein
    Click image for larger version

Name:	shooting-star-candlestick-pattern_body_2019_05_02_13_06_48_Window.png
Views:	16
Size:	1.8 کلوبائٹ
ID:	12526846
    close honay wale price candle stick ke open price say low hone chihay yeh forex market mein overall tor par market structure banata hey kun keh prices apni high trade ko barkarar rakhna kay kabel nahe the
    hammer pattern kay sath es tarah ky pattern ka analysis hona chihay tahum inverted hammer candle stick pattern bearish reversal candle stick kay opposite hota hey yeh candle stick pattern support level kay nechay kay pullback say nechay hota hey



    trade with shooting star candle stick pattern




    Click image for larger version

Name:	shooting-star-candlestick-pattern_body_2019_05_02_14_04_05_IG_Trading_Platform_Spread_Betting.png
Views:	19
Size:	19.5 کلوبائٹ
ID:	12526850
    es reversa pattern par trade karna kafi asan hey sab say pehlay es ka matlab kam prices ka hey kun keh prices ko sab say pehlay shooting tar ke highs par reject kar deya jata hey hum forex chart par recently swing low stop loss ko kaim karmay ke koshesh kartay hein
    forex market mein aik trader asani say agle candle stick mein enter ho sakta hey ager trader zyada achay say trading karna chahta hey to risk o reward ka behtar tansub talash kar sakta hey retest ment of the week trade karni chihay wick ka zyada test os wakt hota hey jab wick ke lambai zyada hote hey
    zyada tar prices wapes aa jate hein or long wick kay aik part ke taraf wapes chale jate hein shooting star candle stick kay banany kay fran bad enter honay kay ley es ka matlab hey trader short entry kay ley zyada price par market mein enter ho sakta hey or achay say stop loss say rick ko kam kar sakta hey



    advantage using shooting star candle stick pattern



    shooting star candle stick pattern apni sadge ke wajah say technical trader kay ley aik behtareen tool hey shooting star candle stick pattern ke tafseel par trader aer amal karen jaisa keh opar bean kea geya hey candle stick pattern khod he kabh kabhi nakes ho jay ga ager reistance line kay kareeb zahair hota hey to shooting star bearish candle stick pattern tasub ke confirmation karte hey
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trade with shooting star candle stick pattern

    Yes dear, shooting star candle bahut hi important pattern Jisko samajhna zaruri Hai Lekin Agar Ham isko thek tarah predict na karain to hmain market main trading kay liay problems paish aen gi, shooting star per trading karnay kay liay hamain confirmation kay bare mein lazmi wait karna chaiay shooting star ziada strong use Waqt Hota Hai Jab yeh three long upper wick wali candle ke bad Aaye.


    Shooting Star Candlestick Pattern :


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220427_1646_14_1191.jpg
Views:	1
Size:	11.1 کلوبائٹ
ID:	12390729

    Is pattern main long uptrend kay baad aik bearish candle banti ha jiski upper wick long aur lower wick kafi small ye nhi hoti, aur iski small real body honi chaheye. Upper wick ka real body k mukablay main size double sa zayada hon trend reversal ki first Confirmation han. Is pattern ki shape
    inverted Hammer jasi ha. Ye pattern hamasha uptrend man atta ha. Upper long wick buyer ki price rejection ko zaher kerta ha. Yani buyer ab weak ho gye han aur ap seller market man a gye ha aur seller na market ko nicha la close kerwaya.

    Trading with Shooting Star Pattern :


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220427_1646_13_8550.jpg
Views:	1
Size:	10.0 کلوبائٹ
ID:	12390730

    Is pattern ki confirmation kay liay zaruri hay kay three consecutive candle bannay kay baad jin ki upper wick long hon to ye more effective aur ziada pips ki trade denay main help full hoti ha, jab bhi is pattern kay next candle banay to uska "Gap-down" k sath banna bhot zarori ha, aur yahen trade ki confirmation b ha. Next candle k Gap-down k open hona sath trader ko sell trade open ker leni chaiay, stop Loss ko is pattern k High per place ker dain aur take Profit ko nearest support level per place ker dain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: trade with shooting star candle stick pattern

      Shooting Star Candlestick Pattern


      Shooting star candle hai, jiss main candle ki aik small real body hoti hai, jiss ka open aur close aik dosre k qareeb hote hai. Financial market main jab bhi kisi assets ki prices aik din k aghaz se hi pehle bohut ziada upward jaye lekin din k ekhtetam tak wo wapis apni opening position k qareeb par jab close ho jate hen, to iss dowran jo candle banti hai, wo aik shooting star candle banti hai. Shooting star candle ki opening aur closing prices aik dosre k qareeb to hote hen, lekin candle k upper aik lamba shadow hota hai. Ye shadow prices k intehaye ziada satah ko zahir karti hai. Candle ki open aur close point aik dosre k qareeb hone ki waja se iss ki small real body banti hai. Shooting star candle ki lower side par ya to shadow ya wick nahi hona chaheye, lekin agar ban jata hai, to bhi acceptable hai, lekin bohut ziada nahi hona chaheye, jiss se candle ki shape badalne ka hadsha ho.

      Click image for larger version

Name:	images (924).png
Views:	69
Size:	3.9 کلوبائٹ
ID:	12420981

      Pattern ki Pehchan k Rules

      1. Shooting Star Candle prices k top me banti hai, q k bottom par banne ki waja se ye inverted hammer candle ban jati hai.
      2. Candle ki upper aide par aik long shadow hota hai, jo k real body ka taqreeban dogna ya uss se ziada hota hai.
      3. Candle ki real body shadow k muqabele me bohut small size ki hoti hai, lekin open aur close prices la same point par nahi hona chaheye, nahi to ye "Gravestone doji candle" ban jayegi.
      4. Candle ki color koi bhi ho ye candle ki hasseyat par koi asar andaz nahi hota. Ye candle top price me hone ki waja se bearish trend reversal ka kaam karti hai.
      5. Candle k lower side par koi shadow nahi hona chaheye, lekin aik small si wick acceptable hai, jo bohut zyada lamba nahi hona chaheye.
      6. Candle bullish trend k resistance level ko zahir karti hai, jo k upper side par prices ko reject karti hai.


      Click image for larger version

Name:	images (532).jpeg
Views:	20
Size:	14.3 کلوبائٹ
ID:	12420980

      Pattern ki Tafseel


      Shooting star candle main aik din k dowran prices bohut ziada bullish ja kar wapis apni position k qareeb a jati hai. Ye aik single pattern color ki candle hai jiss ka open, close aur low price aik dosre k qareeb aik small real body hoti hai, lekin high price same nahi hoti. Dekhne main ye candle aik ulta T jaisi hoti hai. Ye candle prices k top par banne wali Gravestone doji candle aur prices k bottom par banne wali candle inverted hammer candle se melti julti hai. Shooting star candle prices k bottom par bullish reversal trend ka kaam karne wali doni candle hammer candle ki opposite hoti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (530).jpeg
Views:	19
Size:	23.1 کلوبائٹ
ID:	12420979

      Pattern par Trading ka Amal


      Shooting star candle market main kisi assets ki prices ko aik bullish trend k dowran mazeed upper jane par rejection ka samna hota hai, jiss se prices wapis apne open price par close ho jati hai. Ye candle bullish trend k dowran ya high prices main banne ki waja se aik bearish trend reversal candle tasawar ki jati hai. Ye candle market main buying pressure ka khatme ka ishara hota hai, jiss se traders market main sell ki entry karte hen. Market main sell ki entry se pehle aik bearish trend confirmation candle ka hona zarori hai, q k ye aik single candle pattern hai. Bearish real body wali candle k bad market main sell ki entry karen. Stop loss candle k sab se upper position ya candle k top se two pips above set karen.

      Click image for larger version

Name:	images (531).jpeg
Views:	3
Size:	25.0 کلوبائٹ
ID:	12420978

      اب آن لائن

      Working...
      X