No one can climb the ladder of success with both hands in his pocket.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    No one can climb the ladder of success with both hands in his pocket.
    Forex p trading karnay k liye apko time and attetion ki zarurat hoti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jee bilkul hath par hath rakhe or ension lene se solutions apke samne khare nahi hojaenge apko efforts krne honge or active rehna hoga efficiency dikhani hogi jabhi ap effectively trading krsakenge.
    • #3 Collapse

      ji haaan time ki zarorat hai q nh time to hai he na mein to ees ko har waqt use karta hon bas light jati hai phr nh kar pata mein es ko use..
      • #4 Collapse

        bilkul brother .. kuch hasil karne k liye koshish to lazami karni chahiye .. ho sakta hai k ap ko loss b ho par is ka ye matlab ni k pockets mai hath dal kar beht jain .. apni mistakes say learn karain sub theak ho jaye ga .. ap nay bohat achi example di sirf ladders ko pockets mai hath dalne say aur dekhne say kuch b ni ho .. target tak jane k liye hame climb karna pahre ga
        • #5 Collapse

          g dear ap k yun he bethy rehny sy ap ki problems solve nhi ho ajyein gay ya ap bethy bethy he rich or successful trader nhi ban jao gay jb tk ap active nhi ho gy mehnat kro gay os wqt tk kuch bhi possible nhi hai
          • #6 Collapse

            Yes this is right that no one can get success in forex trading actually every person should have to study forex trading and get experience from demo accounts so they can get earning from their good knowledge and expereince.
            Don't spam the forum
            Just work Honestly! Earn $0.20 Per Post Earn 200$ Bonus!:o
            • #7 Collapse

              aap nay baat to bhot he achi ki hai aesa wesay ho to nahi sakta k hum apni jebon me hath dal kar serhyon pay chare hame hath hilanay partay hain aur hame yaha pay mehnat karni hoti hai.
              • #8 Collapse

                ha bhai jan kuch hasil karne k liye koshish to lazami karni chahiye .. ho sakta hai k ap ko loss b ho par is ka ye matlab ni k pockets mai hath dal kar beht jain .. apni mistakes say learn karain sub theak ho jaye ga .. ap nay bohat achi example di sirf ladders ko pockets mai hath dalne say aur dekhne say kuch b ni ho .. target tak jane k liye hame climb karna pahre ga.
                • #9 Collapse

                  Yes, forex ho ya dunia ka koi bhi business ya target hum apni pockets me hath rakh kar koi bhi kam nahi kar sakty. Success kay liay hardworking or knowledge hi base hai or iskay bina koi bhi achievement nahi ki ja sakti. Forex market aik rules base business hai or is me successful wohi hoga jo asool pasand hoga or apny level se bahir nahi jay ga.
                  • #10 Collapse

                    yes dear me ap ki bar se strongly agree karta hu kyu kay forex business me hum asani se profit earn kar sakte hain aur forex business ko hum demo account me asain se learn kar kay zayada se zayada profit earn kar sakte hain.
                     
                    • #11 Collapse

                      salam to all.dosto amm tor per new trader kam experience ki wajah sa sara din hi computer screen a jurarahta hain, iss ki bagae trader ko sl and TP ki tech nuique use kar ni chiya,jo ka experience ka sath develop hoti hain,
                      • #12 Collapse

                        ji haan forex mein ap ko zaror time ki zarorat hoti hai forex ka business ap se bohat time mangta hai aur is ka andaza ap ko us wakt hota hai jb ap ko koi return na mil raha ho aur ulta ap trading mein losses krte ja rahe ho aur phr ap ki frustration badhti jaati hai is lye trading mein ap ko har wakt active rehna hota hai aur apna time devote krna hota hai is ko aur mazeed behtar banane ke lye
                        • #13 Collapse

                          ji han forex pe akar work karne kay liye apko time ki ahmiat ka andaza hona bohat hi zaroori hai aur dusri baat yeh hai kay ap ko poori attention kay saath saath apna kaam karna chahiye warna ap ka loss ho sakta hai
                          • #14 Collapse

                            g han bilkul.aap nay theek kaha.forex seekhny kay liey big kaafi mehnat karna parti hai.hardwork kay begair kush bhi possible nahin hoota hai.yahan forex main hum utna he earn kar sakty jo kay hum deserve karty hain.iss leiy learning or hardwork boohat zaroori hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              yes dear ye baat to 100% theek ha k aap mihnet bi na kerain ore aap ko kaamyaabi mil jaaey .ye to nai hjo sekta aap ko koi target achieve kernay k liay mihnet zaroor kerna perhti ha .ore forex trading me aap jitni mihnet kerain gay aap ko us ka zaroor advantage milay ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X