No one can climb the ladder of success with both hands in his pocket.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    ji haan meray bhai jaan mein bhi aap ki iss baat se agree kerta hoon ager hum acha knowledge hasil nahi kerien gay forex tarding k mutaalik tou hum achi tarde ko uss waqat tak nahi ker paayein gay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      je haan bilkul apko forex pe trade karne k liye time or attentu=ion akhaz zarorat hoti hai kyun k agar ap attentive nai honge to kam effective nai hoga or agar ap forex ko time ni denge to kam efficient nai hoga
      • #108 Collapse

        Jee han sahi kaha aapne success k liye aapko mehnat bhi kaafi karni parti hai apko apna keemti time or attentiveness kaafi chahiye agar ap ye samjhe k mein e invets kardya hai or munafa bhia khud mil jaiga bhale kam hi sahi to aap ghalat hain.
        • #109 Collapse

          sai kaha aap ne dost taali aik hath se nahi bajti dono taraf se response hoto maza hai aap ager mehnat nahi krein ge to aap ko taraqi ki rahein nahi milein gi aap aik tarahn se andher kamre mein kali bili talash kerne mein lagein honge jab ke us kamre mein billi bhi nhi hogi.. to mehnat aur tawajo se kaam krein kamyab honge.
          • #110 Collapse

            ap is ma us waqt success hasil kar saktay ho jab ap ka pas acha knowledge ho or acha experiance ho tab ap is ma aga barh saktay han is lia ap is ma success panay ka lia apnay ap ko is kabal banay ka ap is ma survive kar pay
            • #111 Collapse

              yes dear ye baat to 100% theek ha k aap mihnet bi na kerain ore aap ko kaamyaabi mil jaaey .ye to nai hjo sekta aap ko koi target achieve kernay k liay mihnet zaroor kerna perhti ha .ore forex trading me aap jitni mihnet kerain gay aap ko us ka zaroor advantage milay ga
              • #112 Collapse

                jee bh ijaan ap nayik ache baat kahe hay aur may ap kay sath hu aur yi kehna chahta hu kay jee ha ap theek kehtain hay koi be tab thak success nahe pa sakta jab thak wo hard work say kam nahe laita ahin
                • #113 Collapse

                  Assalam o alikum. Yes i believe this. Forex pe success k liye aapko full attention or mehnat ki zarorat hoti hy.. Kabhi bhi success khud se aapke paas nahi ajati. Success unhi ko milti hy jo isko panay kl iye mehnat kerte hsin..
                  • #114 Collapse

                    G hanbaheyo jab tak ham kisi b kam main mahnat nhe kartay us waqt tak na ham us kam main kamyab ho saktayhain or na ham us say kuch faida lay saktayhain . is leya kisi b kam main success kayleya us main hardworking bohat zarorey ha .
                    • #115 Collapse

                      jeeeee haaaan hamare passs time hona chahye jis main haaam es main posts ker sake or bounes kama sake................................
                      • #116 Collapse

                        Salam Friends, :rolleyes: Forex trading is a global business and is famous all around the world, every individual can join forex trading and can earn a great profit, but there is also risk involved in it, there are a lot of ups and downs in forex trading, you have to be active all the time and keep focusing on forex trading.
                        • #117 Collapse

                          kuch hasil karne k liye koshish to lazami karni chahiye , ho sakta hai k ap ko loss b ho par is ka ye matlab ni k pockets mai hath dal kar beht jain , apni mistakes say learn karain sub theak ho jaye ga , aap nay bohat achi example di sirf ladders ko pockets mai hath dalne say aur dekhne say kuch b ni ho , target tak jane k liye hame climb karna pahre ga
                          • #118 Collapse

                            assalam u alaikum jee han brother i am agree with you forex trading mein kamyab honein ka leyein attention bohat zaruri hain kiun ka forex aik risky business hain aap jitna focused ho kar trading karegein karege aap utne hi kamyab honge..or forex trading mein kamyab hone ka leyein trading ki field mein time spend kar kein experince hasil karna bhi bohat zaruri hain..
                            • #119 Collapse

                              ke bhot enmayt hein humein forex mein her kam ko waqt pher karn phert hein tarde ne waqt pher legyn cheny humein time ke banband karni cheny her kam waqt pher karn cheny donon yeh cheezain bohat nahin balke bohat zyada important hen kyun ke yeh donon cheezen hard work par depend karti hen aur forex trading business totally tor par hard work par depend karta he. ....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Ji ye bat to sahi hai waisey bih jab app kisi bih cheez per mehnat karte hoo or time dete hoo to wo appp ko fiada pohchate hai warna nuksan na sahi per profit bih nahi dete

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X