No one can climb the ladder of success with both hands in his pocket.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    g han bhai main apki baat say agree karta hun k is main kaaam karty howe hum jab tak hardwork naheen akrian gay to hum is main kiya kisi bhi business main kamyab naheen ho sakty hain humain chahye k hum apny hands pockets main rakh kar success ka wait na karain balky hardwork karian
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      g han ap bilkul theek keh rahe hain forex main kamyab hone ke liye apko her chez ko ahmiyat deni parti hai kisi chez ko bhi nazar andaz nahi kar sakte sub ko sath le ker chalna parta hai tab ap kamyab hote hain warna nahi ho sakte
      • #228 Collapse

        asalam o alikum ji han dear me pa se agree krta hun ap ne good point keye ha forex me koe b person jo ha wo success ki ladder pe nai char skta without koe kam keye kiu k jo person koe b kaam nai kry ga to wo kabi b success hasil nai kr skta
        • #229 Collapse

          jnb har kaam mai mehnat zruri hti hai jb tk is mai mehnat ni ho ge ap achi eearning nahi kr skty hian or is mai achi learning kai kiay achi mehnat ki expereince ki zrurt hia is liay
          • #230 Collapse

            g han bhai forex per trading karne kliye hamain buhat time aur attention ki zarorat hoti hai. jis insan mein hardwork karne ki quality nahi hoti vo forex per kabhi b kamyab nahi ho sakta kyn k forex aik real bussiness hai aur is mein mehnat karna laazmi hai.
            • #231 Collapse

              Yes this is the real source of the earning and making money daily basis and now i am happy because this is the perfect job of the world and now i am saying this is the real job of the world and many people are doing this job .
              • #232 Collapse

                Forex Maia yaha bat such ka jita bhee xpert hota ha wo yaah kabai bhi nahi keh skate ha un ka pas Forex maian ita caha experience yaah knowledge ha ka wo Forex sa dono hato sa kama raha ha Forex amain koi perfact nahi hota ha .
                • #233 Collapse

                  yes bilkul thk kaha kyun k agr experience nahi hoga or agar is pe time ni deya hoga to earn ni kar saktay.. or is pe earn karnay k liye apko time ki bht zarurat hoti hai or apke dehaan ki bhi..
                  • #234 Collapse

                    Gee bilkul aap ny sahee kaha ke koi be dono paho sy aik ladder pr nahy charr sakta aap ko slowly slowly forex ko sahee tareeqy sy seekhna parry ga aor phir aap ko forex me khoob achi tara practice krnee parry gee phir aap forex me kissi maqam pr ponchyn gy.
                    • #235 Collapse

                      hmm dear kiya baat ki hy jab tak ap apna khud ka time mehnat nhn lagao gy es business mai ye ap ko aik dollar b nhn de ga es liye mehant karo aur apna faida hasil karne k liye koshish karte jao...
                      • #236 Collapse

                        Yes dear you are right . For getting the success in very business of the life you can make the hard working , Hard working is the only key to get the success in the forex trade. Hard working in the learning. Hard working in the learning with the help of Demo account and getting the perfection in your real trade. Just hard working nothing else and you will have a good earning in your trade
                        • #237 Collapse

                          yes forex market me koi short cut nahi he isme hamara mehnat karna boht hi lazmi he or hamko puri intension se forex maket ko samjna ho ga or jab ham mehnat karen ge toh phir hamko achi samaj aay gi or market ko samajne lag jayn ge or phir analysis kar ke achi earning kar skate hen
                          • #238 Collapse

                            ji han ager ap forex market may success hasil karna chate hy to ap ko kafi mehant karni ho ge shoro shoro may kue ka is ka baghar ap ko success nae mile ge is market may is lia hard work bht zarori hy trading may
                            • #239 Collapse

                              g han bhai is me koi shak ki bat nhi hai or forex me bhi ham ko mehnat karni parti hai tab he ham ko is business se earnings hasil ho sakti hain or life bhi hamari kamyab ho sakti hai is business se .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                Bilkul theek kaha apne men aoki post se 100 % ittifaq karta hoon ke donon yeh cheezain bohat nahin balke bohat zyada keys to press hen kyun ke yeh donon cheezen tricky operate par depend karti hen aur forex trading institution completely tor par tough function par depend karta he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X