How to trade with Hammer Candlestick Pattern in forex trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to trade with Hammer Candlestick Pattern in forex trading?
    Assalamu Alaikum! Dear seniers and juniers, umeed ha k ap sab kheriat sa hon ga.

    Forex trading man trader kisi b currency pair ya commodity ko buy/sell kerna sa pehla trader technical analysis kerta ha. Technical Analysis man trader price chart ko currency pairs aur commodities ki price movements ko smajhna k liye study kerta ha. Q k price chart patterns man changes, price k momentum aur price k trend man change ko accuracy k sath identify kerta ha. Candlestick patterns price chart man market price ki movement ko track ker k trader ko trade entry aur trade exit levels ko identify ker k deta ha.

    Hammer Candlestick Pattern:

    Hammer Candlestick Pattern ak strong bullish trend reversal candlestick pattern ha, jo currency pairs aur commodities k price chart man long bearish trend k bottom per support level per banta ha. Ye pattern tamam timeframes man work kerta ha.
    Click image for larger version

Name:	images - 2022-04-12T172700.436.jpeg
Views:	51
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12524668
    Identification of Hammer Candlestick Pattern in Price Chart:

    Forex trading man trader ko Hammer Candlestick Pattern ko support level per talash kerna chaheye, ye pattern single candlestick per moshtamil ak bullish candlestick pattern ha.

    i. Is pattern man first candle Day-1 ki small real body ki bullish/bearish candle banti ha, jiska lower wick long aur upper wick smaller ya zero hota ha. Lower long wick price rejection ko show kerti ha, buyers aur sellers k dermiyan indecision ko batati ha.

    ii. Is pattern per secure trading k liye zarori ha k next candle ka close bullish man ho, ye long real body ki bullish candle banti ha.
    Click image for larger version

Name:	images - 2022-04-12T172652.419.jpeg
Views:	27
Size:	30.1 کلوبائٹ
ID:	12524667
    Note: Ager Hammer Candlestick bullish ki bana to ye strong signal consider kia jata ha.

    Validation of Hammer Candlestick Pattern:

    Hammer Candlestick Pattern k valid hona k liye zarori ha k ye pattern support level per banna aur next candle bullish ki honi zarori ha.

    Hammer Candlestick Pattern per secure trading k liye trader ko Relative Strength Index (RSI) Indicator ko combination man use kerna chaheye. Jab Hammer Candlestick Pattern form ho raha ho to us waqt RSI line 30 k level sa nicha hona chaheye aur jab pattern complete ho jae to us waqt RSI line 30 k level ko cross above kerni chaheye.
    Click image for larger version

Name:	images-1.jpeg
Views:	1
Size:	21.7 کلوبائٹ
ID:	12524673
    Trading with Hammer Candlestick Pattern:

    Hammer Candlestick Pattern man jab second candle bullish man close de to trader ko next candle k open per ""Buy ki Trade"" active kerni chaheye. Trade man lotsize ko Money and Risk Management ko follow ker k account balance k 5% tuk ka risk len.

    Intraday traders ko ye pattern M-5, M-15, M-30 aur H-1 k timeframes man watch kerna chaheye.

    Positional traders ko ye pattern H-4, D-1 aur W-1 k timeframes man watch kerna chaheye.

    Stoploss and Take Profit:

    Hammer Candlestick Pattern per trading k doran stoploss ko Hammer Candlestick ki low k nicha place karen aur Take Profit ko next support levels per Tp-1, Tp-2 aur Tp-3 ker k place karen. Jab trade tp-1 ko hit kara to half position close karen aur trader ko stoploss entry level per ker dena chaheye, jab price Tp-2 ko hit kara to os per mazeed half position ko close karen aur stoploss ko tp1 per ker den aur jab tp-3 hit kara to pori position close ker den.
    . ..Click image for larger version

Name:	images-1.png
Views:	21
Size:	12.6 کلوبائٹ
ID:	12524666
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How to trade with Hammer Candlestick Pattern in forex trading?

    Hammer Candlestick Pattern


    Hammer candlestick qeematon k bottom par bullish trend main tabdeel ka zarya banti hai, jiss se qeematen upward rise karna shoro ho jati hai. Hammer candlestick price chart par single candle family se taluq rakhti hai, jis me candle ka aik small real body hoti hai aur iss me candle ka open aur close aik dosre k qareeb hote hen. Candle k lower side par aik lamba shadow ya saya banta hai, jab k upper side par shadow nahi banta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3).png
Views:	45
Size:	16.1 کلوبائٹ
ID:	12389116

    Pattern ki Pehchan k Rules

    1. Hammer candlestick aik single candle pattern hai, jo prices k bottom ya bearish trend main banti hai, jo k bullish trend reversal ka kaam karti hai.
    2. Ye candle aik small real body ki hoti hai, jis me open aur close point aik dosre k qareeb hote hen.
    3. Candle k lower side par aik lamba shadow ya saya hota hai.
    4. Candle k upper side par small si wick k elawa koi shadow nahi honi chaheye.
    5. Ye candle normal prices me neutral hoti hai.


    Click image for larger version

Name:	images (4).png
Views:	11
Size:	8.6 کلوبائٹ
ID:	12389117

    Pattern ki Tafseel


    Hammer candlestick aik single candle pattern hai, jo k qeematon low area ya bearish trend main ban kar bullish trend reversal k kaam karti hai. Ye candle aik small real body ki hoti hai, jis k lower side par aik lamba saya hota hai, jo k prices k leye support level sabit hota hai. Hammer candlestick me qeematen lower side par aik lamba shadow bannane k baad aik dosre k qareeb close hote hen, jiss main aik small real body banti hai, jab k candle ka saya real body ka dugna hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (5).png
Views:	2
Size:	12.9 کلوبائٹ
ID:	12389118

    Pattern par Trading ka Amal


    Hammer candlestick ko technical analysis k tawar par istemal karne k leye prices ka pehle bottom trend me hona aham hai. Ye single candle pattern hai, is waja se trend confirmation k leye aik white candle ka hona zarori hai, jis par market me buy ki entry ki ja sakti hai. Candle ka lower shadow strong support level hota hai, jis par stop loss bhi lagaya ja sakta hai. Confirmation white candle k baad hi market me entry ki ja sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	8
Size:	14.8 کلوبائٹ
ID:	12389115
    • #3 Collapse

      Re: How to trade with Hammer Candlestick Pattern in forex trading?

      bhot he nice and good sharing ki hain apne forex trading main hardwork karna parta hain regular learning karne k liye hardwork karna must hain forex trading main agar ek traders forex trading main kaam karta hain tu easy kamyab ho skte hain forextrading main learning karna parta hain regular learning kare gy tu forex trading main easy kamyabi mil skti hain regular learning karna parta hain forex trading main hardwork kia tu kamyabi hain forexmain hardwork k bina kisi ko b kamyabi nhe milskti hain forex main forex trading main regular pratice karna parta hain forex main kamyabi usy personko mil jati hain jo candle main pratice karte hain qk bina pratice k koi b kamyab nhe hote hain kamyabi usy mil jati hain jo traders forex trading main regular learning k sath work karte hain kamyabi k liye learning karna parta hain kamyabi k liye hard work karna parta hain kamyabi k liye pratice must hain


      how to trade on Hammer candlestick:\


      forex trading main hardwork kia tu full kamyabi hain forex trading main learning karna parta hain forex main hardwork kia tu kamyabi hain learning ki jatihain tu full benefit hasil ho skta hain forex main learning karne wale trades full kamyabi hasil kar lete hain jisne learning ki usne full kamyabi hasil ki forex main bina hardwork kiye koi kamyab nhe hain hard work k sath kaaam karne wale traders forex trading main easy kamyabi pate hain jisne learning ki usne earning ki earning krna hain tu learning karna must hain forex main kamyabi easy mil skti hainjo hardwork k sath kaam karte hain jo learning karte hai vo traders feature main b kamyab ho skte hain learning karna must hain har statagey main kaam karna hain tu leanring kare
      • #4 Collapse

        Re: How to trade with Hammer Candlestick Pattern in forex trading?

        mama hoti hain. However, jb ye INDICATORS es values ki range sy bahar nikal jata hai to Waja MATLAB (meaninges) hota hai k business sectors mama shortcomings Trends inversions hai. Es INDICATORS k lae ye Strategy's utilization ki jati gai Hy k jb eski values +100 say 250 sy previously mentioned hai to merchant's purchasing ki Tradeng opening Katy
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Hammer Candlestick Pattern Ka Taaruf


          Hammer candlestick pattern ek khas candlestick formation hai jo trading charts par nazar aata hai. Iska asal maqsad market ki reversal signal dena hota hai. Jab market downtrend mein hoti hai, to hammer pattern ka aana bullish reversal ka ishara hota hai. Yeh pattern is liye important hai kyunki yeh traders ko ek mauqa deta hai ki woh entry point ko samjhein aur sahi waqt par trade karein.
          Hammer Pattern Ka Formation


          Hammer candlestick ka formation tab hota hai jab price ka close price open price se zyada ho aur uske neeche lambi tail (shadow) ho. Is pattern ka structure ek chhoti body aur lambi lower shadow se bana hota hai. Ideal hammer pattern mein lower shadow body se kam se kam do guna lamba hota hai. Yeh formation typically ek downtrend ke baad hoti hai.
          Market Sentiment Aur Hammer Pattern


          Hammer candlestick ka formation market sentiment ko badalne ka ishara deta hai. Jab yeh pattern banta hai, to yeh dikhata hai ke sellers ne price ko neeche ki taraf push kiya hai lekin buyers ne unhein counter karte hue price ko upar le jaane mein madad ki. Yeh resistance ke against ek strong push ko darshata hai jo bullish trend ki taraf indicate karta hai.
          Hammer Pattern Ki Types


          Hammer pattern ki do mukhtalif types hoti hain: regular hammer aur inverted hammer. Regular hammer downtrend ke baad hota hai aur bullish reversal signal deta hai, jabke inverted hammer bhi downtrend ke baad hota hai lekin yeh bullish reversal ke liye zyada confirmation ki zaroorat hoti hai. Inverted hammer ke case mein, upar ki taraf lambi shadow hoti hai.
          Hammer Candlestick Ka Analysis


          Hammer pattern ka analysis karte waqt, traders ko price action aur volume ko dekhna chahiye. Jab hammer pattern banta hai, to volume ka izafa bullish confirmation ko majbooti deta hai. Agar volume zyada hai to iska matlab hai ke buyers ka pressure zyada hai, jo bullish reversal ke liye zyada chances ko darshata hai.
          Hammer Pattern Ke Saath Support Aur Resistance Ka Istemal


          Hammer pattern ka istemal support aur resistance levels ke sath milkar kiya ja sakta hai. Agar hammer pattern kisi strong support level par banta hai, to yeh bullish reversal ke liye zyada confirmation deta hai. Is tarah, traders ko yeh samajhna hoga ke support aur resistance levels ko identify karna zaroori hai jab woh hammer pattern ka istemal karte hain.
          Trade Setup Kaise Banayein


          Hammer pattern ko dekhte hue trade setup banana kaise hai? Pehle, traders ko hammer pattern ko identify karna hoga. Jab hammer pattern confirm ho jaye, to entry point ko samajhna hoga. Iske baad stop-loss ko below the hammer ke bottom shadow ke 5-10 pips rakhna chahiye. Target price ko recent swing high ya resistance level par set kiya ja sakta hai.
          Risk Management Ka Taqaza


          Risk management trading ka ek important hissa hai, khaaskar jab hammer pattern ka istemal kar rahe hon. Har trade par risk-to-reward ratio ko samajhna zaroori hai. Traders ko yeh dekhna hoga ke kya unka potential profit unke potential loss se zyada hai ya nahi. Aam tor par 1:2 ka risk-to-reward ratio maintain karna acha hota hai.
          Hammer Candlestick Ki Confirmation Ka Taqaza


          Hammer pattern ko ek confirmation ki zaroorat hoti hai. Yeh confirmation kisi doosre candlestick pattern se ho sakti hai, jese ke bullish engulfing ya morning star. Is confirmation ke baghair sirf hammer pattern par rely karna khatarnaak ho sakta hai. Traders ko dusre technical indicators jaise RSI ya MACD ka bhi istemal karna chahiye.
          Hammer Pattern Ka Use Karke Strategies Banain


          Hammer pattern ka istemal alag alag trading strategies mein kiya ja sakta hai. Day trading aur swing trading ke liye hammer pattern ka istemal kiya ja sakta hai, lekin yeh zaroori hai ke market ki volatility aur price action ko dekhte rahein. Is pattern ko trend-following strategies mein bhi istemal kiya ja sakta hai.
          Hammer Pattern Ke Limitation


          Hammer pattern ke kuch limitations bhi hain. Yeh hamesha reliable nahi hota aur kabhi kabar false signals de sakta hai. Isliye traders ko zaroori hai ke woh dusre technical analysis tools ka istemal karein aur hammer pattern ke saath saath market ki overall condition ko bhi samjhein.
          Trading Journal Ka Taqaza


          Trading journal banana zaroori hai, khaaskar jab aap hammer candlestick pattern ka istemal kar rahe hain. Isse aap apne trades ko record kar sakte hain aur dekh sakte hain ke kaunse trades successful hue aur kaunse nahi. Yeh analysis aapko behtar decisions lene mein madad karega.
          Hammer Pattern Ke Advantages Aur Disadvantages


          Hammer pattern ke kuch advantages hain, jaise ke yeh market reversals ko pehchanne mein madad karta hai aur traders ko sahi entry points dene ki koshish karta hai. Lekin iske disadvantages bhi hain, jaise ke kabhi kabhi yeh false signals de sakta hai aur confirmation ki zaroorat hoti hai. Isliye, yeh important hai ke aap in sab factors ko samjhein aur unhein apni trading strategy mein include karein.
          Conclusion


          Hammer candlestick pattern forex trading mein ek powerful tool hai agar isse sahi tarike se istemal kiya jaye. Traders ko is pattern ka analysis karna chahiye, confirmation ka intezar karna chahiye, aur risk management ko hamesha madde nazar rakhna chahiye. Is pattern ki madad se aap market ke reversal points ko samajh sakte hain aur apne trading decisions ko behtar bana sakte hain.

          اب آن لائن

          Working...
          X