MACD indicator for trading strategy....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    MACD indicator for trading strategy....
    Trading ke liye traders place kism ke indicators ko istemal kar rahe hote Hain kuchh trader market mein leading indicator ka istemal karte hain aur kuchh trader market mein legging indicator ka istemal karte hain aur trader ki ek apni strateg hoti hai aur usi ke mutabik vah indicator select karta hai aur uske sath vah market ko analyse kar raha hota Hai.
    Indicator hamari trading mein kafi helpful hote hain aur inki vajah se ham market ke bahut hi acche analysis kar lete hain aur hamen market mein aasani ke sath kamyabi mil jaati hai isliye indicator ko samajhna hamare liye bahut jaruri hai kyunki Jab ham indicator ko samajh Kar working karte Hain to hamen kafi fayda hota hai aur hamari kamyabi ke chances jyada se jyada ho jaate Hain.

    MACD indicator:

    M a c d ek leg leading indicator hai aur yah ek momentum indicator Hai is indicator se ham market ke bahut hi acchi tarike se aur bahut aasani ke sath analysis kar sakte hain is indicator mein hamen do moving average bhi mil jaate Hain aur iske alava AC indicator mein hamen histogram bhi mil jata Hai jiski vajah se market mein analysis karna kafi aasan ho jata hai bahut se purane traders indicator ko istemal karte hain kyunki vah log indicator se kafi experience le chuki hote hain aur yah indicator trading mein kafi madad deta hai.

    MacD crossover strategy:

    MacD indicator mein hamen to moving average indicator bhi mil jaate Hain jinse ham market ke bahut acche analysis kar lete hain Jab ine 2 moving average Ka aapas mein crossover hota hai to tab ham market mein position lete hain kyunki Jab bhi market mein moving average ka cross over hota hai aur iske sath sath Jab ham candle stick ke analysis kar rahe hote hain to tab hamen maarpeet mein bahut hi acchi entry mil jaati hai aur ham market mein bahut hi successful trading kar sakte hain kyunki Jab market mein top level per cross over hota Hai to ham sel ki trade lete hain aur jab market mein bottom level per cross over hota Hai to ham bye ki trade Lete Hain Is Tarah se ham bahut hi acchi aur profitable trading kar lete hain.

    Click image for larger version

Name:	1650900896278.jpg
Views:	5
Size:	9.3 کلوبائٹ
ID:	12524656


    Importance of macd indicator strategy:

    Agar ham MacD indicator ko acche tarike se samajh lete hain aur agar ham rojana practis karte Hain to ham iska kafi achcha experience le sakte hain aur isko apni strateg banaa sakte hain aur ise ham kafi achcha fayda utha sakte hain yah hamari trading mein bahut hi important hota hai isliye hamen isko samajhna chahie kyunki Jab hamari strateg acchi hogi to tab bhi hamen profit milega aur agar hamari strategy acchi Nahin Hoti Hai to fir hamen profit bhi nahin mil sakta hai isliye hamen apni Seth ji ko behtar banana bahut jaruri hai kyunki jitni strategy powerful hogi utane hi profit milane ke chances honge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: MACD indicator for trading strategy....

    MACD Indicator



    Moving average convergence divergence (MACD) indicator ko Gerald Appel ne long term trend ki strength k pemayesh k leye takhleeq kia tha. MACD indicator ki calculation me 26-EMA (26-peroids) ko 12-EMA (12-peroids) se manfi karne se ki jati hai. MACD indicator mukhtalif time period me do (two) mukhtalif exponencial moving averages (EMA) k darmeyan faraq ko as a input istemal karta hai. MACD me exponencial moving averages k istemal ki waja se is ki output ziada payedar hoti hai, q k exponencial moving averages (EMA) ki calculation simple moving averages (SMA) se ziada behtar hoti hai.
    MACD indicator aik sust-raftar oscillator hai, is ko trend ki confirmation aur trend k strength k leye ziada maozo (best) hai. Trades k entry k leye dosre indicators shayed ziada best hon.

    Click image for larger version

Name:	images (512).jpeg
Views:	16
Size:	43.9 کلوبائٹ
ID:	12420652

    MACD Indicator Trend Calculation aur Crossover


    Khas tawar par, MACD indicator do moving averages k darmeyan shumar-shuda (calculated) faraq hai, aur aksar is ko base line k tawar par zero vlaue k sath histogram k tawar par dekhaya jata hai. Albata MACD indicator k value ko lines k tawar par ya us ka majmoa dekha ja sakta hai.
    MACD indicator sab se sust (slow) indicator hai. Kuch traders kisi bhi line crossover ko as a signal dekhte hen aur market me buy ya sell ki entry karte hen, lekin trend traders hamesha trend line crossover ko zero k ubor hone ka intezar karte hen.
    Wo traders jo signal ki aur confirmation ka intezar karte hen wo zero line k zarye histogram k crossover ko trading signal samajhte hen. Taham kuch traders moving averages k lines ko jab histogram k direction me dekhte hen, ye histogram k crossover ko zero pe, to wo market me entry karte hen.
    Jab bhi MACD indicator ki 12-EMA line 26-EMA line k uper gurazarti hai to ye musbat value ya bullish trend ka signal de rahi hoti hai. Lekin agar 12-EMA line 26-EMA line k nechay se cross karti hai to ye negative value ya bearish signal genrate karta hai.
    MACD indicator jitna ziada apne base line se ziada door ( above ya below) hoga, to utna hi dono EMAs k darmeyan faisla barta jayega.
    False signal ko rokhne k leye zarori hai k trend crossover pe direct buy ya sell ki entry na karen, MACD indicator ka istemal dosre indicator jese RSI indicator k sath kia jana chaheye, is se false signal me kami ati hai. Signal conffirmation k leyey price action ka intezar karen aur candles ka baghawar mutalea karren. Jitna hum market me late entry karengy utna hi ye indicator humen faida dega.

    Click image for larger version

Name:	images (897).png
Views:	24
Size:	16.5 کلوبائٹ
ID:	12420651

    اب آن لائن

    Working...
    X