Triple bottom chart pattern ki trading.....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Triple bottom chart pattern ki trading.....
    Candle stick pattern ko jitna ham samajh Kar kam karte hain market mein hamen utna hi fayda hasil ho jata hai kyunki candlestick pattern chart per hamen different types ke pattern ko indicate karvane mein madad deta hai aur iske alava candle stick pattern ki vajah se hi ham maarpeet ki movement ko analyse karte Hain aur apne analysis karte Hain ki humne kahan per kis Tarah se entry leni hai aur kahan per Apne target rakhne Hain isliye candle stick ko samajhna bahut jaruri hai aur jitna jyada ham candle stick ko samajhne ki koshish karenge hamara kam utna hi aasan Hoga isliye hamen chahie ki ham candle stick ki movement ko samjhe taki ham aasani ke sath market se profitable trading kar saken Jo log samajh Kar Kam Nahin karte Hain vah Kabhi kamyab Nahin ho sakti isliye candles ko samajhna bahut jaruri hai.

    Tripple Bottom Chart Pattern:

    Triple bottom candlestick pattern ek aisa pattern hota hai jismein market 3 low point create karti hai Jab ham ine 3 lo point ko aapas mein ek friend line se dra karte Hain to tab market mein triple bottom chart pattern banta hai yah ek bearing reversal pattern hota Hai aur jahan se hamen market mein new entry milati Hai kyunki yah ek friend changing pattern hota hai aur jahan se ham market mein new trend ke start mein bahut hi acchi trade le sakte hain yah pattern bahut hi umda hota hai isliye hamen isko analyse karna hamare liye kafi beneficial hota Hai.

    Identification of Tripple Bottom Chart Pattern:

    Triple triple bottom chart pattern ki dentification ham support level per karte hain kyunki Kisi bhi down trend movement ke bad Jab market pahla log create karti hai aur iske bad Jab market upar ki taraf jaati hai aur fir se niche aakar ek lo create karti hai Is Tarah se market again upar jaati hai aur dobara se market ek lo point banati hai Jab price chart per hamen free lo point mil jaate Hain aur iske bad market agar upar ki taraf jaati hai aur miner resistance ko break Karti Hai to vahan per hamen maarpeet ki confirmation ho jaati Hai ki aap market mein triple bottom candlestick pattern ban chuka hai aur tab ham market mein entry le sakte hain.

    Trading with Tripple Bottom Chart Pattern:

    Click image for larger version

Name:	images (79).png
Views:	1
Size:	17.3 کلوبائٹ
ID:	12524590


    Triple bottom chart pattern pe trading ke liye hamen vate karna padta hai Jab market third law point se upar ki taraf jaati Hai aur upar aakar market minor resistance per Nek line ko break Karti Hai to tab hamen market mein entry lene ka point hota hai aur vahan se ham market mein entry le sakte hain isliye hamen market mein triple bottom chart pattern Ka vate Karna bahut jaruri hai kyunki jab tak pattern complete Nahin ho jata hai aur hamen market ki confirmation Nahin mil jaati Hai tab tak market mein entry Nahin le sakte hain lekin confirmation ke bad yah pattern hamen kafi achcha profit de jata Hai kyunki is pattern ke through market mein kafi long police moment Hoti Hai jiski vajah se hamen market mein kafi achcha munafa mil jata Hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Saucer

    Introduction

    Assalamu alaikum kya aap logon ko pata kh tashtari keya hai,What Is a Saucer?
    Main aapko bataunga is subject matter mein ki yah kya hai.

    What Is a Saucer?

    Aik tashtari, jisay round backside bhi kaha jata hai, aik takneeki chart patteren hai jo kisi asasay mein mumkina qeemat ke ulat jane ki nishandahi karta hai. Yeh tab bantaa hai jab security ki qeemat kam ho jati hai aur phir barhna shuru ho jati hai .

    Key Takeaways
    A:aik tashtari, jisay spherical backside ke naam se bhi jana jata hai, aik takneeki tajzia chart patteren hai jis ki wazahat qeematon ki aik series se hoti hai jo grafk tor par" u" ki shakal ikhtiyar karti hai.
    B:jab koi tajir tashtari ki tashkeel se munafe bakhash tijarat talaash karne aur rakhnay ki talaash mein hota hai, to lifaafa channels aur aam tijarti channel dono hello ahem namoonay hotay hain.
    B:up trending tashtari patteren se ziyada se ziyada faida haasil karne ke liye, tajir aam tor par sikyortiz kharidne ki koshish karen ge ya protection par cal ke ikhtiyarat is ki kam tareen qeemat par khareedain ge .

    Understanding Saucers

    saucers aam tor par protection ki guide stages par bantay hain, chahay woh degrees skilled lines, channels, ya kisi dosray metric ke zariye bayan kiye gaye hon jo is security ke liye supply / call for conection ko bayan karta ho. Yeh is waqt hota hai jab koi maliyati aala neechay girta hai aur phir barhna shuru hota hai. Qeemat ka yeh amal aik" u" ke length ka chart patteren banata hai jo aksar chiptay neechay ke sath kaafi gole hota hai .

    اب آن لائن

    Working...
    X