1. Price rate of change wo oscillator ik momentum indicator k tor par technical analysis ma use hota hai or ye zero level mid point k against use hota hai. Jo rising ROC hota ha zero sy above wo uptrend ko confirm karta hai or falling ROC zero sy below hota hai wo down trend ko confirm karta hai. Jb price zero k pass consolidate kar rahi ho to trader ko over all trend ko mad e nazar rakhna chahe.
2. Price rate of change (ROC) aik momentum based technical indicator hai Jo ke price ki tabdeel hoti Hui percentage ko measure karta hai maujuda price ko aur mukhtalif periods k doran Jo price thi
indicators forex market ko samjyne ka laye hote hain indicator ki help sa he hum trade kar sakte hain indicator ka bina market main trade karna easy nahi hain kyon ka is ka bina hum samaj he nahi paye gaye ka market kaha ja rahi hain is laye hum ko indicator ki help sa he earn ho sakta hain aur Dear indicater ka maqsaad sirf market ki strategy batana hota hai.Iss say humen market kay trend ka sahi pata lagt hai kay market ab opper jaye gi ya neechay m4 aur m5 yehin kaam kartay hain indicator forex trade main achi help karte hain meta trade4 aur 5 ka alag alag indicator hain main meta trader 4 ko used karta ho aur is main kuch expert trader jo indicator used karte hain wo he indicator main used karta ho aur Indicators ka kaam hota hai hamy signals provide karna lakin Indicators ko pehly sahi tariqy sai samajna bi bohat zarori hai, Indicators lagana bohat hi aasan kaam kai
What does price rate of change indicator tell us
Price rate of change indicator momentum or velocity indicator k tor par jana jata hai. Kiu k ye price momentum ki strength mahloom karta hai. Jesy aj agr market ki closing price 10 dollar hai to 5 din pehle ki closing price 7 dollar thi to roc ko asy calculate kiya jae ga ((10-7)÷7) × 100 to result aye ha approx 42.78. Bhot sary momentum oscillators ki tarha price rate or change indicator b alag window ma show kiya jata hai. ROC ko zero line k againt plot kiya jata hai jo positive or negative values ma differ kar deti hai. Positive value jo zero sy uper hoti hai wo show karti hai buying pressure ko or negative value jo zero sy nechy hoti hai wo show karti hai selling pressure ko. Jb ye values zero par wapas ah jayn to enko warning momentum kehty hain. Zero line k cross karny ko trend change ka name deya jata hai. ROC zero line k as pass wipsaw ki tarha behave karta hai. Es lae ye signal trading purpose k tor par use ni kiya jata. But ye trader ko alert zarur kar deta hai k market ka trend change hony k kareeb hai. Es indicator ma over bought or over sold levels b use kaye jaty hain