Support and Resistances levels in Forex Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Support and Resistances levels in Forex Trading
    Introduction:

    Assalamualaikum umeed karta hu Sub kahriyaat se ho gaye jaise k hum jante hain Forex main trading karta huwa humain bhot se chezo kah dehaan rakna parta hain agr hum inn chezo kah dehaan rakhi toh hum apni trades ko pro level per laa kar jaa sakta hain Or hum apna account ki money managment ko dak kar trading kar k iss main acha profit generate kar sakta hain.


    Support and Resistance:

    Jaisa k hum janta hain Forex main support and resistance per kam karna walye ki accuracy 90 to 95% hoti hain Q k iss kah hum use kar k bhot he achi traders generate kar sakta hain mehnaat kar k he hum inn chezo ko sekh sakta hain or apni trades ko pro level k trades main tabdeel kar sakta hain learning karna sy he hum iss main kamiyaab ho sakta hain or success be tabhi pah sakta hain mehnaat karna wala insan kabhi be iss business main na kaam nahi hota hain Support or resistance Market chart main humain iss tera help karti hain Resistances level Humera uper ki janib or Support humera necha ki side banya jata hain Jis se hum iss main achi trade laa sakta hain agr Humera resistance level cross kar k market uper ko move kar jaye toh hum kah sakta hain humera resistance level brake ho gaya hai it mean Market ny Resistances level ko support level bana lya hain market abhi buy ki position mein hai aur agr Humera Support level cross kar k market Necha ko move kar jaye toh hum kah sakta hain humera support level brake ho gaya hain it mean Market ny Support level ko Resistance level bana liya hai market abhi Sell ki position mein hai.








  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Support and Resistances levels in Forex Trading

    Support and Resistance


    Forex trading k technical analysis me support and resistance ka tasawar bohut aham hai. Forex trading me kisi bhi currency jore ki qeematen support aur resistance levels k darmeyan hi harkat karti rehti hai.

    Resistance level


    Forex trading me Resistance level se murad aisi soratehal hai jis me qeematen apne uroj par pohunch chuki hoti hai lekin pher bhi ziada bharne k leye koshash kar rahi hai. Qeemat jis satah se tajawoz nahi kar sakti use muzahemat ki satah ya Resistance level kaha jata hai. Resistance level aik aisa peak point hota hai lekin baaz awqaat us ko maloom karna thora mushkil hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (894).png
Views:	10
Size:	20.9 کلوبائٹ
ID:	12420667

    Trading on Resistance level


    Chonkeh resistance level kisi bhi currency jore ka sab se ziada qeemat hoti hai to is bat ka imkan hota hai k yahan se qeematen wapis hongi. To jab bhi market me qeematen resistance level tak pohunch jaye, to wahan par hamen "sell" k order lagane chaheye.

    Click image for larger version

Name:	images (895).png
Views:	3
Size:	15.4 کلوبائٹ
ID:	12420666

    Support level


    Support level resistance level k barakas ya mukhalif hai. Forex trading me Support level se murad aisi soratehal hai jahan qeematen kam ho chuki hoti hai lekin pher bhi mazeed kam honi ki koshash kar rahi hai.

    Click image for larger version

Name:	images (896).png
Views:	5
Size:	14.7 کلوبائٹ
ID:	12420665

    Trading on Support levels


    Support levels kisi currency jore k sab se kam qeemat hoti hai is waja se trading me is position par "buy" k order lagana chaheye. Q k ziada chance hoti hen k yahan se qeematen wapis oper ki taraf jayegi. Technical analysis aam tawar par scientific aur mathematics techniques hen lekin support aur resistance ka amal is me shamil nahi hai, q k is baat k taayunn katne k leye koi khas tareeqa nahi k kisi currency jore ka support ya resistancee maqam konnsa hoga.

    Click image for larger version

Name:	images (519).jpeg
Views:	3
Size:	43.0 کلوبائٹ
ID:	12420664
    • #3 Collapse

      Re: Support and Resistances levels in Forex Trading

      Support and Resistance

      takneeki tajzia ke do sab se ziyada zair behas pehlu yaqeenan tijarti satah ki himayat aur muzahmat ke khayalat hain. yeh eslehaath taajiron ki taraf se charts par qeemat ki satah ko bayan karne ke liye istemaal ki jati hain jo aksar rukawaton ke tor par kaam karti hain, jis se kisi asasay ki qeemat ko kisi khaas simt mein dhakelnay se roka jata hai. woh chart patteren ke tajzia ka hissa hain .
      ibtidayi tor par un sthon ki nishandahi karne ke peechay aqliyat aur tasawwur aasaan lagta hai, lekin jaisa ke aap ko pata chal jaye ga, himayat aur muzahmat bohat si mukhtalif shakalain le satke hain, aur yeh khayaal is se kahin ziyada mushkil hai jitna ke pehlay lagta hai .


      How to Read Support & Resistance



      qeemat ki satah jisay support ke naam se jana jata hai woh hai jahan maang ya kharidari ki sargarmi ke artkaz ki wajah se mandi ka imkaan hota hai. hasas ki maang barh jati hai kyunkay asason ya sikyortiz ki qader mein kami aati hai, jis se support line banti hai. is douran, jab qeematein barh jati hain, sood ki farokht ke nateejay mein muzahmati zone zahir hotay hain .
      jab koi qeemat himayat ya muzahmat ki satah tak pahonch jati hai, to yeh ya to satah se peechay hatt jaye gi ya qeemat ki satah ki khilaaf warzi kere gi aur apni simt mein jari rahay gi jab tak ke yeh support ya muzahmat ki agli satah tak nah pahonch jaye. nateejay ke tor par, aik baar himayat ya muzahmat ke kisi ilaqay ya" zone" ki nishandahi ho jane ke baad, qeemat ki yeh sthin mumkina dakhlay ya kharji raastoon ke tor par kaam kar sakti hain .
      kuch tijartoon ka waqt is mafroozay ki bunyaad par hota hai ke support aur muzahmat ki sthin nahi tooten gi. tajir simt par" shart" laga satke hain aur fori tor par is baat ka pata laga satke hain ke aaya woh durust hain, qata nazar is ke ke qeemat ko support ya muzahmati satah se rokkk diya gaya hai ya yeh toot jata hai. agar qeemat is ke khilaaf badal jati hai to position ko mamooli nuqsaan ke sath band kya ja sakta hai. lekin agar qeemat munasib simt mein badalti hai to tabdeeli ahem ho sakti hai .


      Trend line




      mazkoorah baala misalein yeh zahir karti hain ke kis terhan aik muqarara satah asasa ki qeemat ko bherne ya girnay se rokti hai. muawnat aur muzahmat ki sab se ziyada murawaja aqsam mein se aik jaamad rukawat hai, lekin chunkay maliyati asason ki qeemat aksar do simtao mein se aik mein harkat karti hai — oopar ki taraf ya neechay — yeh qeemat ki rukawaton ka mushahida karna mamool hai jo waqt ke sath sath badalti rehti hain. is ki wajah se, support aur rizstns ka mutalea karte waqt trading aur trained lines ko samjhna bohat zaroori hai .
      muzahmat ki sthin is waqt ubharti hain jab qeemat ka amal sust hota hai aur jab market oopar ki taraf barh rahi hoti hai to trained line ki taraf wapas jana shuru kar deti hai. yeh kisi khaas maslay ya sanat ke liye munafe lainay ya anay wali ghair yakeeni sorat e haal ke nateejay mein hota hai. qeemat ki harkat jo ke" marzi" assar, ya stock ki qeemat mein mamooli kami ke nateejay mein hoti hai .
      chunkay tareekhi tor par yeh aik aisa zone raha hai jis ne asasa ki qeemat ko numaya tor par kam honay se rokkk rakha hai, bohat se tajir security ki qeemat par poori tawajah den ge kyunkay yeh trained line ki wasee himayat ke qareeb girty hai. aik asasa ko kayi saloon tak trained line ke zariye support kya ja sakta hai, jaisa ke aap neechay nemont mining coopration ( nem ) chart se dekh satke hain. mushahida karen ke is misaal mein trained line ne newmont ke hasas ki qeemat ko kaafi waqt tak kaisay barqarar rakha .
      doosri taraf, tajir chotyon ke girnay ke silsilay ki talaash karen ge aur un chotyon ko trained line ke sath jornay ki koshish karen ge jab market neechay ki taraf ja rahi ho gi. ziyada tar tajir asasa ki farokht ke dabao par nazar rakhen ge kyunkay qeemat trained line ke qareeb aati hai aur aik mukhtasir position kholnay ke baray mein soch bhi satke hain kyunkay tareekhi tor par, is maqam ne qeemat ko kam kya hai .
      jitni baar qeemat pehlay kisi shanakht shuda satah par jane se qassar rahi hai, chahay woh trained line ke sath mili ho ya kisi aur nuqta nazar se, is satah ki himayat / muzahmat itni hi ziyada samjhi jati hai. chunkay yeh ilaqay aksar un qeematon ki nishandahi karte hain jo kisi asasay ki naqal o harkat se sab se ziyada mutaliqa hoti hain, bohat se takneeki tajir astritjk dakhlay / kharij ki pozishnon ko muntakhib karne ke liye apni tasleem shuda himayat aur muzahmati sthon ka istemaal karen ge. un qeematon par, taajiron ki aksariyat asasa ki androoni qeemat par praatmad hai, is liye hajam aam tor par ost se barh jata hai, jis se taajiron ke liye qeemat ko ziyada ya kam karna jari rakhna bohat mushkil ho jata hai .




      • #4 Collapse

        Re: Support and Resistances levels in Forex Trading

        Introduction of support and Resistance

        Assalaam.o.alikum dear forex member umeed karta hun k ap theek hun gay or apny kaam ko zimadari ky sath comolete kar rhy hun gay dear jaisa k ap janty hain k jab tak ham forex ko achy tariqy sy or us ky jo important level hoty hain un ko study na karen tu ham kabhi bhi achy tariqy sy forex mai kamyab nhi hoty tu hamen her hal mai kamyab hona hai tu forex ko achy tariqy sy study karna ho ga otherwise ham kabhi acha result hasil nhi kar sakty tu koshsish karen k important point per ziada sy ziada focus karen tu aj ham forex k sab sy important point per focus karty hain jin ki base per ham forex sy apni earning mai izafa kar sakty hain in mai sab sy important level support and resistance level hoty hain jin ki help sy ham apni trade ko open karty hain or exit bhi kar sakty hain in level ko new trader bhi easily use kar skaty hain lakin thoda bahoot understand karny ki zarorat hoti hai tu aye dakhty hain ham in level ko kis trha sy describe karty hain or kis trha sy ham in sy benefit hasil karny mai kamyab ho skaty hain
        (1) support level
        (2) Resistance Level

        Support level

        Dear member support level aik important level hota hai ye downward side per banta hai ye market ki movement ky sath sath change hoty rehty hain kiyun jab market aik level ko breakout karti hai tu woh apna aik new level create karti hai jos ki waja sy support level bhi change hoty rehty hain ye ziada tar selling pressure ko show karta hai agar market es level ko breakout kar jati hai tu waha sy hamen maloom hota hai market selling presure mai hai or ham waha sy sell ki entry ko open kar skaty hain es level ko ham aik trend ki help sy dakh sakty hain jis sy hamen kafi ziada faida hasil kar sakty hain


        Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	14
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12420684


        Resistance level

        Dear member resistance level ka bhi bhoot he ziada important rule hota hai ye upper side per banta hai or ye buying presure ko show karta hai jaisy he market es level ko breakout karti hai tu ham waha sy buy ki entry ko open karty hain or ham aik achi entry leny mai kamyab hoty hain es level ko dakhny ky liye bhi hamen trend line ka istamaal karna hota hai .


        Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	45
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12420685


        Trading strategy on support and resistance level

        Dear member support and resistance level forex trading ki jan hain jin ko samjhna lazmi hai jo trader in level ko achy tariqy sy understand kar leta hai un ky liye trader karna kafi ziada easy ho jata hai ham in level ko trend line sy show karty hain kiyun k market in level ky andar move karti hai agar market in level ko break na kar saken tu ham support level sy buy ki entry or resistance level sy sell ki entry ko open karty hain agar in level ko breakout karti hain tu us ky mutabiq ham apni entry lety hain or es ky sath sath stop loss or take profit lagana bhi easy ho jata hai

        Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	14
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12420686


        Stop loss and take profit on support and resistance level

        Dear member jis trha ham support and resistance level per apni trade ko open karty hain is trha stop loss or take profit bhi lagana lazmi hota hai agar ham resistance level per sell ki entry lety hain tu apna stop loss resistance level sy thoda opar set karty hain or hamara take profit support level hota hai or agar support level sy ham buy ki entry ko open karty hain support level sy neechy kuch pips per ham apna stop loss set karty hain or resistance level hamara take profit hota hai
        Last edited by ; 12-09-2022, 09:11 AM.
        • #5 Collapse

          Re: Support and Resistances levels in Forex Trading

          Assalamu Alaikum Forex members umeed hai aap sab theek Honge aaj ka Hamara topic Hai support and resistance level support and resistance level kya hai aur yah kis tarike se forex Mein kam Karta Hai Iske bare mein Aaj Ham detail mein baat karte hain. Support and resistance level:
          support and resistance level ko dekhte hain to respective level mein dekha jata hai jo ki price chart ko appeared Kiya jata hai isase aapko bahut acche tarike se Limited total market ki range ki movement ke bare mein Pata Chalta Hai support level aapko price ke regulating stop falling bonus backup ke bare mein batata hai aur which tense level aapko bahut jyada acche tarike se normally price ko stop rising aur Iske back down ke bare mein acchi tarike se batata hai.

          Click image for larger version

Name:	images (6).jpeg
Views:	7
Size:	11.4 کلوبائٹ
ID:	12420680


          Support and resistance basic technical analysis:
          support and resistance ko use karte hain trader referred ke liye price level ke chat ko act ko ko dekhte hain price cases ke liye Jisko Ham puch karte hain Central area Mein Aur Is Se Ham market ko bahut acche tarike refer Karke acchi tarike se iski calculation karne ke bad hi trading karte hain jisse benefit Hasil Hota Hai.

          Click image for larger version

Name:	images (5).jpeg
Views:	17
Size:	7.0 کلوبائٹ
ID:	12420681


          How do you calculate resistance level and support level?
          Jab Ham downtrend Ko Dekhte Hain To Ham each low-level ke support level ko Dete Hain hoti slow level high point per Lekar jakar Ham resistance level ko dekhte hain jisse Hamen Pata Chalta Hai Ki chat kis site par block kar raha hai ab trade ko Ham opposite side per dekhte hain lekin is ko Ham bahut acchi tarike se iski per Lekar Jaate Hain Jo ke distance level ke najdik hota hai aur is sy hum is ki Peck support level ko bhi touch Karte Hain.



          Click image for larger version

Name:	download (3).png
Views:	2
Size:	2.6 کلوبائٹ
ID:	12420682
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Support and Resistances levels in Forex Trading

            Presentation of help and Obstruction

            Assalaam Alikum Dear Friends!! forex part umeed karta hun k ap theek hun gay or apny kaam ko zimadari ky sath comolete kar rhy hun gay dear jaisa k ap janty hain k hit tak ham forex ko throbbing tariqy sy or us ky jo significant level hoty hain un ko concentrate on na karen tu ham kabhi bhi pain-filled tariqy sy forex mai kamyab nhi hoty tu hamen her hal mai kamyab hona hai tu forex ko pain-filled tariqy sy study karna ho ga in any case ham kabhi acha result hasil nhi kar sakty tu koshsish karen k significant point per ziada sy ziada center karen tu aj ham forex k sab sy significant point per center karty hain jin ki base per ham forex sy apni acquiring mai izafa kar sakty hain in mai sab sy significant level help and opposition level hoty hain jin ki help sy ham apni exchange ko open karty hain or exit bhi kar sakty hain in level ko new merchant bhi effectively use kar skaty hain

            Backing and Obstruction:

            Jaisa k murmur janta hain Forex primary help and obstruction per kam karna walye ki exactness 90 to 95% hoti hain Q k iss kah murmur use kar k bhot he achi dealers create kar sakta hain mehnaat kar k he murmur motel chezo ko sekh sakta hain or apni exchanges ko ace level k exchanges principal tabdeel kar sakta hain learning karna sy he murmur iss fundamental kamiyaab ho sakta hain or achievement be tabhi pah sakta hain mehnaat karna wala insan kabhi be iss business primary na kaam nahi hota hain Backing or opposition Market outline primary humain iss tera help karti hain Protections level Humera uper ki janib or Backing humera necha ki side banya jata hain Jis se murmur iss fundamental achi exchange laa sakta hain agr Humera opposition level cross kar k market uper ko move kar jaye toh murmur kah sakta hain humera obstruction level brake ho gaya hai it mean Market ny Protections level ko support level bana lya hain market abhi purchase ki position mein hai aur agr Humera Backing level cross kar k market Necha ko move kar jaye toh murmur kah sakta hain humera support level brake ho gaya hain it mean Market ny Backing level ko Obstruction level bana liya hai market abhi Sell ki position mein hai.
















            Exchanging technique on help and obstruction level

            Dear part backing and obstruction level forex exchanging ki jan hain jin ko samjhna lazmi hai jo dealer in level ko pain-filled tariqy sy comprehend kar leta hai un ky liye merchant karna kafi ziada simple ho jata hai ham in level ko pattern line sy show karty hain kiyun k market in level ky andar move karti hai agar market in level ko break na kar saken tu ham support level sy purchase ki passage or opposition level sy sell ki section ko open karty hain agar in level ko breakout karti hain tu us ky mutabiq ham apni section lety hain or es ky sath stop misfortune or take benefit lagana bhi simple ho jata hai..jis trha ham backing and obstruction level per apni exchange ko open karty hain is trha stop misfortune or take benefit bhi lagana lazmi hota hai agar ham obstruction level per sell ki section lety hain tu apna stop misfortune opposition level sy thoda opar set karty hain or hamara take benefit support level hota hai or agar support level sy ham purchase ki passage ko open karty hain support level sy neechy kuch pips per ham apna stop misfortune set karty hain or obstruction level hamara take benefit hota hai.support and obstruction level forex exchanging ki jan hain jin ko samjhna lazmi hai jo broker in level ko throbbing tariqy sy comprehend kar leta hai un ky liye dealer karna kafi ziada simple ho jata hai ham in level ko pattern line sy show karty hain kiyun k market in level ky andar move karti hai agar market in level ko break na kar saken tu ham support level sy purchase ki section or obstruction level sy sell ki passage ko open karty hain agar in level ko breakout karti hain tu us ky mutabiq ham apni section lety hain or es ky sath stop misfortune or take benefit lagana bhi simple ho jata hai..















            Stop misfortune and take benefit on help and obstruction level

            Dear part jis trha ham backing and obstruction level per apni exchange ko open karty hain is trha stop misfortune or take benefit bhi lagana lazmi hota hai agar ham obstruction level per sell ki passage lety hain tu apna stop misfortune obstruction level sy thoda opar set karty hain or hamara take benefit support level hota hai or agar support level sy ham purchase ki passage ko open karty hain support level sy neechy kuch pips per ham apna stop misfortune set karty hain or opposition level hamara take benefit hota hai..Jab Ham downtrend Ko Dekhte Hain To Ham each low-level ke support level ko Dete Hain hoti slow level high point per Lekar jakar Ham opposition level ko dekhte hain jisse Hamen Pata Chalta Hai Ki visit kis site standard block kar raha hai stomach muscle exchange ko Ham inverse side per dekhte hain lekin is ko Ham bahut acchi tarike se iski per Lekar Jaate Hain Jo ke distance level ke najdik hota hai aur is sy murmur is ki Peck support level ko bhi contact Karte Hain.resistance level ka bhi bhoot he ziada significant rule hota hai ye upper side per banta hai or ye purchasing presure ko show karta hai jaisy he market es level ko breakout karti hai tu ham waha sy purchase ki passage ko open karty hain or ham aik achi section leny mai kamyab hoty hain es level ko dakhny ky liye bhi hamen pattern line ka istamaal karna hota hai..

            THANK YOU VERY MUCH






            اب آن لائن

            Working...
            X