How to trade with """ DARK CLOUD """ CANDLESTICK PATTERN in Forex?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to trade with """ DARK CLOUD """ CANDLESTICK PATTERN in Forex?
    AoA

    Dear forex user umeed krta Hun ky ap sub kahriyat se ho gy our daily base pr posting kr rahey ho gy our trading se bhurpoor faiada hasal kr rahey ho gy .


    DARK CLOUD CANDLESTICK.


    USER

    Dark cloud candlestick pattern ek police reversal pattern hota hai aur yah hamen strength banne ka signal provide karta hai isliye hamen is pattern ke through seling ka parchunity milati hai aur ham market mein bahut hi acchi trading kar sakte hain dark cloud candle stick pattern mein banne wali scandal hamen bahut hi achcha indicate karti hai aur ham market mein bahut hi acchi entry le sakte hain dark cloud candle stick pattern ek bahut hi important aur famous pattern hai isliye hamen chemistry mein jarur isko analyse karna chahie.





    Click image for larger version

Name:	download (1).jpeg
Views:	6
Size:	4.9 کلوبائٹ
ID:	12524482




    CANDLESTICK FORMATION .


    USER

    Dark cloud candlestick pattern ki identification karne ke liye ham candlestick ko dekhte hain market ke chart per Jo candles Banti Hain vah kuchh Is Tarah se Hoti Hain ki ek police candle banti hai aur iske bad gap ke sath ek bearish candle banti hai jo ki pichhali police candle ko completely cover kar leti Hai aur Is Tarah se hamen market mein dark cloud candle stick pattern ki identification hoti hai aur ham market mein entry le sakte hain iski dentification karna itna mushkil Nahin hota hai ham bahut hi aasani ke sath market mein dark cloud ki identification kar sakte hain aur Market mein aasani ke sath entry le sakte hain.




    Click image for larger version

Name:	download (16).png
Views:	6
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12524483



    TRADING WITH DARK CLOUD CANDLESTICK .


    USER


    Dark cloud candle stick pattern ke sath trading karna bahut hi aasan hai kyunki Jab hamen fast confirmation mil jaati hai aur Jaise hi market ke chart per ek bulish candle ke bad dusri candle beerus banti hai aur vah kuchh Is Tarah se banti hai ki gap ke sath open hoti hai aur pahli candle ko cover Kar jaati Hai to use time hamen maarpeet mein signal mil jata Hai aur use time ham market mein koi bhi entry le sakte hain kyunki Jo second candle Hoti Hai vahi hamen confirm karti hai ki aap market mein dark cloud candlestick pattern ban chuka hai aur ab ham market mein trade kar sakte hain Is Tarah se ham market mein entry lekar successful aur profitable trading kar sakte hain.



    Click image for larger version

Name:	download (15).png
Views:	81
Size:	3.5 کلوبائٹ
ID:	12524484


    THANKS 😊
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How to trade with &quot;&quot;&quot; DARK CLOUD &quot;&quot;&quot; CANDLESTICK PATTERN in Forex?

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Dark Cloud Cover Pattern


    Dark cloud cover candlestick pattern two days candlestick par mushtamil aik bearish trend reversal pattern hai, jo k prices k high peak area ya bullish trend main banta hai. Pattern ki khas baat ye hai k ye pattern dekhne bullish thrusting line candlestick pattern ki tarah bullish aur bearish candles se mel kar bana hai, lekin bajaye trend continuation k ye pattern trend reversal ko ziada tarjeeh deta hai, jiss se prices same sabeqa trend ko hi follow karna shoro karti hai. Pattern ki pehli candle aik strong aur long real body main white ya green candle hoti hai, jab k dosri candle real body wali black candle hoti hai, lekin ye candle aik to bearish hoti hai, dosri ye candle white candle se above gap main open hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (4).png
Views:	28
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12388889

    Candles Formation


    Dark cloud cover pattern k leyw zarori hai, k prices ka top ya bullish trend ho. Pattern k top prices se reversal k chances ziada hote hen. Dark cloud cover pattern do mukhalif candles ka hota hai, jiss main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	2
Size:	8.0 کلوبائٹ
ID:	12388890

    1. First Candle: Dark cloud cover pattern ki pehli candle aik long real body main bullish candle banti hai. Ye candle prices k top par ya high prices area main buyers ki dilchaspi dekhati hai, jo prices ko upper side par push karti hai. Ye candle white ya green color main hoti hai, jo k beal body k sath hoti hai.

    2. Second Candle: Dark cloud cover pattern ki dosri candle bearish trend wali candle hoti hai, jo k prices k direction ko badal deti hai. Ye candle aik long real body main banti hai, jiss ka open pehli candle k top par gap main hota hai, jab k close ussi candle k real body k centre se nechay hota hai.

    Explaination


    Dark cloud cover candlestick pattern dekhne main same meeting line pattern jaisa hota hai, lekin dosri bullish candle ka close point pehli candle k midpoint ya 50% se below hota hai, aur umoman ye pehli candle ka open point k qareeb hota hai. Ye trend reversal pattern hai, jo k prices k top ya bullish trend main banta hai. Ye pattern trend continuation pattern k muqabele main ziada successful nahi rehta hai. Pattern ki pehli candle aik long real body wali hoti hai, jo k bullish trend ki alamat hoti hai. Jab k dosri candle size main pehle candle k taqreeban barabar hoti hai, jiss ka open price pehli candle se above gap main hota hai aur closing price pehli candle k darmeyan se nechay hota hai. Pattern ki dosri candle agar pehli candle k closing price se pehle close hoti hai, to ye pattern bullish on-neck pattern ban jata hai, jiss ki bullish trend continuation wali haseyat hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	41
Size:	11.4 کلوبائٹ
ID:	12388891

    Trading


    Dark cloud cover candlestick pattern main dosri bearish candle pehli bullish candle k open point ko cross nahi karti hai, iss waja se ye candle pehli candle k midpoint se thora sa nechay close hoti hai. Bearish candle bullish on-neck line pattern ki tarah pehli candle se above open hoti hai, lekin buying pressure ki kimi ki waja se bullish jane ki bajaye bearish real body banati hai. Market main ya to selling pressure ziada hota hai, aur ya buying pressure kam honne ki waja se qeematen ziada taqat se bearish jati hai. Pattern par trading se pehle confirmation candle ya indicator confirmation ka honna zarori hai, jo k aik teesri bearish candle ho sakti hai. Lekin bullish candle banne se pattern invalid ho jayega, jo k trade k qabil nahi rehta hai. Teesri candle k baad market main sell ki entry ki ja sakti hai. Jab k Stop Loss pattern ki dosri candle k top se two pips above par set hoga.

    Click image for larger version

Name:	images (3).png
Views:	98
Size:	16.2 کلوبائٹ
ID:	12388888

    اب آن لائن

    Working...
    X