Assalamu Alaikum! Dear seniers and juniers, umeed ha k ap sab kheriat sa hon ga aur forex market sa daily basis per ak acha gain le rha hon ga. Dear trader forex trading ak risky business ha is man trader ko bhot losses hota han. Forex trading man traders ko successful hona k liye forex ko acha learn kerna bhot zarori ha.
Forex market ak bari currency market ha jis man different currencies per traders trade kerta han. Forex market man currencies per trade pair ki form man ki jati ha.
Currency Pair:
Currency Pair man ak currency ko dosri currency k against buy ya sell kia jata ha. Eurusd, Gbpusd aur CadAUD are the some currency pairs.
Base Currency:
Currency Pair man first currency ko Quote Currency kehta han ya currency pair man jis currency ko dosra k against buy/sell kia jae us ko ""Quote Currency"" kehta han.
Quote Currency:
Currency Pair man second currency ko ya currency pair jis currency man dosri currency ko buy/sell kia jata ha to us currency ko ""Quote Currency"" kehta han.
For example EurUsd man ""Euro=Base Currency"" aur ""Usd = Quote Currency"" ha.
Ager eurusd = 1.3030 ka matlab ha k 1 Euro = 1.3030 Dollers.
Types Currency Pairs:
i. Majer Currency Pairs:
Forex market man asi currency pairs ak currency ""USD = United States Dollar"" mojod ho to is ko Major Currency Pairs kehta han. Forex Market man Majer Currency Pairs sab sa zayada move kerti han, q k pori donia man 80% trades ki exchange usd man hoti ha is liye usd k ander changes bhot zayada ati han. Isliye jin currency pairs man usd mojod ho to uski waja sa pori currency pairs bhot zayada move kerti ha. Eurusd, Gbpusd, Audusd, Usdjpy, Usdchf aur usdnzd kuch Majer Currency Pairs ki example han.
Trading with Major Currency Pairs:
Major Currency Pairs ki movement baqi tamam currency pairs sa zayada hoti ha. Is liye trader ko sab sa pehla Major Currency Pairs per trading opportunity ko dakhna chaheye.
ii. Minor Currency Pairs:
Minor Currency Pairs asa currency pairs han jis man donia ki baqi bari currencies Gbp, Nzd, Cad, Chf, Aud, aur Jpy mojhod hoti han. World ki remaining 20% trade ka exchange in baqi currencies man hota ha isliye usd k bad zayada changes in major Currencies man hoti ha is liye iska currency pairs man Major Currency Pairs k bad Minor currency pairs man hoti han.
Trading with Minor Currency Pairs:
Minor Currency Pairs ki movement Major Currency Pairs han jis ki movement Exotic Currency Pairs sa bhot zayada hoti ha. Major Currency Pairs k bad trader ko chaheye k wo ""Minor Currency Pairs"" per trade kara.
iii. Exotic Currency Pairs:
Exotic Currency Pair asa currency pairs hota han jin man ak currency underdeveloped countries ki ho, jasa k Turkey ka ""Lera"" wagera. Exotic Currency Pairs ki movement bhot kam hoti ha, q k underdeveloping country ki currency man change bhot kam ata ha. For example Usd/Zar, UsdDkk aur UsdHKD common exotic Currency Pairs han.
Trading with Exotic Currency Pairs:
Exotic Currency Pairs ki movement kam hona ki waja sa is per trade kerna sa trader ko avaoid kerna chaheye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим