Aslam o alaikum
Introduction
Importance Of "Three Black Crows" Candlestick Pattern In Forex
Dosto umeed krta hn ap sab kheriyat se hon gy dosto aj hum jis topic py bat krne wale hain us topic ka naam hai (Importance Of Three Black Crows Candlestick Pattern In Forex) umeed krta hn dosto is topic py discuss krne se apki knowledge main izafa ho ga. dosto ye trading main use hone wala boht he important candlestick pattern hai dosto main apko is k bary detail se bataon ga taa k apko smajh ajye is se ap apni knowledge kk increase kr k forex market main good trading kr k achi earning hasil kr pao gy.
Three Black Crows Candlestick Pattern In Forex:
han ji dosto three black crows candlestick pattern ik bearish pattern hai jo k dosto traders ko selling ki opportunity deta hai. isko ik boht he strong bearish pattern consider kiya jata hai aur dosto important bat ye pattern hamesha bullish trend k top par banta hai aur ik new market start krta hai is tarah market bullish trend se bearing trend main ajati hai aur seller strong ho jata hai aur tab market price boht tezi se fall krti hai dosto ap neche picture main three black crows candlestick pattern dekh sakte hain aur smajh sakte hain.
Importance Of Three Black Crows Candlestick Pattern In Forex:
han ji dosto candlestick pattern main sab candles mil k ik chart banati hain. jis se trader market ki future movement ko predict kr k buy krte hain candlestick pattern main ik ya ik se ziyada candles mil k isko price chart k entry level py exit banti hain is tarah doato jab tak hamara knowledge aur experience acha nahi ho ga ham kabhi b is main kamyab nahi ho sakte isliye doato market chart ko smajhne k liye hamare pas knowledge hona zarori hai jab ham candles ki movement ko smajh payen gy tabhi good work kr sakte hain hum.
1)First Candlestick Pattern main first candle day1 k gap k sath open ho kar ik long real body bearish ki banati hai. jo ye bat zahir kerti hai seller pressure ziyada hai.
2) Second Candlestick Pattern main second candle day2 ki ik long real body ki bearish candle banati hai isko open previous candle ki real body main se hona zarori hai dosto aur close previous candle k neche honi chahiye.
3) Third Candlestick Pattern main third candle day3 ki ik long real body ki bearish candle banati hai aur isko b open previous candle ki body se hona chahiye aur close previous candle se neche hona chahiye.
How to Trade Three Black Crows Candlestick Pattern In Forex:
han ji dosto three candle par contiunsly increase hona boht zarori hai three black crows candlestick pattern ki information k foran bad trade open nahi krni chahiye qk dosto ye boht risky ho sakta hai qk dosto tab market upar jaa k foran neche ajati hai dosto is main stoploss first candle k high se upar place karain aur dosto take profit ko is three black crows candlestick pattern ki length k brabar neche place karain ya dosto next support level par T1 - T2 - T3 kar k b place kr sakte hain dosto ap neche chart ko dekh kr smajh jao gy.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим